Epilogue Continuation

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Si: sachi? Ek baat poochhoon?

Sh: poochho, main sun raha hoon

Si: tum ko meri chahat par kitna yakeen hai?

Sh: itna ke jitna mujhe khud par bhi nahi, sachi

Si: tum jab bhi aisa kehte ho na, bohat meethi lagti hai tumhari zubaan

They smiled, she hugged him.

************************************

Shivani met Rudra. They smiled at each other, they were speechless as all the talking was done by eyes.

Sh: wada karo hum humesha saath rahengay? Aur ye pyaar bhi kabhi kam nahi ho ga?

He pulled her close.

Ru: sagar se kabhi pani kam hotay dekha hai? (she shook her head) Mera pyaar bhi sagar ke pani ki tarha hai jo kabhi kam nahi ho ga, hum humesha do jism ek jaan rahengay

She smiled and they shared a hug.

************************************

Vansh held Devanshi close and she smiled.

Dv: irada kya hai?

V: ke tum jahan jao gi wahan main tumhare peechhe chal doon ga

Dv: (blushing) zindagi kitni haseen hai tumhare saath

V: aur tumhare pyaar ke bagair meri zindagi sehra jaisi hai, main ek katra bhi nahi tumhare bagair.

Dv: uff sweetheart

V: u too meri jaan.

************************************
Swarna and Saurabh danced in the rain.

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chupa ke tujhe seene se lagana hai
Pyaar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Kyun ek pal ki, bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu, meri saanson mein samaye na
Aaja na tu mere paas, doonga itna pyaar mein
Kitni raat guzaari hai, tere intezaar mein
Kaise bataun, jazbaat ye mere
Maine khud se bhi jyaada, tujhe chaaha hai


Sab kuch chodd ke aana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Sabse chupa ke tujhe seene se lagana hai
Pyaar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Bheege bheege tere labb, mujhko kuch kehte hain
Dil hai khush mera, ki khayal ek jaise hain
Roko na ab khud ko yun, sun lo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam aur, aa jaane do raat ko
Kitna haseen ye lamha hai, kismat se maine churaya hai

Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milna ka, mausam aaya hai
Sabse chupa ke tujhe seene se lagana hai
Pyaar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

All the couples got married and lived happily ever after.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro