Shajar

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Tu shajar hai koi purani aur log patton ki tarah ,
Kayi aaye.. kayi gye
Sabki hai tere baare me mukhtalif sharah

Kuch ne phoolon ka qirdar zaroor nibhaya
Lekin ekdin unhe murjhana tha
Aakhir is duniya me kuch bhi mustaqil hi kahan !

Kabhi taazi hawa si thi zindagi
to kabhi hawaon me dhool bhi samana tha
Aakhir is duniya me kuch bhi mustaqil hi kahan!
                                       _AIDI
_x_
I hope y'all liked this update of Noor-e-Nazm
Don't forget to VOTE and COMMENT !
Will be back soon with another update
Till then, take care and spread peace . 🤍


This author owns the picture and the poem
Kindly don't repost without permission and proper credits.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro