Chapter-7

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

S: lekin aagar tum toh tumhare parents ke sath nahi rehti toh phir unhe pata kaise chalega?

M: vo... vo... unhone mere piche jasoos laaga rakhe hein 

S: kya 😱🤯 tum koi khuni hoo kya jisske piche jasoos laga rakhna chahiye

M: vo mein aapko nahi bata sakti sumedh

S: tum mujhe bata sakti hoo shayad mein tumhari koi madad kaar du aur vese bhi aaj toh tum yahi reh rahi hoo mein tumhe jaani nahi dee raha

M: mein toh pakka jaungi

She said and was getting up but sumedh lifted her up in bridal style 

S: tum na zyada maat uchlo jaha betha ke rakha wahi pe betho warna tala 🔐 laaga dunga

M: thick hein lekin...

S: tum mujhe batao kya hein?

M: vo mere parents meri shaadi kisi Ankit naam ke ladke se karwana chahate hein lekin mujhe vo ladka bilkul pasand nahi

S: Ankit picture hein tumhare paas usski?

M: haa haa hein na ye dekhiye

She showed him the picture 🖼️  As soon as sumedh saw the picture he fisted his hands

S: ye hein tumhara Ankit

M: mera nahi hein 😒

S: aur kabhi ye kisika loga bhi nahi

M: kyu? Aap pehchante hein inhe?

S: haa ye toh aak rapist hein joo ki haar baar jail se bach jata hein aapne paiso 💰💰 ke daam paar.

M: toh phir mere parents mujhe isske sath kyu shaadi karwana chahate hein 🥺😭

She started crying 😭😭 and sumedh hugged 🫂🫂 her to make her comfort

S: roo maat doll 🪆 tumhe pata hein na mein tumhe roote huye nahi dekh sakta please maat roo dekho mein pata lagata hu aisa kyu hein

M: sach

S: muuch anything for my doll 🪆 

M: thank you 😊 

S: chalo aab tum soo jao

M: nahi ye nahi hoo sakta mujhe ghar kisi bhi halat mein jaana hee hoga vese time kya huya hein?

S: 11 baaj ne mein 5 min baaki hein

M: oh shit mujhe jaise bhi hoo 5 min mein ghar 🏠 pohoch na parega

S: lekin doll 🪆 tumhare ghar se hamare ghar taak ka raasta toh 20 min ka hein tum 5 min mein kaise pohochogi meri maano kuch nahi hooga yahi reh jao

M: nahi sumedh mein yaha nahi reh sakti sorry 😐 

She was going with much difficulty and this sumedh also didn't stopped her but when he turned back to see her he saw blood strains on the floor. So without wasting a second he went and held her wrist

M: Kya?

Without answering he quickly picked her and made her sit on the bed

S: Aapni halat dekhi hein pehle toh chaal nahi paa rahi hoo aur upar se dekho kitna khoon behraha hein chup chap betho tum kahi nahi jaa rahi hoo aur aagar zyada zidd keen a toh college rusticate kaar dunga

M: Kya app kaise mujhe rusticate karenge aap toh sirf professor hein.

S: shayad tumhe pata nahi doll lekin mein sir uss college ka sirf professor nahi balki vo college hamara hee hein

 M: Kya? 😨😨 

S: Haa jii doll 🪆 meri baat manogi na? 😏

M: Aur kee upay hein kyha mere paas 😒😒

S: Good girl aab soo jao joo hooga kaal dekh lenge 

M: Okay 

Sumedh went to another room and slept and here Mallika also slept  😴😴 pushing her deep thoughts aside.
At midnight sumedh's sleep was disturbed by a loud sound. He fell from the bed

S: Aahh... doll doll 🪆  kyu chillayi jaake dekhna parega 

He went there running and saw Mallika sitting in the corner of the bed hugging her knees near her chest and crying

S: Kya huya hein doll tum chillayi kyu? 

He said sitting in front of her and keeping her head in his chest to comfort her 

M: Vo.. vo... aa gaye vo mujhe lee jayenge vo dekho khirki ke bahar hein

S: shant hoo jayo doll dekho yaha koi nahi hein

M: Meri baat mano jaab aap chale jayoge na taab... tab vo loog zarur ayenge 

S: Tum shant hoo jayo

He made her lay down with lots of difficulty and when he was leaving she held his hand

M: Please na sumedh aap maat jayo dekho agar aap chale jayoge toh vo loog mujhe pakka lee jayenge aapko toh dusri doll bolne wali mill jayegi lekin mere sath vo loog pata nahi kya karenge. 

Mein kahi nahi jaa raha doll aab tum na soo jayo

Agarr mein soo jaungi taab aap chale toh nahi jayoge na?

Bhala mein apni doll ko chorke kabhi kahi jaa sakta hu nahi na toh tum be fikar hoo ke soo jao

Sach

Muuch... Aab soo jayo

Hmm

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro