CHAPTER 2: - KarEena Meeting

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng


Before she could say something someone entered the thana in her wardi and as soon as she saw the face she was shocked while cheetah and karishma were arguing, santosh was watching them engrossed, only pushpaji and billu were paying attention, then all of a sudden a voice was heard, and a high tone, but less threatened and more firm and caring tone, was heard

HASEENA:- Yeh Thaana...Yeh Thanna hi hai na?

PUSHPAJI: - Jee MadamSir, Yeh Thanna Hi Hai, Magar Ap Yahan bhi? { Matlab Bhagwan khud ishaara derhe hai}

KARISHMA: - Amma Bhak, Ap Yahan Bhi, Koi Aur Thaana Nahi Mila Kya Jaane Ko? Bilkul Grayhan Ki Tarah Ap Hamari Kundali mein chipki hui hai

HASEENA MALIK: - Tameez sai{ she paused to look at the name of the officer on the badge} Karishma Singh, Dene Ko Hamare Pass Bohot Se Jawab hai, magar hum apne ghusse ko kaabo mein rakhte hai apki tarah nahi, na mauka dekha na waqt kabhi bhi shuru hojati hai ap, yaad rahe idhar hum apke senior hai, agar apko behes karni hai toh jab hum haseena malik hai tab karyega ab hum S.H.O Haseena Malike hai, ummeed hai apko yeh baat samajh mein agayi hogi 

Everyone was astounded hearing their conversation, besides pushpaji, she was happy, and enjoying what was happening for the first time she saw someone standing upto Karishma Singh otherwise due to her violent nature everyone is afraid to even talk to her, so she was enjoying seeing Karishma Singh all puzzled and annoyed..

KARISHMA SINGH: - .... Hum S.H.O Malik Se Baat karsakte hai tameez se magar Haseena Malik ka muh bhi humna dekhe Samjhe ki hum samjhaaye, Poora Lucknow Humse Darta Hai Aur Kuch Kehne Se Phele hazaar baar sochta hai magar aap woh pheli mahila hai jo humko hi sunaye jarahi Hai, Humse dur Rahiye Warna......

AT THE SAME TIME D.S.P ENTERED,

ALL THE OFFICERS OF MAHILA THANA SALUTED AT HIM

KAREENA: - Jai Hind, Sir

D.S.P: - Jai Hind, Pushpa Ji, Aj Aap Hamare Liye Kuch khaas Layi Hai Kya?

PUSHPAJI: - Ji Sir, Hum apki favourite daal chawaal laye hai, ummeed hai apko pasand ayega, 

KAREENA: - *cough cough* (while both realize the sync that they were in, they looked towards each other in annoyance for a minute and focused on the situation}

D.S.P: - Ji, toh hum yeh kehrahe the, ki Haseena Malik, Jis area mein Ap tehnaat thi, humne suna hai apne thaane ko bilkul apne bache ki tarah, khyaal rakha hai aur inka sadisyon ko bhi, unhone apki bohot tahreef ki, aur hume yeh bhi pata hai kay apne transfer lene ka faisla kyun kiya hai,

HASEENA: - Sir, Us baat ko choriye, koi zaroori kaam tha, kyunki ap thaane mein tab hi aate hai jab koi zaroori kaam ho, 

KARISHMA: - Ya Phir Pushpa Ji Ka Khaana ho...

BILLU, SANTOSH AND CHEETAH STARTED LAUHGING WHILE PUSHPA FELT EMBARASSED, HASEENA NOTICED HER EMBARASSMENT AND SPOKE UP,

HASEENA : - Sab Chup Hojaiye, Aur sir ap boliye,

D.S.P: - humne suna hai kay ek adhik awaishiye neta arahe hai, aur hum chahte hai kai kareena unka protection kare aur har cheez ki security yeh mahila thaana sambhaliye, haseena ji ap toh waqif hai kay iss thaane mein loan se sab chalraha hai, hum chahte hai koi aisa insaan aaye jo badlauv la sake na sirf is thaane mein balke in thaane kay logon mein bhi,{ while looking at karishma}

HASEENA: - Ji sir hum iska dhyaan rakhenge aur koshish karenge apki umeed par khare uthroon,

KARISHMA: - Nahi apko karne ki zaroorat nahi.... ( Yeh DSP Hamara Insult Karke Chala Jaata hai aur Haseena Madam ki taarif, hadh hoti hai.... par hum....amma bhak...ab inki bakaiti bhi sunni paregi... )

D.S.P: - Karishma Singh kya Ap Apne Senior kay Khilaaf Jayengi,

KARISHMA: - Nahi Sir, Hamara Kene Ka Matlab the kay, inka aaj pehele din hai, inhe araam karne dete hai,

HASEENA: - Karishma Singh Agar Hume Aaram Karna Hota toh hum koi dusri naukri doondh lete jo hamare liye aaram daik ho, samjhi ap,

BOTH GAZING INTO EACH OTHER EYES,AND READING EACH OTHER SOULS, ALL OF A SUDDEN BOTH AVOID EYE CONTACT..

KAREENA: - Sir Hum Nikalte Hai,

BOTH WERE SUPPOSED TO GO IN THEIR RESPECTIVE VEHICLE BUT LOOKS LIKE FATE OR SHOULD I SAY THE D.S.P HAD DIFFERENT PLANS,

D.S.P: - Jab Ap Dono ek jagah Jarahe hai toh ap alag kyun jarhe hai, bachat karna seekhiye petrol ki wajah se desh mein shadeed pollution aur kharcha hai aur ap dono officers hoke pollution aur kharcha dono bara rahe hai, 

KAREENA: - Par....

D.S.P : - dekho par var kuch nahi jaiye ap dono,

//////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////

okay so here , I am finally with this update, I hope y'all are liking it, please do give you're feedbacks, as I can improve my story with the help of you're suggestions...  love you all, stay safe, Do vote and comment, tc , goodnight :) ^r^

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro