Chapter 3

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The next two weeks of naira's life were spent in three places Her academy  , her home and little smile Adoption agency. She goes to little smile agency beacause of two reasons . First is to teach the dance to the childern and second and main reason to meet kairav . Naira loves to spend time with kairav . Now she was looking happy. Her family members were also noticing this and they were very happy that they were getting their old Naira back.

Akshara - natik dekha aapne jabse kairav uski life main aaya hai wo kitni khush rehne lagi hai . Jo khushi usse Rishabh ne chin li thi wo khushi kairav ne wapas dilwa di . Baas bhagwan kare usse bhi apne parents mil jaye koi aisi family mile jo usse bahaut pyar kare .

Natik - haa woh toh hai bahaut hi payara baccha hai kairav . Kyu naa ham kairav ko adopt kar le . I mean naira usse adopt kar le As a single parents .

Akshara was shocked to the core .

Akshara - yeh aap kya keh rahe hai natik uss bache ke liye hamari hamdardi apni jagh hai aur usse adopt karna alag baat hai natik .

Natik - akshara baat ko samjho Kairav se wo kuch time ke liye milte hai toh naira kitni khush reheti hai socho agar hamesha ke liye kairav yaha rahega toh naira kitni khush rahegi aur kairav ko bhi ek family milegi . Ham bhi kairav ko laksh jitna hi pyar karege .

Akshara - par samaj kya kahega ...

Natik - samaj ki parwah karna kab chodogi Akshara yeh smaj baas ek din ya jayada se jayada do din bolega phir chup ho jayega .

Akshara understand that and she agrees for the sake of naira's happiness. 

Akshara - par naira maane gi .

Natik - ham usee baat karege phir agar maan gayi toh thik warna ham yeh plan drop kar dege .

Akshara - haa yeh sahi rahega .

~~~~~~~~~~~~~~~~

On the other side Mr yadav 's ray of hope had now into a plan to get a kairav family . He decide to talk to naira regarding to the adoption of kairav. 

When naira came in agency she get to know that Mr yadav call him in his cabin .

Naira knocked the door

Mr yadav - come in ms Naira .

Naira pull the chair and sit on it. 

Naira - kahaiye mr yadav koi kaam tha aapko. 

Mr yadav - aap kafi ghul mil gayi hai naa kairav ke saath . Mujhe iss chote se bache ke liye bahaut bura lagta hai .

Naira - mujhe bhi

Mr yadav - agar isse ek family mil jayegi toh kitna accha hoga naa .

Naira - haa yeh toh please aap jald se jald ek family dhund dijiye naa jo kairav ko bahaut pyar kare .

Mr yadav - aisi family mil gayi hai .

Naira ( excitedly ) - sach kon hai wo log apne unki acche se jach padtal toh kar li hai naa .

Mr yadav - Singhania family yaani ki aapki family . Aur I said aap hi usse adopt kar le

Naira get shocked

Naira - par main kaise main toh abhi single hu aur moreover main abhi iss zimedari ke layak nahi hu .

Mr yadav - aapke jitna pyar kairav ko aur koi nahi kar sakta ms singhania .

Naira - par main kaise .

Mr yadav - aap as a single parent usse paal sakti hai usse aap se behatar aur koi nahi sambhal sakta .

Mr yadav made her understand and naira agreed for it .

Now the difficult task for naira to made her family understand.

She goes home with determined face.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT SINGHANIA SADAN

When Naira enter in the Singhania sadan she saw Akshara and natik stand in the hall with serious face .

Natik - aao princess hame tumse kuch baat karni hai .

Naira - papa mujhe bhi aapse kuch zaroori baat karni hai . Par pehele aap bolo apni baat .

Natik - hamne yeh faisla liya ki kyu naa kairav ko iss family ka part bana liya jaye aur tum uski gurdian aur maa in short uski dekhbaal tum karo maa ki tarah .

Naira got super happy and hug natik akshara .

Naira - aapko kaise pata chala ki main bhi yahi baat karne wali thi.

Akshara and natik smile and start the process of adoption .

Within a one week naira become officially Kairav 's mother as natik use his contact . Now today is the day when naira will be introduced as Kairav 's mother in front of kairav.  Naira was hell nervous many thought came in his mind.

Finally naira reached little smile Adoption agency.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT LITTLE SMILE ADOPTION AGENCY

Naira - mr yadav paper work toh hogaye par kya kairav mujhe accept karega .

Mr yadav - mujhe nahi lagta koi problem hogi . Fir bhi aap khud hi usse puch lijiye .

The duo walked out of mr Yadav 's office and into the children's play area where kairav was playing with his toy car.

Mr yadav  - kairav beta idhar aao Dekho naira aunty aayi hai .

Mr yadav call kairav .

Kairav - naira aunty aap aa gaye .

Naira kneeled down to pick him up and hug him tightly .

Kairav - maine aapko bahaut miss kiya  aunty .

Naira - maine bhi aapko bahaut miss kiya.  Ek baat batayu aapko ?? Mere paas na ek solution hai jise ham dono kabhi ek dusre ko miss nahi karege .

Kairav - kya aunty.

Naira - kya aap mere saath rahoge mere ghar par mera beta bankar ???

Kairav - sacchi aunty aap meri mumma banoge ??

Naira - haa agar aap haa bologe toh hi .

Kairav ( in excitement ) - yayyyy . Yes aunty .

Naira - I love you mera baby .

Kairav - I love you too naira aunty , nahi nahi naira mumma .

Hearing mumma from kairav mouth brought tears from his eyes . She didn't feel that kairav is adopted she feel that he is her own son.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the second chapter. I hope you like it.

Precap - entry of our hero Kartik and kaira meet .

Do vote and inline comments too .

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro