CHAPTER 2 ( STAND FOR MOTHERS )

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Hey guys I am here with next part....

Now without any bakwass let's continue


Monami or Karan reach at there school's main gate there is a girl who is yelling at her mother let's see what she is saying and she from the school only....

Her name is Nisha....

Nisha :- Kya yaar mummy jab dekho tab mere sath mujhe chodne aa jati ho aab mein koi chotti bacchi nahi hoon jo aap har samay mere sath aati rahti hai har samay toka taki " Nisha ye nahi karna woh nahi karna " mimiking her mother aare yaar mummy karro toh karro kya ha...

I am writing Nisha's mom as NM....

NM :- Par beta tu kitni bhi badi ho jaye hamare iye toh chotti hi rahegi na ....or tu abhi sirf 7th mein hai 

Nisha :- Mummy tum na chup hi raho mujhe na sharam aati hai tumhe aapne sath leke school aana mein kabhi apne aap ko aaiyne mein dekha hai kaisi dekh ti ho tum or kapde dekho kapde phene ka koi sense hi nahi .......ha..

NM eyes having tears in her eyes....

Teachers see all this coming toward Nisha but before they reach there a slap land on Nisha's face woh maara hai humari pyyari Monu ne...

Monu:- Tum jo bhi ho I don't know par ye *pointing towards her mother* tumhari maa hai jinone tumhe janam diya hai....cuted by Karan

Karan:- Or tumhe 9 mahine apni khok mein rakha hai she is the most important person in everyones life ...

Both moran says together ...

Moran:- Or kya kaha kapde right ye mat bholo ki ye jo kapde tum phen rahi hona ye bhi tumhari mom dad hi tumhe dilate hai unke bina tum ek zero ho a big zero or tum unse aise baat kar rahi ho or rahi baat baade hone ki toh tum abhi sirf 7th mein ho or aise baat kar rahi ho or bacche chahe 1 saal ke ho ya 25 saal ke mom dad ke liye woh hamesha bacche hi rahte hai shamjhi....* In angry tone*

Monami :- Or tum sab kya video record kar rahe ho tamasha ho raha ...sharam nahi aati aap sab ko huh.....😡

All the teacher who are standing there are proud to see the respect moran have for there parents and elders....

Karan :- And you *to Nisha* aage se na apni mumma se tamiz se baat karna .... or ye baat yaad rakhna tum is duniya mein inheki wajah se ho .... Abhi apni mumma ko sorry bolo...

Nisha :- Sorry mummy aage se aap se eese kabhi baat nahi karungi....pakaa...* by holding her ears *

NM :- Koi baat nahi beta...*to moran tumhare maa- baap bhout hi khushnashib honge jo unhe tumhare jaise bacche mile *

Moran Smile on this...

Nisha:- Thank you didi bhaiya aapne mujhe meri galti baati..

Moran :- Koi baat nahi per hamesha yaad rakhna ki hum sab ki jindagi mein parents bhout hi special hote hai kabhi bhi unhe sad nahi karna chahiye .... or apne se baado ki hamesha respect karni chahiye..

Nisha:- Ji bhaiya didi

All the teachers and people are standing there start to clap for moran..

One of the teacher name Diya....Mam says

Diya mam:- Very good Monami or Karan I am proud of you tum dono apni parents or elders ki kitni respect karte ho I amvery happy ki tumhari class teacher hoon I am glad to know that meri class ke bacche itne mature hai or apne bado ki itni respect karte hai * while tapping there head*

Moran :- Thank you mam 😊

Diya mam as DM

DM:- And you Nisha ye kya tarika hua apni mumma se baat karne karne ka huh...

Nisha :- Sorry mam aage se kabhi aisa nahi hoga....* while looking at ground*

Monami :- Mam jaane dijiye na aab use uski galti ka aahsa ho gaya ha haina Nisha...

Nisha :- Yes mam

DM:- Hmmmm....

One of the sports teacher Jatin Sir

Jatin Sir :- Chalo chalo baccho bus mein baith jao time ho gaya hai jane ka 

All:- Yes sir....

All seat in bus and or moran sit at last seat together...

Moran call apni apni mummy to tell them ki woh bus mein baithe gaya hai or pooch ke inform karenge.....


Abhi ke lye itna hi milte hai next part mein....

If you like pls vote, and comment...

Bye guys.....Milte hai next part 

Your writer 

VIDHI 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro