Shot#10: Plan E

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Next morning, as promised, Rishab came to meet Preeta. As every other girl was busy and Karan also had left, the duo could leave without any hustle and bustle. The car halted at the central jail and Preeta unfastened her seatbelt and opened her side of the door and rushed inside without even waiting for Rishab.

R: Preeta!

He too unfastened his seatbelt and opened the door, stepped out and closed the door rushing behind her. When he stepped inside the jail, he saw Preeta at the inspector's desk.

Pr: sir, I want to meet Dev Raichand, please, can I meet him?

"Jee bilkul."

And the inspector asked the constable to take her to Dev, Preeta went off. Rishab looked on and went outside and waited in the car. Dev's cell was unlocked, he who was sleeping, woke up instantly, and was shocked yet happy to see Preeta. The constable left them alone, she walked inside and looked at him emotionally. He sat up and eyed her from top to bottom.

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Pr: Dev?

D: Preeta?

He stood up and they rushed towards each other engulfing each other in a tight embrace, the embrace for which they both craved.

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Her tears were unstoppable, even he couldn't stop himself and became emotional. After sometime, they composed themselves and released the hug. She lifted her hand towards his face and wiped his tears. He also lifted his hand and wiped her tears.

D: tumhe yahan nahi aana chahiye tha Preeta

Pr: kiun? Kiun nahi aana chahiye tha? Main agayi toh tum apni feelings control nahi kar pa rahay, hai na?

D: haan, aur tumhe mere jeetay jee he mere bagair jeena seekhna ho ga

Pr: maine bohat koshish ki ke tum se door rahoon, tum se nafrat karoon, tum se miloon, par meri kabhi himmat he nahi hui

D: phir aaj... Kaise?

Pr: mera achha dost laaya mujhe yahan, us ko maine saari baat batayi

She narrated everything, from meeting Rishab to the fake confession to Rishab giving in to her time being fake love but ending up becoming a good friend.

D: Preeta, humari kahani adhoori he rahay gi, hum saath ho he nahi saktay, ho bhi gaye na, toh log tumhe kaatil ki biwi bulayengay.

Deewaana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Mein Kitna
Fasana Hua

Preeta was shocked and tears rolled down her cheeks.

Pr: Dev

She said almost in a whisper.

D: aur waise bhi Preeta, shayad mera pyaar kabhi sacha tha he nahi, isliye aaj hum ek saath nahi, aur shayad Rishab ka pyaar tumhare liye sacha hai, isliye woh tumhare saath hai, bhalay he ek achhay dost ki tarha hai, par hai toh sahi na.

Tere Aane Ki Khushbu
Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega
Ab Zamana Hua

Preeta creased her eyes in confusion and held her head looking here and there sighing heavily and then finally looked at him folding her arms on her chest.

Pr: tum... Tum kehna.. Kehna kya chahtay ho? Dev hum dono ek doosre se pyaar kartay hain us ka kya? (he looked on as she burst into tears and leaned closer to him and hugged him) Dev main tum se aaj bhi utna he pyaar karti hoon, tum bhi mujh se pyaar kartay ho na? Bolo na Dev tum bhi mujh se pyaar kartay ho na? Tum ye sab mujhe khud se nafrat karwane ke liye keh rahay ho na taakay main tum se aasani se door ho jaun aur tum se nafrat karne lagoon? Kyun keh rahay ho ye sab Dev?

Sadayein Suno
Haan Jafayein Suno

Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

He sighed, she sobbed. He reciprocated to the hug.

D: Preeta, meri bas ye ek aakhri khwahish hai, ke tum aur Rishab ek ho jao

Hai Tamanna Humein
Tumhein Dulhan Banaye
Tere Hathon Pe Mehndi
Apne Naam Ki Sajayein

She released the hug and he too left her, she moved back and looked at him teary eyed.

Pr: shut up Dev, just shut up! I hate you! Socha bhi kaise tum ne ke main tumhari jagah kisi or ko de doon gi? How dare you? Main ja rahi hoon, tum yahi chahtay ho na ke main tumhari zindagi se chali jaun? Main ja rahi hoon, good bye!

She said and exited from there running outside. Dev cried bitterly.

Tere Lele Balayein
Tere Sadke Utaarein
Hai Tamanna Humein
Tumhein Apna Banaye

He recalled all his moments with Preeta.

Nahi Mushkil Wafa
Zara Dekho Yahan
Teri Aankhon Mein
Basta Hai Mera Jahan

He was deeply hurt by the decision he had to take.

Kabhi Sun Toh Zara
Jo Main Keh Na Saka
Meri Duniya Tum Hi Ho
Tum Hi Aasara

D: hey Bhagwan, please Preeta ko khush rakhna, please, usay Rishab ki shakal mein ek naya life partner de do, un dono ki mila do

Duaein Suno
Sazayein Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Kahani Suno
Haan Zubaani Suno
Mujhe Pyar Hua Tha
Ikraar Hua Tha

Mujhe Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha
Pyar Hua Tha Hmm

************************************

Preeta came outside and sat in the car crying badly. Rishab got concerned and got out his hand kerchief from his pocket and gave it to her, she took it wiping her tears and sobbed.

Pr: th.. Thank you

She returned it to him.

R: its okay, keep it

She smiled a little and nodded.

R: kya hua Preeta? Theek toh hain na aap?

Preeta chuckled while crying.

Pr: theek toh hain na "aap"?

She asked imitating him causing him to chuckle and giggle.

R: uhh sorry, main bhool gaya, ke main tum ko aap nahi keh sakta, tum theek ho na Preeta?

Pr: do I seriously look okay? Rishab, poora ek maheenay baad mili hoon us se, par mujhe lagta hai ke humara pyaar ek tarfa tha

R: ek tarfa tha matlab?

Pr: woh jhoota hai, us ne kabhi mujh se pyaar kiya he nahi shayad, dikhawa bara achha kiya hai lekin usne, aur jaante ho kya keh raha tha, ke main aur tum ek ho jaaein, us ko maine saari baat bata di hai Rishab

R: aur us ki ye wish poori nahi ho sakti na Preeta

Pr: exactly

Rishab started the car and drove off, the whole drive was silent.

************************************

Preeta entered the house, Rishab had left after dropping her as he wanted sometime to heal. As she stepped inside, she saw Karan sitting with girls and they all were in a heated argument. The girls saw Preeta, Devanshi stood up and dragged her by her arm.

Pr: kya kar rahi hai Devu?

Dv: yaar Preeta dekh na ye Karan kya keh raha hai

Pr: kya keh raha hai?

Sh: keh raha hai ke hum larkiyaan na writing mein race lagaein

Preeta chuckled.

Pr: kiun?

Karan came to her and dragged her in a corner.

He whispered : yaar tum kya aisay react kar rahi ho jaise ke kuchh pata nahi, bataya toh tha na yaar, woh letter aur phool jo billi ke saath bheja woh in sab mein se he kisi ne likha

Pr: oh

She walked back to the girls.

Pr: yaar agar Karan ka itna dil hai toh kar lo na, problem kya hai, woh bas apnay school ke din yaad karna chahta hai, hai na Karan?

K: haan

Su: par woh keh raha hai ke tum is ka hissa nahi ho

Preeta glanced at Karan and then looked back at the girls.

Pr: kiun nahi hoon, main hissa hoon is cheez ka, aur Karan ko bhi koi problem nahi, hai na Karan? Haan bolo na Karan

K: haan haan Preeta, koi problem nahi

Preeta smiled.

Si: Preeta, meri handwriting bohat gandi hai yaar, doctors wali

Pr: toh tu doctor ban ja, aur kya

The duo had a laugh and the girls sat together writing, Karan looked on.

Karan thought: I hope ye plan kaam kar jaaye, aur koi plan nahi mere paas

K: Time's up

Pr: main first ho gayi

Sh: aur main second

Su:main third

Si: fourth

Dv: fifth

Su: bas aap ko yahi jaan'na tha na ke kaun sab se ziada tez likhta hai, toh bas, chalo sab paper phaar do

Karan gasped and looked at Preeta for help but it was too late as the girls had already torn the papers and went to throw it, he slapped his forehead. Preeta giggled looking at him, the girls went to their rooms.

Karan thought: saare plan ki lag gayi yaar, ye plan d tha mera, ab plan e banana paray ga, huff

He began to leave but Preeta came in his way.

Pr: ruk jao Karan, abhi plan A fail hua hai

K: ohohoho achha? Plan A? Preeta, plan A nahi, plan D

Pr:woh kaise?

K: plan A, jab maine aur Rishab ne woh billi bheji thi bahar dekhne ke liye ke usay kaun sab se ziada pamper karta hai, woh tum log ne fail kar diya, sab ne he bohat pamper kiya. Plan B, woh ye tha ke party thi, yaad hai na? Party mein tum larkiyaan drunk hui, lekin phir bhi koi kuchh nahi bola. Plan C, usi party mein maine uss gaane ki 2 lines gaayi, usay bhi kisi ne complete nahi kiya. Aur madam plan D, abhi aap ne dekh liya na, bas, ab plan E pata nahi kya karoon.

He began to leave again but she stopped him.

Pr: thehro Karan, ghee jab seedhi ungli se na niklay na, toh ungli tedhi kar lo

He turned to her.

K: woh kaise?

Pr: tum bhi un sab ko individual chitthi likh do, woh chitthi usi love letter ka reply hona chahiye jo tumhe likha gaya tha, par tum bhi apna naam mat zaahir karna

K: mujhe kuchh samajh nahi aa raha

Pr: tumhare pas woh chitthi hai na?

K: haan

Pr: ditto chitthi likh dena, par woh us chitthi ka jawab lagay aisay likhna

K: okay, sochta hoon kaise

He went.

Later, at night, at 12:00 am, Preeta was sitting on the terrace thinking of all the recent happenings. Shivani came to her.

Sh: Preeta aao

She said calling her.

Pr: kya hua?

Sh: andar toh aa

She stood up and came to her, they descended the stairs leading to the hall and reached.

Pr: ye kya? Saari lights off hain?

The lights were switched on.

"Surprise!"

Preeta was shocked and surprised to see the decorations of her birthday party as everyone sung for her, Rishab was also present there, she smiled happily with tears in her eyes. She went forward and cut the cake feeding it to everyone and smiled as everyone fed her as well.

At morning, the girls besides Preeta received the same letter from Karan along with a gift, the letter said:

"I get lost in my thoughts, daydreaming about how wonderful you have been to me. You've been a darling in every little way, and everything you do gladdens my heart. I now go to bed with a smile and wake up with joy in my heart. Love you too baby. Here's a return song for you:

Jab Tak Teri Aanch Mein
Boond Boond Main Jal Na Loon
Jab Tak Tere Saath Mein
Chand Tak Main Chal Na Loon

Haan Mere Paas Tum Raho
Jaane Ki Baat Na Karo
Mere Sath Tum Raho
Jaane Ki Baat Na Karo

I recognized its you who wrote a letter to me confessing your love to me in such a unique way, sending a flower and a letter through a cat, now its my turn, wear this dress tomorrow at night at exactly 10:00 pm and come to the terrace, I will be waiting for you.

Guess I don't need to tell my name as you would have recognized me already, so yes I would be waiting."

Every girl discarded the letter besides one girl, she smiled seeing the letter.

The next day, Preeta went to meet Rishab.

R: kya hua Preeta?

Pr: Rishab, main jo maangoon gi, mujhe do gay?

R: haan lekin chahiye kya? Aaj kuchh special day hai kya?

Pr: Pehle God promise karo

R: God promise

Pr: aaj mera birthday hai Rishab (she looked down and sighed and held his hand) aur mujhe tum se yahi chahiye ke tum Dev ko convince karo, ke tum mujh se pyaar nahi kartay, aur ye ke hum dono ek nahi ho saktay

R: Preeta?

Pr: Rishab please, aap ne God promise kar liye, God promise kartay hain na toh dena he parta hai, Rishab please dekho na woh kitna zidi ho chuka, zid pe arra hua hai, meri sun nahi raha, shayad tumhari sun le Rishab, us ko lagta hai tum mujhse pyaar kartay ho (Rishab was shocked, he thought that just like he had taken her proposal seriously, even she would have taken it seriously) keh do na sach, bata do na, bol do na ke nahi kartay tum mujh se pyaar, Rishab, tum mere good friend ho, sachay dost ho, best friend ho, kar lo na convince Dev ko ke woh bhaag jaye jail se, aa jaye mere pas, bana do na mere birthday ko ek happy wala birthday, karo gay na Rishab? Bolo gay na? Please? Is wish ko tum he poora kar saktay ho Rishab, dekho mana mat karna, mana karo gay aur wish poori nahi karo gay, toh kis munh se kaho gay mujhe happy birthday Preeta? Maan jao na

R: okay okay, done

She smiled and hugged him, he hughed her back.

Rishab thought : apnay pyaar ki khushi ke liye kar raha hoon, aur kurbaani de raha hoon Preeta, I hope main Dev ko convince kar paun.


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro