Shot#3: Football

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The girls were playing football. Preeta, Shivani and Suhana were team A and Devanshi and Simar were team B. Devanshi and Simar tried hard to do at least one goal but couldn't as team A overpowered them. It was time for another goal and as Devanshi tried taking the ball to herself and Simar, she fell but then stood up again and as the goal was about to happen, Team A overpowered again and Devanshi became sad.

Dv: ye cheating hai yaar, ek goal bhi nahi hua yaar Simar humara

Si: haan yaar, humesha overpower kiye ja rahay hain, ab tu dekh main kya karti hoon, dekh mere paas ek plan hai (she whispered something to Devanshi and she agreed) chal, yaheen rehna

She walked further as it was time for another goal, Simar went in between the girls of Team A and kicked the ball towards Devanshi who then kicked it towards their goal and the duo rejoiced as finally they could do a goal.

Sh: oye oye oye, maine dekha ke ye goal kaise hua tha okay, ziada khush mat ho, ye goal count he nahi ho ga

Dv: aray? Aisay kaisay count nahi ho ga? Baqaida ball maine kick kiya goal ki taraf Shivani

Sh: par tu kahan khari thi? Udhar itni door? Jab ball lena tha tu saath nahi thi sirf Simar agay aai us ne ball tujhe phenki tu ne udhar phenki

Si: haan haan toh? Kya matlab? Kabhi football match nahi dekhi? This does count in a goal

Pr: haan, sahi toh keh rahay hain ye log Shivani

Shivani gave Preeta a death glare.

Sh: oh hallo Preeta, tum humari team mein ho

Pr: haan toh? Simar aur Devanshi waise bhi humaray friends hain yaar, aur haan ye goal toh count ho ga he

Su: baat toh ek dam theek hai yaar, I second you Preeta

Sh: okay okay fine, chalo continue

Like this, Simar and Devanshi kept doing goal after goal and they won and shared a hug, Preeta, Suhana and Shivani were totally irritated by them winning the match. Karan and Rishab entered the park getting unnoticed by them. Simar and Devanshi teased Preeta, Suhana and Shivani on losing and Shivani picked the football and placed it in front of her foot.

Pr: kya karne wali hai Shivani? Aray dost hain woh log bhi humaray

Su: haan yaar chhor day Shivani

Their request fell on deaf ears, Shivani kicked the football towards them but then they got out of the way and the football hit Karan's head and he felt dizzy. The girls widened their eyes in a shock.

Pr: mana kar rahay thay na hum tum ko? Dekho kya hua, tum bhi na Shivani

Sh: oh hallo, tu ne kya kiya tha aatay saath bhool gayi? Woh pillow fight bhool gayi? Aur kis tarah hum sab tujhe andar le kar gaye woh bhi bhool gayi?

Preeta narrowed her eyes at her. Devanshi and Simar came there to them.

Su: aray kya baatein le kar baith gaye ho? Preeta, ye soch, ke ye jo raita phailaya hai Shivani ne hum usay sametein gay kaise?

Sh: oh really? Maine raita phailaya? Aray ye sab na Devanshi aur Simar ki galti hai (Devanshi and Simar boiled in anger and looked at each other) na ye hum ko chiratay na mujh ko gussa aata na main woh football maarti na Karan ko lagti

Rishab glanced at the girls and as he was far, he couldn't hear a thing and Karan sat on the floor trying to stand up while his head was still spinning.

R: you okay?

K: kya khaak okay? Football lag gayi sarr chakra raha hai yaar, kya ajeeb larkiyaan hain yaar, hadh ho gayi, kis ne maari ball?

R: ye Shivani ne

Karan huffed. Meanwhile the fight between the girls continued.

Dv: aeyy humari kya galti? Tum khud pe control rakho na madam zara, matlab kuchh bhi

Si: haan na is mein humari kya galti?

Pr: its okay Simar aur Devanshi, aur tu Shivani, Khuda ke liye apologize kar ja kar

Sh: main kya karoon woh udhar khara tha mujhe kya pata tha

Su: lekin tumhari wajah se usay lagi hai yaar

Sh: maine pathar nahi, football maara, football doesn't hurt

Pr: aray usay chakkar aa rahay hongay na madam

Shivani sighed.

Sh: fine, main ja rahi hoon, usay apologize karne, lekin tum sab bhi saath chalo, aisay dost ko akela mat chhoro

Devanshi, Suhana, Preeta and Simar agreed and the five of them walked to the duo. Rishab tried hard to make him stand but he showed tantrums all along.

Sh: sorry Karan, meri wajah se tum ko lag gayi, kidhar lagi? Idhar sarr pe? Sorry

She said and rubbed his forehead, he looked on, Rishab chuckled.

K: Shivani, it's just a ball, chot kiun aaye gi? Sar chakra raha hai mera

Sh: I will help you, Rishab? Rishab jee? Right? Aap doosra haath pakar lein

R: okay

He came and held Shivani's hand and she gasped. The other girls laughed silently.

Sh: aray mera nahi Rishab jee, un ka, Karan ka

R: oops sorry

He left her hand and held Karan's hand while Shivani held Karan's other hand and the duo pulled him up, Karan stood up holding his head.

R: bhai tu theek toh hai na?

K: haan ab theek hoon

R: larki ke aatay he rang badal diya aur mujhe itne nakhray dikha raha tha

K: haan lekin Shivani jee, ball maari kiun?

Sh: woh... Woh darasal, hum football khel rahay thay na, toh team B matlab Devanshi aur Simar ki team jeetay aur hum ko chira rahay thay, toh main football un ko phenk rahi thi aur aap ko lag gayi, really sorry

K: okay lekin, kya khel rahay thay?

Pr: football

K: aap se kahan poochha?

Pr: haan toh? Jawab de diya kiun ke main bhi team mein thi

K: tum jangli billi chup ho jao

Pr: mera munh hai main boloon gi okay

Dv: Preetaaa relaxxx

She pulled her away.

R: Karan, kaisay baat kar raha hai? Aisay mat kar

Karan sighed.

K: sorry Preeta

Pr: my foot

Su: waise aisa kya hua ke aap ne Rishab jee ko itnay nakhray dikhaye aur Shivani ke aatay he uth gaye?

K: woh kya hai na madam aap ka jo bhi naam hai, larki beautiful kar gayi chull, isliye

Su: Suhana, mera naam Suhana hai, waisay Shivani ke liye ye compliment tha kya?

Sh: haan jealousy queen ye mere liye tha

Su: jealousy queen aur main? No way at all

K: waise ye rasgullay jaise munh wali na bohat cute hai

Shivani, Preeta, Suhana, Devanshi and Simar asked in unison : kaun?

Karan pointed at Devanshi who gasped while the other girls teased her.

Sh: rasgullay jaise munh wali, ohhhhh

Si: haan waise hai toh sahi haan, sahi kaha Karan ne

Pr: No yaar Devanshi is chhota packet bara dhamaka, but at the same time she's very cute

Su: haan cute toh hai waise Devu humari

Dv: Karan? Main rasgullay jaise munh wali hoon? Theek hai, but that was weird

K: haan lekin ye jo Katrina hai na bilkul woh bhi bohat pyaari hai

Preeta, Suhana, Simar, Devanshi and Shivani asked in unison: kaun?

K: wohi, Suhaaaana safarrr aur ye mausam haseen

Suhana blushed while the other girls teased her. Rishab looked down and chuckled.

Pr: ye sab se achha tha

Dv: waise tum log ko yaad nahi woh serial Sasural Genda Phool? Saiyaan ched dewe,Nanad chutki leve, Sasural genda phool, Saas gaari deve, Dewar samjha leve, Sasural genda phool.

Shivani laughed.

Sh: bechari ka kiun bharta bana rahay ho? Suhana ka matlab beautiful, and by the way the Suhana of the serial was much different than our Suhana

Si: woh toh hai, kahan humari Suhana aur kahan woh Suhana

Su: thanks Karan

Karan smiled.

K: waise ye desi girl aur jo ye hai na woh bhi mast hai

Si: matlab ke main?

K: haan, sahi pehchana, and Preeta, I was joking, u r not jangli billi, you're Chinese Billi, golmaal wali Chinese billi

Pr: main na goongi hoon na us ki tarha bolti hoon

She pouted. Karan chuckled.

K: sun'ne mein feel hota hai

He said and laughed and this resulted in a tom and jerry fight between the both, Karan ran as Preeta ran behind him, Rishab and the girls couldn't stop their laughter.

Sh: waise Rishab jee, ye Karan aisa he hai kya? Naughty sa? Ya phir sirf humaray saath?

R: nahi, woh toh pehle he se bohat fun loving hai

Su: tujhe kya interest aa raha hai ke woh kaisa hai? Abhi dekh na yaar ye Preeta kya kar rahi hai, roko in dono ko, abhi Karan ko lagi aur ab Preeta ko bhi lag jaaye gi

Dv: Preeta yahan aai itni mushkil se hai yaar, karne do usay thori masti

Si: ye masti nahi gussa hai

Sh: aray nahi, they love teasing each other.

Dv: Preeta rarely teased him yaar. He started first.

Shivani nodded. Preeta fell while running and Karan stopped and sat down to make her stand.

K: kya hua? You okay?

Preeta's friends ran to her along with Rishab.

Si: Preet kya hua? Ziada lagi kya?

Sh: bhaagne ka bola kaun tujhe?

Dv: tu bhaagti aaj kal bohat hai yaar

Su: aray chhoro woh sab, kindly us ki help karo

They all tried to make her stand as she sat on the muddy floor.

Pr: yaar mujh se nahi utha jaaye ga, pair murr gaya

K: aray toh madam pehle kehti na

Su: aray tum kya karne walay ho?

K: thehro toh, Preeta jee pair agay laein

She tried but couldn't. Her friends tried helping her but she kept wincing in pain.

R: I think us ko kharay karne ka bas ek tareeka hai

Sh: kaun sa tareeka?

Dv: haan kya tareeka hai Rishab jee?

Su: dekhein agar woh trick karne walay hain na ke pair murrayengay aur dard theek ho jaaye ga toh main nahi dekh paaun gi yaar

Si: aray unhein bolne toh do na

R: haan, thanks Simar jee, main ye keh raha tha, ke un ko na goad mein utha kar phir khara karna chahiye

Sh: Preeta? Are you okay with it?

Pr: haan haan definitely, kuchh bhi karo, bas mujhe theek karo

Su: okay so who would do the honours? Rishab jee aap?

R: Karan tu bhi kar sakta hai

K: nahi, tu kar le

R: fine

Rishab bent down and Preeta had her eyes closed out of pain, he picked her in his muscular arms and somewhat she was blushing and was shy and more than pain, her shyness was the reason she kept her eyes closed, her pain covered it up for her. He made her stand, but she could hardly stand without support and so she leaned to Rishab fisting his shirt with her head on his chest.

R: you don't look okay at all.

Pr: nahi nahi, moch aa gayi that's it, baaki m fine

K: maybe try walking a little?

Sh: haan, Preeta maybe theek ho jaaye, come

She gave her hand and she held it and glanced at Rishab's face, he was looking at her totally lost. He didn't even know when she left him and began to walk, her other friends also surrounded her to help her. Karan noticed that he's lost.

K: kya hua? Gayi woh

He snapped Rishab out of his thoughts. Meanwhile Preeta became fine after walking a little and all her friends heaved a sigh of relief. For the first time, Preeta saw her friends so overprotective towards her and she smiled.

Pr: guys, seriously mujhe sab se best friends milay hain, bohat kam larkiyaan dosti ko itna bhaav deti hain, larkay jaan detay hain, lekin sach mein hum sab ki friendship koi mamooli friendship nahi, special friendship hai

Her friends smiled and they shared a group hug. They walked back to Rishab and Karan.

Pr: thanks Rishab jee, aap ke bagair toh main khari ho he nahi paati

R: you're welcome

K: now you're underestimating Karan Luthra

Pr: you refused for it, okay, and by the way main aap ki he wajah se giri, aap ke peechhe bhaagi that's why

She said and placed her hands on her hips.

K: okay, theek hai, sorry Preeta jee

Pr: umhm, aiiiisay maafi nahi milay gi, hum ko football mein hara kar dikhao tab milay gi

K: football? But I want to play cricket

Dv: we would do the honors to play cricket, lekin pehle aap football khelo humaray saath, agar hum jeetay na, toh cricket mein balling wali team humari

K: aur agar hum jeetay na toh phir batting wali team humari

Dv: done, 5 vs 2?

K: ye kya? Barabari karo yaar

Su: aray, 7 bando'n mein kaisi barabari?

Pr: aur 7 bando'n ki cricket team kaise banay gi? 11 ki hoti hai na

Dv: aray Preeta hum adjust kar lengay

Su: waise filhaal football khel rahay hain na? Toh ek banda goalkeeper ban jaaye

Sh: kaun banay ga goalkeeper?

Su: main

Sh: okay done, toh tum goalkeeper, toh ab 3 vs 3 hua na, main, Devanshi aur Suhana in one team, aur Rishab jee, Karan jee aur Preeta in one team, done?

Pr: party badal li? Aray main tum log ke saath kiun nahi?

Sh: dekh yaar Preeta, ek game ki he toh baat hai na, adjust please

Pr: okay

Everyone took positions and began to play and while trying to take the ball, Preeta slipped and fell in Karan's arms.

K: careful Preeta

He straightened her. Preeta did the first goal, her team rejoiced and had a high five. And like this Preeta's team kept doing goal after goal and so they won. Preeta, Karan and Rishab jumped in joy. The trio shared a group hug.

R: what a game it was, pehla goal he aap ne kar diya Preeta, you're a champion

Pr: woh toh main hoon

K: kamaal ke goals kiye yaar, football champion ho, school mein toh kitnay medals jeetay hongay tum ne

Pr: ziada nahi, bas sirf 10

K: sirf 10? Ye 10 sirf kab se honay laga?

R: haan Preeta jee 10 bohat hain

Preeta smiled.

Pr: hmm lekin ghuroor kis baat ka? Feels good but, parents kehte thay parhai pe ziada dhyaan do, diya toh sahi last year mein, sab chhor diya tha, aur phir aisa top kiya ke 1st aa gayi woh bhi all over India

K: wow, sharp brain

Preeta smiled cutely.

R: all over India? Phir toh parents kaafi proud hongay?

Pr: haan, itni khaatirdaari ki thi ke bas dil kara time waheen ruk jaaye

R: ab bhi toh khaatirdaari karein gay he jab aap wapis jaayen gi

Pr: yeah right

Shivani, Devanshi, Suhana and Simar came to them.

Sh: wah Preeta kya khelti hai tu, pehle jab humaray saath thi tab hum ko toh nahi jitaya

Pr: yahan koi chalaaki nahi hui na that's why, warna mujhe bhi nahi pata tha main itna achha khelti hoon

K: aray kya joke maara, 10 medal jeetay thay aur aap ko pata he nahi ke aap itna achha khelti hain? Impossible

R: she's joking

Preeta gave them a snobby smile.

Dv: chalo abhi raat honay wali hai, cricket khelein phir ghar bhi jaana hai

K: haan chalo, 3 vs 4?

Su: okay, same teams?

R: ur choice

Dv: is baar main chali jaati hoon Karan ki team mein

K: okay, Preeta aap us taraf ho haan us team mein

Pr: mujhe toh pata he nahi tha, thanks batanay ke liye

Her friends had a laugh and they were soon on their positions ready to play.




Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro