Chapter 36

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Thank you guys for completing a 3k votes on this story

Do inline comments plzz ......

Now let's start .......

The chapter start with kartik drive toward the home . He drive very slowly so that naira sleep didn't broke but it was of no use her sleep broke .

Naira ( rubbed her eyes ) - jaan kya huaa ham ghar kyu Jaa rahe hai .

Kartik ( while driving ) - sherni tum thaak gayi thi aur so gayi thi isliye main tumhe Ghar lekar Jaa Raha hu .

Naira - nahi kartik par mujhe ghar nahi jaana apne mendak ke saath aur time spend karna hai .

Kartik - naa jaan ham aur kahi nahi jayege ham seedha Ghar jayege

Naira ( adamant like a kid ) - nahi mendak mujhe ghar nahi jaana mujhe apne cute se mendak ke saath long drive pe jaana hai .

And she made an angry yet cute face she look very adorable and our majnu kartik melt seeing his jaan angry .

Kartik - accha theek hai . Par 1 hour baad ham dono Ghar chalege theek hai .

Naira - okk .

Kartik drive the car . Naira saw outside and feel the nature and " Suhana Safar aur yeh Mausam haseen " song play . They both feel this song .

Naira - I love you ..

Kartik - I love you too sherni .

Naira - thankyou kartik mera saath dene ke liye warna agar koyi aur hota toh mujhe kab ka chod deta . Mujhe apni kismat pe bharosa ki nahi hota ki koyi mujhse itna pyar bhi kar sakta hai . Thank you meri life ko fairy tale banae ke liye . Accha mujhe ek promise karoge ???

Kartik - haa bolo naa ???

Naira - kartik mujhe nahi pata meri kismat main kya hai aur main yeh bhi nahi jaanti ki mere paas kitna time aur hai Kal mere reports main kya ayega . Toh tum mujhe promise karo ki agar main maar jaaungi toh tum apni life main move on kar loge kairav ko maa ka pyar milne doge. Waada karo mujhse ki apni life mere liye roko ge nahi .

Kartik was shocked to heard that . More than shocked he was hurt .

Kartik - shhh sherni aisa kabhi maat bolna tumhe kuch nahi hoga . Hamara pyar hamri Shakti banega . Tumhe jeena hoga hamre liye kairav ke liye . Hamre pyar ke liye aur main tumhe kuch nahi hone dunga maut se wapas keech launga main tumhe . Kaira ko koyi alag nahi kar sakta maut bhi nahi .

Naira was in tears hearing kartik confession . They both share a bone crushing hug .

Naira - itna pyar karte ho mujhse .

Kartik - bahaut pyar karta hu tumse itna ki tum soch bhi nahi sakti . Aur hame ek Hone ke liye bane hai dur hone ke liye nahi . Aur agar hame alag hi hona hota toh 6 mahine pehele ham milte nahi .

Naira smile and start remembering the FLASHBACK .

Flashback

Naira was fainted in the park naira 's friend tanvi noticed her take her to the hospital . In the hospital akshara 's friend bhavika Sharma treat her and inform akshara about the naira. Singhanias and goenkas hurriedly came hospital .

Akshara - bhavika kaisi hai naira aur kya huaa hai usse .

Bhavika ( shout ) - akshara itni careless kaise ho sakti ho tum naira itni weak hai usse stress aur exertion se dur rehana hai aur tumne abhi dr bhardwaj se video call pe baat kar li hai naa naira ke reports ke baare main puch liya hai naa tumne .

Akshara ( confused ) - kaisi reports bhavika aur Dr bhardwaj se kya baat karni hai

Bhavika - akshara tum toh aise puch rahi ho jaise tumhe kuch nahi pata . Matlab naira ne tumhe apni bimari ke baare main kuch nahi bataya hai .

Akshara ( scared ) - nahi kuch nahi bataya kya huaa naira ko batao bhavika .

Bhavika - akshara naira ko blood cancer hai .

All were shocked specially kartik The ground slipped under his feet.

Kartik ( almost broke down ) - nahi doctor boldijiye yeh jhoot hai meri naira Ko kuch nahi hosakta hai .

Bhavika - mr goenka I am serious aur main saaree test karne ke baad hi bol rahi hu .

Natik - meri princess itni takleef main thi aur usne mujhe bataya bhi nahi .

Naksh ( hit on the wall ) - naira hamesha Aisa hi karti hai hame kabhi kuch nahi batatai aur hamesha situation se bhagne ki koshish karti hai . Sukanya wale case ke time bhi agar chachu Chachi nahi rokte toh pata nahi kya hota . Rishabh ke time bhi hamesha Ghar se bahar hi reheti kaam main busy rehati aur ab bhi . Pata nahi kyu woh mujhse kuch share nahi krti ab . Jab ham Capetown main the tab Nair mujhse sab kuch share karti thi par pata nahi udaipur aakar kya hogaya hai . Lagta hai main hi Bhai baane layak hi nahi hu .

Naksh broke down and Tara console him .

Kairav ( crying ) - papa mumma ko kya huaa hai ??? Mumma theek hai naa ??

Kartik ( in anger ) - nahi hai woh aapki mumma kairav uska koyi rishta nahi hamse . Dost manati thi mujhe apni par mujhe hi nahi bataya . Itna suffer kar rahi thi woh aur mujhe pata bhi nahi lagne Diya.

Kairav start crying

Kairav - papa ... Hiccups ...aap ... hiccups ... Aisa .....kyu bol rahe ho .

Swarna - aapke papa apki mumma se naraz hai kyunki aapki mumma ne unse baat chupayi .

AT ROOM

Naira get consciousness Dr Sharma told that everyone is outside and they know the truth . Naira said she want to meet her family . Nurse went outside to call kairav .

Nurse - mr Goenka naira mam ko hosh aagya hai aur woh apne bete kairav aur apne pati se aur puri family se milna chahti hai .

Kairav was about to go but kartik stop everybody . Naira wait for everyone but nobody go to meet naira .

AT ROOM

Naira - koyi mujhse milne nahi aaya nurse chalao mujhe bahar le chalao .

Nurse - nahi mam aap weak hai and you need rest.

Naira - please 🥺🥺🥺

After a lot of insistence nurse decide to take naira outside on wheel chair .

AT CORRIDOR

Naira saw that everyone was teary eyed ..

Naira ( weakly ) - kairav baby

But kairav ignore him .

Naira - kartik

Kartik also ignore him . One by one she called everyone but everyone ignore her . Kartik unable to saw his sherni like that so he went from there .

Naira - mumma papa , bhai aap sab mujhse baat kyu nahi kar rahe .

Natik - naira kon papa haa kon papa tumhare papa maar gaye hai .

Akshara - haa naira natik sahi keh hai rahe ham tumhare koyi bhi nahi hai .

Naira ( hurt ) - mumma papa aap aise kyu bol rahe hai .

Natik ( tears fall from his eyes ) - aur kya bole ham itni badi baat hamse chupayi ham kya itne paraye ho gaye hai kya .

Akshara - natik chup rahiye isse baat karne ka koyi faida nahi hai yeh toh aab parayi ho chuki hai bahaut badi ho gayi hai naa yeh hamari toh zaroorat hi nahi hai isse ab .

Naira ( fresh tears came from her eyes ) - mujhe maaf kar do mumma papa aap sab mujhe maaf kardo main aisa kabhi nahi karungi .

Suddenly naira start coughing and blood came from her mouth . Everyone get tensed and came toward her . Akshara quickly forgave her and hugged her very tightly . Everyone also forgave her as doctor earlier said that stress is not good for her . Kartik saw naira condition he came and hug her tightly and in flow he confess he love her . First she denied but after that she also confess and propose her ( proposal maine last chapter main likh diya tha agar nahi padha toh jaakar padh lo . )

Flashback end

Naira - thank you kartik uss din mujhe maaf karne ke liye . Agar sabne mujhe maaf nahi kara hota toh main tut jaati .

Kartik - shhh aisa maat bolo sab tumse bahaut pyar krte hai koyi tumse jayada time taak naraz reh hi nahi sakta tha .

Naira smile and after that they reached home . And they celebrate naira 's birthday at home .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

NEXT MORNING

AT CITY HOSPITAL

Kaira was sitting outside the room .

Naira ( tensed ) - kartik mujhe bahaut daar lag raha hai

Kartik ( console her ) - jaan shant ho jaao kuch nahi hoga sab sahi hoga .

Akshara - beta kuch nahi hoga sab theek hoga

( Guys everyone came early morning delhi )

Suddenly nurse came and take naira name . Everyone went inside .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

AT DOCTOR CABIN

kaira sit front of the doctor and everyone sit behind kaira .

Doctor - mrs goenka aapki reports aarahi hai par usse pehle mujhe aapse kuch sawal puchne akele main

Naira - doctor aap sab ke samne puch lo yah sab family hi hai .

Doctor - alright . Toh mrs Goenka aapke 3 kemo session ho chuke hai . .

Naira nod

Doctor - aapko kabhi breathing problem huyi hai

Naira nod

Doctor - shareer pe swelling ya koyi nishan

Naira - haa

Doctor - jodo main dard yaa phir Chakar aana aisa hota hai .

Naira - yes doctor .

Peon came and handover reports to the doctor and he analyse the report .

Kartik - doctor kya huaa ???

Doctor ( tensed ) - jaisa mujhe daar tha . Mr goenka jaise symptoms mrs goenka bata rahi hai aur reports yeh keh rahi hai ki mrs goenka ka cancer puri body main fail chuka hai aur inke paas sirf 2 saal hai jeene ke liye .

Kaira and everyone get shocked

Naira - koyi toh chara hoga jisse mera cancer cure ho jaaye .

Doctor - ek raasta hai aur woh hai ................

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

So guys this was the chapter I hope you like it.

Precap - will go according to flow.

Desire votes - 80 +

Do vote and inline comments too.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro