CHAPTER 22 : - DEATH?

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

All of a sudden a scream Is heard, and after a loud noise, everything gets dead silent,

Meanwhile,

Haseena: - bus abhi pohonch jayenge, uske baad apna phone chupa denge aur ek naaya khareedenge..

She reached and what she encountered shocked her, for a minute she was still and then moved at once to find the door unlocked and when she moved in she noticed a body lying still, not moving, lifeless, and there her innervoice screamt that who she was assuming it was that person, but a hint of positivity made her rethink her decision and what was an assumption became the confirmation, but what astonished her was the person infront of her....

Meanwhile at the Thaana,

The environment was very serious, everything was silent, everyone was waiting for an answer, her answer specifically, and she was quiet and then smiled but immediately tears fell off from her eyes, others were trying to understand what she wanted to speak..but alas!

Finally 102891028932483294 SECONDS later,

Cheetay: - Santu ji... (hum isse pyaar karte hai, shayad hum laga isse bhi, magar....priya ne sahi kahan yeh jaldi hogaya hum usse kehdenge ki hum dost ban kar bhi reh sakte hai )

Santu: - who...who.. *emotional*

Cheetay: - koi baat nahi Santu ji *heartbroken*

Santu: - arey cheetay tu kya bol .. *heartbroken* (hum toh haan kehne wale the....yeh humse pyaar nahi karta kya, kya ushne mann badal diya )

Pushpa: - (amaa, yeh kya bakaiti hai, lagta hai inko ek doosre ke pyaa ka ehsaas karwana parega)

Meanwhile at Hazel's house,

Haseena was inspecting Hazels body, but some points her gun towards her head but since her back is towards the anonymous person she doesn't know who it is until she hears the person speak,

Haseena: - MISHRI PANDEY!!!

Mishri : - ahaann, toh the great Haseena Malik ne diya sahi jawaab,

Haseena: - tumne Hazel ko kyun maara?

Mishri: - kyun? Tumhe itni takleef kyun horhi hai?

Haseena: - jawaab do

Mishri: - who kya hai na, hume information dene wali yeh Hazel hi thi..magar kya kare..bechari ko maarna padha pehle hume laga humse wafa karhi thi magar usne daga kiya, usne tum se mohabbat karke mission ko compromise kiya

Haseena: - matlab?

Mishri: - kisi se mohabbat nahi ki kya?

Haseena: - (Karishma Singh)

Mishri: - har wafa insaan mohabbat mein padhke bewafai hi karta hai...yeh mohabbat bohot hi buri cheez hai,

Haseena: - galat, mohabbat cheez nahi jazbaat hai, aur koi bhi jazbaat acha ya bura nahi hota, har bewafa insaan mohbaat mein wafa karna seekh jata hai, shayad isliye usne sahi raasta chuna...aur tumne usse mar diya..tumhe toh

Mishri gets annoyed and angry and presses the gun more roughly towards Haseena's head

Mishri: - bhulo mat tumhari zindagi meri haaton mein hai..

Meanwhile someone came and pointed a gun at Mishri's head and then spoke,

Karishma: - amaa, tumhari zindagi se sambant kharaab hogaye ke tum Karishma ki Haseena pe bandook taan ke khaadi ho? *In anger*

Mishri: - tumhe toh hum chodenge nahi

Karishma Singh gets annoyed and angry and press the gun more towards Mishri's head,

Karishma: - amma bhak bohot hogayio tumhari bakaiti, madam sir pe jo bandook taani hai usse hatao warna tumpe goli GALTI se chal jayegi...

Haseena: - Karishma..Ap yahan?...magar humne toh

Karishma: - Madam Sir yeh waqt insab bakloli ka nahi hai isse hum phele nipte phir apse baat karenge,

Mishri: - arrey yar, Karishma ko kuch karedun Haseena bura man jaati hai aur Haseena pe goli taanu to Karishma Singh ko dard hota hai, samjh mein nahi ata pyaar hai ya nafrat ek doosre ka saath nahi dete aur agar koi kaam asaan kardeta hai toh uspe hi goli chalti hai, bhalayi ka toh zamana hi na raha..

Karishma: - hum paanch tak ginege...agar bandook zameen pe nahi hua toh tumhari laash zaroor zameen pe pari hogi..samjhi

Mishri : - acha theek hai ek kaam karte hai sika uchaal kar

But Our Karishma Singh doesn't let her complete her statement and utters in anger,

Karishma: - nahi koi sika nahi uchlega, uchlegi toh tumhari bandook,

And before anyone realizes what she is goin to do, she kicks the gun that is pointed towards Haseena's head, and she starts punching Mishri furiously, Haseena for a second gets shocked and realized that she has to handle the situation so she goes to stop Karishma Singh but unfortunately Karishma Singh apne ghusse par kaabu nahi kar paaye aur Mishri ko maarte waqt uski wajah bhi batarahi thi ap bhi suniye,

Karishma: - amaa, humare aur Madam Sir ke beech mein nafrat ho ya pyaar who hum dono ki beech ki baat hai koi teesre ko aane ka koi HAQ nahi hai, aur agar koi humare beech mein aya toh sab ek hi baat bolenge ki Daroga Ji dekhe toh bohot magar tumsa kahi nahi dekha, samjhe ya samjhaun? Dossri baat, amaa, tum kon hoti ho Madam Sir ko maarne ya blackmail karne wali? Unka phone kaahe churaya...BOLO

Haseena: - (arey nahi agar..hume pata bhi nahi Mishri ko kitna pata, DareDevil ko sab ne halke mein liya hai..dheere dheere humara logon ke ooper specifically criminals ke ooper darr kam horha hai, yeh hai kon jo yeh sab inke ishaare pe chal rahe hai yahan tak Hazel bhi...who hum usse huamri dost samjhte the..magar) Karishma Singh chodiye aage hum dekhlenge, abhi philal Police ko bulana safe ahega unko unke tareeke se investigation karne dete hai waise bhi DSP ka orde hai Mishri se dur rehna hai (ab agar bodyguards hata doon toh usse pata chal jayega ke Haseena aur DareDevil qaeeb hqai hum hone nahi desakte) hoshyari se kaam karna parega hume *loud to herself*

Karishma: - kis baare mein? Madam Sir (hume pata hai iska raaz par inhe thodi pata hai ke hume pata hai par hume yeh ab samjh aaya hai ke agar yeh hume bata nahi rahi toh koi jayaz aur bada wajah hai iske peeche)

Haseena: - wo...yeh is sab ke baare mein na *avoiding eye contact* (sorry Karishma Singh hum apko sach nahi bata sakte agar apko kuch hogaya toh hum ... )

Karishma: - (Madam Sir ap kyun nahi hume sach bolrhi hai mujhe jhoot acha nahi lagta sakt nafrat hai khud pe qabu nahi hota jab pata saamen wala insan jhoot bolrha hai magar kyun ka jawab nahi hai toh hum kya kare humko khud nahi mahklum kab tak hum apne ap pe qabu payenge, ap hai shayad isliye ab tak bhaukaal ka b bhi nahi dikhaya hai..ap pe bharosa karne ka mann karta hai)

Samjha karo Isharon Isharon mein baat horhi thi tab tak toh police wale aagaye the dono bichad gaye, apne apne statements derhe the, Haseena ne apne SCU ke cops ko bulaaya kyunke yeh isse related the magar undercover the police unform pehni kyunki Karishma Singh jo thi magar unko toh pata hi nahi ke Karishma Singh ko toh already pata hai yeh sab khair..tab tak yeh dekho ke thane mein kya chal rha hai

In thaana,

The atmosphere was Silent too silent because yeh baat hum sab jaante hai ke MPT WALE AUR SHAANT...humse na ho payega bhaiya, khair aage dekhiye, Pushpa ji aur humare billu ji, ek doosre ko dekhrahe hai, aur uske baad CheeTosh ko, jabse yeh adhi adhura proposal hua hai, aur adhe adhure jawaab mile hai, halanke poora hona chahiye tha magar hua nahi....

Pushpa: - billu , kya kare yeh dono itne dukhi hai, humse dekha nahi jaraha hai ..kuch karo kaise dost ho tum cheetay ke

Billu:- Pushpa ji hum kya kare? Hum kar hi kya sakte hai

Meanwhile Santu was going to pick up a file but she slipped and was about to fall but humara Cheetah hai na usne usko pakad liya aur girne se bacha liya, dono ek doosre ke ankhein mein jhaank kar apne jawab dhoondh rahe the.... Magar phir hui uski entry guess kijiye kiski entry....

.....................................................................................................................................


Ek taraf hai humare CheeTosh jiske beech aana tha pyaar magar inko khamoshi ke kaaran agaya daraar doosri taraf humare pyaare KarEena jinko pyaar hogaya magar iqraar karne se pehle kya ayega daraar ya phir is toofan ke zalzale se nikaar kar maintain hoga inka pyaar...

kya bolu mein? koshish ki hai, khair , 

As always ap log itna pyaar dete ho , pls dete raho, comment karo, vote karo, feedback doh.

As always I aprreciate all your love that you shower you guys are the best folks, aur iske illawa, 

I appreciate the silent readers too, ik mein late upate deti hoon, and abhi bhi late hai, kya karun....

I myself feel ke yeh chota hai aur yeh aur better hosakta tha, ap log bhi bataye,

LOVE YOU GUYS,

GOODNIGHT, LOVE *R*


🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍

These hearts dedicated to you readers for being the best compassionate understanding and respecting folks, hope you like this chapter...

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro