Chapter 16

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The chapter start with doctors start kairav 's surgery . Suddenly doctor came .

Kartik ( panicked ) - kya huaa doctor sab theek hai naa .

Doctor - haa sab theek hai main baas yeh kehena chahta hu ki agar aap dono chahao toh kairav ki surgery dekh sakte hai .

Kaira went inside the room . There was two room inside and both were divided by glass wall .


LIKE THAT

Kartik saw naira who crying continuously . He was fume in anger to saw naira because he thought that naira is responsible for kairav 's condition .

Kartik pov

Yeh sirf main hi jaanta hu ki naira ko dekh kar kitna gussa aaraha hai mujhe  kairav ke haalat ki zimadar sirf aur sirf naira . Yeh shaadi maine sirf kairav ke liye hi ki thi mujhe lagta tha ki jo pyar Vedika nahi de payi woh pyar naira mere bacche ko degi par main galat tha agar naira mere bete se pyar karti toh woh aisa kabhi nahi karti mere bete ka dhayan rakhti . Mera baas chalta toh main toh usse yaha andar bhi naa ghusne deta par abhi sawal kairav ka hai aur ek baar kairav theek ho jaye phir main naira ko dekhuga .

Pov end .

Kartik and naira both are shattered to saw kairav like that . Kaira remember the happy moments that they spend with kairav . Kaira doesn't able to saw kairav like that so they went outside

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
AFTER 3 - 4 HOURS

Doctor comes out of the OT .

Doctor - Congratulations mr and mrs Goenka kairav ab khatre se bahar hai aap ab usse mil sakte hai .

Kaira ( together ) - thanks doctor .

Kaira rushed toward the room but kartik stop naira .

Kartik - naira tum kairav se milne nahi jaaogi aur agar gayi toh mujhse bura koyi nahi hoga .

Naira cry

Naira ( teary eyed ) - tum mujhe nahi rok sakte main kairav ki maa hu haaq hai mera uspar .

Kartik - uski maa kehelane ka haaq tum ussi din hi kho diya tha jiss din mere bete ki haalat aisi huyi thi .

Naira - par ....

But kartik ignore her and went inside. Naira kneeled down and start crying . Suhasni and swarna came . .

Suhasni - naira beta tu ro maat dekh yeh Kittu toh hai hi pagal ek baar kairav discharge ho jaaye main baatugi isse .

Swarna - haa naira Beta Kartik ki baat ka bura maat manana woh toh hai hi pagal main khud uske kaan khichugi hame pata hai ki tum kitni achhi maa ho .

ON THE OTHER SIDE .
kairav slowly open his eyes .

Kairav ( weekly ) - papa .

Kartik - haa mera baccha . Ab aap kaise ho .

Kairav - main theek hu papa mumma kaha hai .

Kartik ( lied ) - apki mumma kisi kaam se gayi hai

Kairav - nahi mujhe mumma chahiye .

Kairav was adamant so at of the end he have to call naira .

Kartik - nurse jaao bahar kairav ki mom unhe bulayao aur haa use bolana kairav ne bulaya hai .

Nurse nod and went from there .

Nurse ( to naira ) - mam andar aapka beta aapko bula raha hai.

Naira thanked nurse and rushed inside the room .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

IN ROOM

Naira went and hug kairav very tightly and kissed him on all-over face .

Naira ( teary eyed ) - kairav baby pata hai kitna dara diya tha  aapne mumma ko
Ab aap theek ho naa

Kairav - hai main aapni mumma ka brave Baby hu.

Naira ( crassing his hairs ) - mera baby brave nahi bahaut brave hai .

Kairav - I love mumma papa

Kaira - I love you too baby .

Kaira hug kairav tightly.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

FEW DAYS LATER

Now kairav is discharged as he recovered rapidly . Naira take care of kairav alot she didn't even sleep properly and didn't have food properly.

Scene start from home at kairav room. Kairav was sleeping peacefully naira crassing his hairs .

Naira pov

Thank you ganga maiya mere bete ko theek karne ke liye . Agar mere bete ko kuch bhi ho jata toh main maar jaati . Meri jaan basti hai mere bete main . Sauteli maa hu toh kya hua apne baache jaisa pyar karti hu main usse .

Pov end

Her chain of thoughts broke by Kartik 's voice .

Kartik - naira neeche chalo mujhe tumse kuch baat karni hai .

Naira - par abhi ...

Kartik - naira mujhe zaroori baat karni hai neeche chalo right now .

Without any argument she went downstairs with him.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT HALL ..

Kartik drag naira downstairs and everyone get shocked to saw this.

Suhasni - Kittu beta aise naira ko keech kar kyu laa rahe ho .

Kartik - dadi maine ek faisla liya hai baas wahi batane ke liye isko yaaha laya hu .

Suhasni - kaisa faisla Kittu beta ..

Kartik take paper from polythene and give it to naira . Seeing the papers, the ground slipped under Naira's feet.
To saw naira shocked all get tensed .

Suhasni ( concerned ) - naira beta kya hai baatao naa mera dil betha jaa raha hai .

Naira ( in broken voice ) - di...vor...ce
...papers ...dad...i

Suhasni ( shocked ) - kya divorce paper . Kittu pagal ho gaye ho itni acchi ladki se divorce lene jaa rahe ho . Naira jaisi life partner tumhe kahi nahi melegi .

Kartik - nahi dadi yeh hi sahi hai . Peheli baat mujhe kairav ke liye maa chaiye thi apne liye biwi nahi . Maine naira se shaadi sirf isiliye kari thi taki kairav ko maa mil sake par naira kairav ki maa bane layak nahi hai iss incident ke baad toh main kairav ko leke tumpar bharosa nahi karsakata .

Naira was numb to hear the accusations . Everyone try to make understand him but naira was just lost .

Naira pov

Kartik se divorce ka matlab kairav se duri . Maine yeh shaadi ki aur kairav ke liye hi main ab shaadi ko bachungi .

Pov end

Naira wipes her tears .

Naira ( sternly ) - accha Kartik toh tumhe yeh lagta hai ki kairav mere wajhse gira hai toh sun lo kairav meri wajh se nahi gira hai agar main uski asali maa hoti tab bhi tum yahi kehete .

Kartik was silent .

Kartik ( divert the topic ) - woh sab mujhe nahi pata mujhe baas yeh pata hai ki tum mere bete ka dhayan nahi rakh sakti isliye inn divorce paper

Naira - accha agar main kairav ka dhayan nahi rakh sakti chalao maana nahi rakh sakti . Agar main tumhe divorce dedungi toh kya kairav mere bina reh payega

Kartik - reh lega tumhare bina main uska itna dhyan rakhuga ki woh tumhre bina reh lega .

Naira - accha are you sure.

Kartik - haa .

Naira - toh theek hai main tumhe challenge karti ki tum do hafte taak kairav ko sambhalo usse maa aur papa dono ka pyar do aur aise do ki woh mujhe bhul jaaye agar tum isme successful huye toh main turant divorce paper pe sign kar dungi
Toh challenge karoge.

Kartik - haa main challenge accept karta hu .

(In mind ) - yeh challenge main asani se pura karduga . 2 hafton main naira ko bhul jayega aur uske bina reh bhi lega .

Naira - kya huaa ?

Kartik - mujhe challenge manzoor hai naira main kairav ka maa aur papa dono baan ke dikhunga dekh lena .

Naira - okk toh tumhara challenge kal se shuru hoga aur kal se 2 hafto taak main apne mayike chali jaayungi .

After said this naira went from there .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So this was the chapter I hope you like it. Toh guys kya lagta hai aapko kya kartik naira ki jagh le payega kairav ki life main ??? Comment karna .

Precap - challenge began

Do vote and inline comments too.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro