Shelter

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeran were sleeping in car when an old man knocked on window.

Karan woke up. He came out.

Old man: Bacho tum log yaha kya kr rhe ho...

Karan: aap ko hindi aati h...

Old man nodded.

Karan: Uncle hamari gaadi kharab hogyi h.... Aur aas paas snowfall bhi itna ho rha tha.. We were stuck...

Old man: Yahi kuch dur mera ghar h... Tum aur tumhari biwi vaha aaram kr skte h...

Karan: Uncle vo meri biwi nhi h... Bas dost h..

Old Man: Acha.. Koi baat nhi.. Tum dono chlo... Heavy snowfall alert h... Agar abhi nhi chle toh yahi fase rh jaoge...

Karan: Thank u so much uncle...

Joe: Uncle joe.. Aur meri biwi hindustani h...Ab gharwali h.. Toh hindi toh sikha hi di mujhe.. Aa jao dono.. Vo tumhe dekh kar bahut khush hogi...

Karan: Thank u very much..

He sat in the car. He slowly shook her.

Karan: preeta.. Utho...

Preeta: Kya hua..

Karan: Yaha heavy snowfall hone wala h... Hume jaana hoga...

Preeta : Par jayenge kaha...

Joe: Beta.. Tum dono mere ghar chalo..

Preeta: Uncle..

Joe: Uncle Joe.. Aur chlo mere saath..

Preeta: Thank u so much uncle..

Preeran picked up their stuffs and went with him.

They entered the house. A lady came to them.

Lady: Aagye aap...

Joe: Ha.. Yeh dono bache vaha kuch dur fase hue the.. Main inhe apne saath le aaya...

The lady was revealed to be Anu, Uncle Joe's wife.

Anu: Bahut acha kiya..

Preeta: Namaste aunty...

Anu(happily) : Hindustani ho...

Karan: Jii...

Anu: Kitna time ho gya India gye... Ek min.. Ek min..

She looked at Karan in confusion.

Anu(confused) : Tum.. Karan Luthra ho...

Karan(smilingly) :Ha...

Anu(happily) : Waah jii waah... Mtlb Indian team ka captain... Bahut khushi hui... Main tumhari bahut bahut bahut badi fan hu...

Preeta (in mind) : Yaar sb jaante h ise toh.. Aur mujhe iska naam bhi nhi pta tha... Preeta Arora.. Cricket dekhna pdega... Shayad thodi general knowledge badh jaye.. Apne dost ko lekar...

Anu: Tum dono rest krlo... Main khana lagati hu.. Aur aaj shaam ko toh valentines day ki khushi mein hum sb neighbours ne party bhi rakhi h...

Preeran's face fell. Karan never liked this day. He neither believed in love nor in this day. Preeta was sad because her love was not with her on their first valentines.

They went to rooms and changed.

Anu saw Preeta.

Anu: Yeh kya pehen lia tune..

Preeta : Aunty vo maine flight jaldi jaldi mein board kii thi...So,no luggage.. Bas itni hi shopping kii thi...

Anu: Arre tum mehmaan ho.. Aur main indian... Hamare desh mein toh athithidevo bhava ki pratha h... Ruko...

She brought a saree for her.

Anu: Yeh peheno..

Preeta: Thank u so much aunty.. Aap log hmari itni madad kr rhe h...

Anu kept her hand on her head.

Anu: Mujhe aur joe ko toh acha lgta h.. Hmare khudke bache nhi h na... Toh logo ki madad krke.. Unke saath thoda time spend krke thoda better feel hota h... Aur yaad rkhna ab phir kbhi bhi yaha aao toh uncle aunty se mile bina mt jaana..

Preeta smiled.

Preeta: Jii zrur...

Anu left. She smiled.

Preeta (in mind) : Aur vo Karan kehta h sb ache nhi hote.. Maana ki sb nhi hote..Par sab bure bhi toh nhi hote...

She changed and came out. Karan came out at the same time.

He was mesmerised seeing her but composed himself knowing she is committed to someone else and his thinking that he will never be in any relationship.

Preeta: Chlo..

Karan: Ha.. Chlo.. Vse achi lg rhi ho...

Preeta: Thank u very much.. Shyad yeh pehli baar h kii mere dost ne meri tareef kii h...

Karan: Nhi pasand aayi toh nhi krunga.. Vse bhi tum deserve nhi krti ho...

Preeta(glaring) : Tum phir shuru hogye...

He winked and went downstairs. Preeta smiled.

Preeta: Chalo ab thoda normal feel ho rha h yeh... Pta nhi kal kya hogya tha ise...

Precap

Valentines day party

*******

Do leave reviews 💙😊

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro