Chapter 1

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

A couple could be seen lying on the roof staring at the night sky.

"Andheri raato'n mein taaro'n ko dekhne mein kya maza hai? Jo maza tumhare saath hone mein hai, wo kaheen bhi nahi hai Bulbul."

Bulbul smiled.

B~wohi toh, jo maza tum mein hai wo kaheen bhi nahi, par pata nahi tumhe club kiun chalna hai, aaj nahi baby phir kabhi, waise bhi Heer Ranjha bhi toh chhup chhup kar miltay thay, aisi he raatein bitaate thay, phir Heer aur Bulbul kiun nahi?

Heer smiled.

H~khamoshi mein kab tak maza rahay ga? Kabhi kabhi shor mein bhi maza karna chahiye, dance karna chahiye, Heer Ranjha ka daur gaya, Heer Bulbul ka daur hai, aur Heer ko pasand hai bheed, jahan music ho, dance ho

B~haan, lekin aaj mood nahi hai, main Kal pakka chaloon ga

H~hmm theek hai. Abhi dil kar raha hai yaheen soun tumhare paas

B~Jaana toh mujhe bhi nahi hai, par kya karoon? Jaana ho ga

H~phir Kal aao gay na?

B~of course

H~club bhi chalengay na?

B~yes baby

She hugged him.

H~I love you soooo much

B~I love you too

She sat up and opened the door of the terrace peeking outside making sure no one's there.

H~chalo, koi nahi hai bahar

He too got up and they descended the stairs, he exited the house bidding her bye.

Next day, the duo went to the club, and danced.

Digi digong dong dong........

Disco teh club shub

Main kee karaan

Baar yaa pub shub

Main kee karaan

Ho o..

Ho o..

Ho o..

Disco te club-shub

Main kee karaan

Baar yaa pub-shub

Main kee karaan

Addaa toh sada hai wahaan

Hoga re hoga re jahaan

My jigar da tukda

Haaye..

My jigar da tukda

You are my sona-sona mukhda

Haaye..

My jigar da tukda aa

Digi digong dong dong....

Cafe teh starbuck

Main kee karaan

Limo mile ya truck

Main kee karaan

Digi digong dong dong....

Ho o..

Ho o..

Ho o..

Cafe teh starbuck

Main kee karaan

Limo mile ya truck

Main kee karaan

Saanu teh jaana hai wahaan

Hoga re hoga re jahaan

My jigar da tukda

Haaye..

My jigar da tukda

You are my sona-sona mukhda

Haaye..

My jigar da tukda aa

Hoye punjabi

Shakal punjabi

Band bajaade

Miss kar da main tenu

Ditch kardi tu mainu

Khudgarzi teri haaye baby

Ho..

Miss kar da main tenu

Ditch kardi tu mainu

Khudgarzi teri haaye baby

Yun karke bahana

Aashiq ko latkaana

Not Fair

Not Fair hai jee

Lagta hai cute tu badaa

Gaata hai jab dukhdaa

My jigar da tukda

Haaye..

My jigar da tukda

You are my sona-sona mukhda

Haaye..

My jigar da tukda aa

Oye!

Digi digong dong dong....

Ho my sona sona mukhda

Hayee

Gore se chitthe se

Punjabi chehre pe

Gucci ka chasma tera

Gore se chitthe se

Punjabi chehre pe

Gucci ka chasma tera

Jaise ke lassi ke

Glass mein Vodka shot

Shot shot shot tapka

Taarifein sun ke teri

Munda ye haaye bigdaa

My jigar da tukda

Haaye..

My jigar da tukda

You are my sona-sona mukhda

Haaye..

My jigar da tukda aa

Digi digong dong dong.... (Jigad da tukda)

Suddenly Heer passed out in Bulbul's arms due to high dosage of vodka. He picked her in his arms and took her home. He opened her house by the key she was carrying in her bag and entered inside. The lights were switched on and a couple came there.

"Kaun ho tum? Aur humari beti ke saath kya kar rahay ho?"

B~umm, main wo is ka boyfriend Bulbul, (the couple looked at each other) is ka mood tha club jaane ka, toh main le kar gaya, dance Kiya hum dono ne, toh isay aate huay neend aa gayi. Trust me m a good man, koi galat kaam nahi karoon ga.

The couple (Dhruv and Jia) smiled seeing him and nodded. He went and lied Heer in her bedroom covering her with duvet and left exiting the house bidding bye to them. While wandering off, he stared at a bungalow and picked stones throwing at its windows.

B~aeyy, bahar niklo! Ye meri family inheritance hai tum log mera hak nahi maar saktay!

The residents came out.

"Kya saboot hai tere paas ke ye Teri family inheritance hai? Ye ghar humare naam hai, ye dekh kaagzaat hain humare paas. Tu chala ja warna police bula doon gi."

He got shocked as the woman took off her slipper, he began to run and she ran after him chasing him away. Dhruv and Jia were shocked to see him doing all this.

J~Abhi keh raha tha koi galat kaam nahi karay ga aur ab ye sab kar raha hai?

Dh~aisa bhi ho sakta hai ke ye sach mein is ka family inheritance ho

J~par us aurat ke paas kaagzaat thay

Dh~log aaj Kal hak maarne mein expert hote hain

J~who knows? Khair hum Kal is baare mein Bulbul se poochhengay Heer ke saamne

They went inside.

Next day, he met Heer and her parents.

H~kya hua tha Kal raat Bulbul?

B~wo ghar meri family inheritance hai, wo log wahan reh rahay hain Dekho na, mere papa ki property hai, Un ko tax bhi pay karna parta tha, now he's no more, Un ki bas ek he nishaani hai mere paas, wo ghar

H~papa, please aap Bulbul ki help kar dein

Dhruv handed him money.

B~thanks uncle, main aap ke ye paise jaldi return kar doon ga

He left.

Dh~ Maine tumhare bolne se usay paise de toh diye, lekin jaise tumhari mummy ko lag raha hai na waisa ab mujhe bhi lag raha hai ke is Bulbul mein koi jhol hai

H~papa, pehli baat toh ye ke ye tumhari mummy kya hota hai? Seedhe seedhe meri mummy ko Un ke naam se bulaiye na, after all meri mummy aap ki wife hain, (Jia chuckled) aur is Bulbul mein koi jhol nahi, warna aap he bataiye, aaj Kal ke larke agar dekh lein ke ek larki hadh se ziada drunk hai aur behosh hai toh wo us ka faida uthaate hain, haina? Lekin Bulbul mujhe safely ghar drop kar ke gaya, papa he's a genuine guy, wo kuchh galat nahi kar sakta

Dh~m shocked by your revelations, kiun ke Bulbul ne kaha tumhe aate huay neend aa gayi thi

H~toh wo nahi chaahta tha ke mujhe aap ki daant sun'ni paray

Dh~but he lied, aur jab wo itna seedha munh rakh ke jhoot bol sakta hai na, toh wo kuchh bhi kar sakta hai. Sach sach batao us se chhup chhup kar milti thi na terrace par aur kabhi kabhaar apne bedroom mein? (Heer was speechless) achha larka humesha tumhare parents se aa kar shahdi ke liye haath maangay ga, tumhare bedroom tak nahi aaye ga, remember that. Tumhari aankho'n par us ke pyaar ki patti bandhi hui hai, lekin jis din ye patti utray gi na you'll realize ke papa kitne theek thay

He left to his room.

H~mummy samjhaiye na papa ko

J~samjhaya usay jaata hai jo galat hota hai, your papa is right. Jab jab wo galat hotay hain main samjhaati hoon na unhein?

H~mummy, pehli baat toh aap bhi Yoon mat kaho na ke tumhare papa, simply say his name.

J~beta wo tumhare papa hain toh aisa he bolungi na, not your friend ke aise kahoon ke Dhruv is right.

H~no wonder aap ek doosre ko akele mein aise he address kartay hongay like "Heer ki mummy" aur "Heer ke papa."

She giggled.

J~Kab tum mature ho gi Heer? Kab samjhi gi hum se ziada tumhari khushi koi nahi chaah sakta, I hope you understand on time.


She left.

Bulbul got arrested later when he came to meet Heer.

B~par sir Maine Kiya kya hai?

"Us family ke paas stay order tha, tum ne Un ko 2 baar pareshaan Kiya, aaj fake documents bana kar wahan pohnch gaye, isliye tujhe arrest Kiya ja raha hai. Le chalo isay."

Heer stood shocked seeing the scenario as he was taken away in police jeep and fell onto her knees crying out loud.

H~us ne cheat Kiya mujh pe, dhokay se paise le gaya mere

Dh~I told you so

Jia hugged her as she cried inconsolable.

Meanwhile, Bulbul made the police jeep stop excusing to go washroom, as they stopped, he made an escape and as he saw a truck pass by, he quickly climbed it standing by support and giggled as he was successful.

Bachke zara zara shaitaniyan meri

Oh ladies, oh ladies

Karke zara zara beimaniyan meri

Oh ladies, oh ladies

Karoon seena zori, seena zori

Tumhe ho na ho manzoor

Phir dil ki chori, dil ki chori

Hai mera kya kasoor

He took out his ID card which had Bulbul Tyagi written on it and tore it into pieces, took out his phone, broke the sim card throwing it away.

Kya karoon oh ladies

Kya karoon oh ladies

Main hoon aadat se majboor

Kya karoon oh ladies

Main hoon aadat se majboor

Kya karoon oh ladies

Main hoon aadat se majboor

Huzoor, huzoor

Main hoon aadat se majboor

Huzoor, huzoor

Main hoon aadat se majboor

He stepped down from the truck when it stopped somewhere and disguised himself staying in a shelter.He got a new ID card with a new identity, booked tickets to Mumbai with the amount of 20 lakhs which he received by Dhruv and left to airport boarding the plane. 

Cover page

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro