Chapter 8

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Sorry guys for the delay guys . I hope you will enjoy the update.
______________________________________

The scene start from kaira get agree to share her feelings with kartik . Kartik saw with high hopes toward kaira .

Kartik ( with high hopes )  - baccha please share karo aapni feelings . Kya aap pehele se unn uncle ko jaante the ??

Kaira clinging to kartik and said .

Kaira - haa papa main jaanti hu unn uncle ko woh bahaut gande hai unhone jhoot bola kaira bad girl nahi hai please trust me .

And she start crying with hiccups . Kartik calm her down and made her drink water . After sometime when kaira calm down he stroke her hair and said .

Kartik - princess panick maat karo aur jo bhi baat hai mujhe batao . I am there for you I swear I will not leave you . Trust me .

Kaira look at kartik and think that kartik will never leave him and make other understand also .

Kaira - papa main aapko sab bataugi but promise me aap kaira ko punish nahi karoge usse dur nahi bhejoge . Kaira akele nahi reh sakti woh daar jaati hai .

Kartik - promise princess I will never punish you and leave you chahe kuch bhi hojaaye .

Kaira get relaxed heard that . Although she know that kartik will never leave her and punish her she trust him alot specially after morning incident but she want assurance .

Kaira - papa woh uncle sach keh rahe hai main chori karti thi par khud nahi woh uncle zabardasti karwate the aur kaira agar mana karti thi toh woh kaira ko Dante the maarte bhi the aur ek andhare kamre main band kar dete the . Woh bahaut bad uncle the papa . Jab woh kaira ko Dante the toh kaira daar jaati thi aur kaira ko bad dreams bhi aate the . Papa woh bad uncle hai woh jhoot bol rahe hai woh sabko Dante the kaira ko bhi woh hame khana bhi nahi dete the isliye main Asharam se bhaag gayi thi aur road pe reheti thi mujhe accha nahi lagta tha but maar se bachne ke liye mujhe rehana padta tha ( kaira hug kartik tighlty and crying profusely ) papa mujhe nahi jaana aapko mumma aur kairav ko chod ke aap please sabse kehena ki woh mujhe dur naa bheje main phir se akele nahi rehana chahati agar woh uncle aagye mujhe lene toh aap please mujhe bacha Lena mujhe jaane maat Dena .

Kartik crying saw her this condition and he was very angry on that old man and tighten his fist but he composed himself for the sake of kaira .

Kartik - princess shh shant ho jaao kuch nahi hoga papa hai naa woh aapko kahi nahi jaane dege aur main promise karta hu ki kabhi aapko akela nahi choduga aur aape koyi gussa nahi karega I promise . Ab chalo rona band karo . Aur ek baat aap bahaut strong ho . Main aapki mumma ko sherni bulata hu kyunki woh bahaut brave hai aur aap bhi bahaut brave ho , sabse strong hai aap bhi toh hamri beti ho naa meri chotu sherni toh iska matlab huaa aap double strong ho aur koyi bhi fight akele lad sakti ho itne saalon se aap akele the but ab aapke mumma papa aapke saath hai aapki family aapke saath hai aur ab aap zayada strong ho ( motivate her ) aab aapko koyi harm nahi karega princess woh bad uncle bhi nahi .

Kaira - papa aap hamesha mere saath ho naa .

Kartik - haa princess I am always there for you . Aap jaan ho papa ki aur papa aapko kabhi akela nahi chodenge ( tried to distract her mind ) accha chalo ab rona band karo kyunki meri princess smile karti huyi acchi lagti hai rote huyi nahi chalo smile karo .

He signal her to smile and kaira smile lightly .

Kartik - waise princess hamri dada daughter date toh beech main hi reh gayi toh kya kehte ho chale waapas ghumne jo hamne plan Kara tha sirf princess aur papa .

Kaira - thik hai par mumma ko bhi leke chalte hai warna woh alone hojayegi . Ham pizza bhi khayege aur mall bhi jayege .

Kartik ( kissed her forehead) - done princess . Jo aap bologe wahi hoga par pehele ham andar chale mumma wait kar rahi hogi .

Kaira nodded and kartik pick her in his arms and take her to inside where doctor and naira was there . Although he put a fake smile on his face for his daughter but he was broken heard her daughter's struggle the bad childhood she experienced . He feel guilty that because of him his daughter suffer alot if he pay more attention then his daughter doesn't suffer so much . Seeing his condition naira understood that kaira share her feelings and the truth broken him to the core .

Doctor - kaira beta aap jaao nurse didi ke sath jaao woh aapko fishes dikhayegi ( to nurse ) nurse jaao bacchi ko hamra aquarium dikhao .

Kaira nodded at kartik and naira for permission both nodded and kaira went from there . Naira saw toward doctor , then doctor saw toward kartik and nodded as he understood that they need a privacy . Doctor went from there . As doctor left the room kartik go and hug naira and tears rolled down from his eyes . Naira was worried for him .

Naira ( worriedly ) - kya huaa kartik . Tum ro kyu rahe ho .

Kartik ( crying profusely ) - hamri kaira naira bahaut saha hai usne aur sirf meri wajhse kaash maine nurse Leela ko hamri beti di hi nahi hoti toh hamri princess ko woh sab naa sehana padta ( crying silently ) aur jab kismat ne hame hamri beti se milwaya tab maine usske saath kitna rude behave Kiya . Mere dantne ki wajhse usko nightmare aate the infact abhi Bhi aate hai ( naira was shocked that then kartik tell what kaira told , her bad experience her suffering everything naira was shocked to heard that ) meri wajhse sirf meri wajhse huaa hai yeh sab I am sorry naira .

Naira - itna hi nahi ek baat aur batani thi mujhe ( she tell about her suffering when she told how she used to sleep on road tying herself to the pole so that nobody take her away and then living in ashram and also tell how she was scared from 2 person when they were in Singhania sadan ) bahaut kuch Saha hai usne ( wipe her tears ) but ab nahi ab hamri ki life main sirf khushiyan hogi aur ab toh usne tumhe bhi accept kar liya hai ab ham dono milkar uski life main khushiyan bharege .

Kartik ( nodded ) - haa naira ab ham Aapni beti ko saari khushiyan dege specially main kyunki sahi maino main ab mujhe meri beti mili . I swear ab main uspe toh kya kisi pe bhi gussa nahi karunga .

Kaira cleaned each other face and they both went toward the doctor's cabin .

Doctor - aaiye Mr and Mrs goenka baithiye .

Kartik and naira settle down on chair .

Kartik - kaira ne bataya mujhe sab kuch .

And he tell him what kaira said to her .

Doctor ( think a while ) - hmm toh jaise aapne bataya ki kaira ne aapne intial years main itna kuch Saha jaha usko ek happy aur warm enviornment milna chaiye tha waha usse ek toxic enviornment mila ( kartik and naira face fell heard that they look at each other and held each other hand ) but don't worry abhi bhi kuch nahi bigda hai aap baas usse khush rakhiye usse pyar aur assurances dijiye that you both are there for her baaki therapies toh chal hi Rahi hai don't worry kaira will be fine soon .

He patted kartik 's shoulder and kaira went from there .  Kartik and naira took her and kairav to the mall . They watched movie and eat pizza too and did a lot of shopping . Kartik kept all the stuffs at the backseat and they drove off to the good restaurants and eat kaira favourite Chinese. After that they drove toward the goenka villa .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
So guys this was the chapter I hope you like it .

Precap - will go according to flow

Do vote and inline comments too



















Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro