chapter 3

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

-----

They went to cafeteria

"Karishma ham kahna chahte h ki"

"I love someone haseena jii" ks said suddenly giving a shock to hm

"Kya"

"Ham kisi or se pyar karte h" ks said

"Sachme"

"Haa"

"Ye to bohot achchhi baat h" hm said making ks confused

"Matlab 😕"

"Ham bhi kisi se pyar karte h" hm said

"Kyaa to aap shadi ke liye mana kar dengi haina 😃" ks asked

"E-ek minute ham nhi aap mana karengi" hm said

"Par ham mana nhi kar sakte"

"Kyu"

"Kyunki hamare mom dad ne hame Kasam di h ki ham aapse shadi kare😔 isliye ham mana nhi kar sakte to aapko hi karna hoga"

"Kya baat h hamari situation bhi kuchh aisi hi h"

"Kya matlab aapko bhi aapke parents ne Kasam di h?" Ks asked and hm nodded in yes

"To ab kya kare agar aapki or hamari shadi Hui to char zindagiyan barbad ho jayengi" hm said

"Haseena jii please aise dialogues mat mariye hamari samne hame gussa aata h" ks said

"Kyu"

"Kyunki hmare parents ne bhi dialogue mara tha is shadi ke liye ki"

"Ham apni dosti ko riste mai badalna chahte h" hm said

"Haa"

"Samjh sakte h ham" hm said

"To abhi" ks asked

"Shadi or kya" hm said

"Kya ham nhi kar sakte aapse shadi" ks said

"Karishma abhi shadi kar lete h 6 mahine baad divorce ho jayega" hm said

"Or hamre parents hame divorce lene denge haina 😒"

"Ham kah denge ki 6 mahino mai bhi ham ek dusre ke sath comfortable nhi ho paye" hm said

"Par ham to comfortably hi baat kar rahe h na"

"Are ye nhi vo couples wala comfortable umm kaise samjhae aapko🤔"

"Mat samjhaiye ham samjh gaye" ks said

"Achha h aap khud hi samjh gayi"

"Hmm"

"To office mai chale" hm said

"Par agar ham abhi shadi ke liye haa kahenge to divorce ke time vo bolenge na ki pahle to Maan Gaye the to ab kya hogya" ks said

"Vo sab aap ham par chhod dijiye" hm said

"Thik h"

In office

Both saw that their parents are having tea with some chit chat

"Bachchon andar aao na darwaze ke paas kyu khade ho" rs said

Both came inside

"To kaisa Raha" am asked

"Vo abbu ham ye shadi nhi kar sakte" hm said

"Kyu" all said together except kareena

"Kyunki ham ek dusre se pyar nhi karte" hm said

"Beta shadi ke baad pyaar ho jayega" as said

"Ye kaisa logic hua bhala" ks whispered to herself but hm heard that

"Indian parents logic" hm whispered to ks

"Par uncle agar shadi ke baad bhi ham ek dusre ke sath comfortable nhi ho paye to hame pyar nhi hua to" hm asked

"To tum divorce le Lena" rs and sm said

"Sachme" hm asked

"Haa"

Hm looked at ks and winked at her who was so amused

"Thik h ham coffee pi kar aate h" hm said and pulled ks with her

"Ye kya kaha aapne abhi vo sachme divorce le lenge to" am and as asked

"Nhi lenge 6 mahino se pahle vo divorce nhi le sakte or 6 mahine mai to unhe pyar ho hi jayega abhi dekha na haseena kaise khinch ke leke gayi karishma ko dost to ban hi chuke h" sm said

"Sahi kah rahi h aap"

They all smiled

In cafeteria

"Kaisa lagi" hm asked

"Thik h itni achhi nhi h" ks said

"Kya" hm asked

"Coffee or kya"

"Ham coffee ke bare mai nhi hamari acting ke bare mai puchh rahe h" hm said

"Oh vo to bohot achchhi thi Kamal kardiya aapne" ks said

"Thank you or aap kya kah rahi thi ye coffee achchi nhi h hame to achchhi lagti h" hm said

"Hame lagta h aapne yaha ke alawa kahi or coffee pi hi nhi h haina"

"Haa"

"Aapko pata h ham bohot achhi coffee banate h hamare sabhi friends ko hamare hath ki coffee bohot pasand h" ks said

"Achha hame bhi pilayengi kabhi aapki special coffee" hm said

"Sorry par ham apni coffee sirf apne friends ko hi pilate h"

"Ham bhi aapke dost h na karishma"

"Par ham dost kab Bane haseena jii" ks said

"Baat to sahi h" hm said

"Ham hamesha sahi hi bolte h"

"To miss karishma singh will you be my friend" hm asked forwarding her hand for a handshake

"Sure miss haseena mallik" ks said smiling


"Vaise agar ham office mai milne se pahle mile na hote or hamare parents hame introduce karwate to shayad ham dono aise aaram se bate nhi kar rahe hote na" ks said

"Ham batate h hamari pahli baat kaisi hoti" hm said

"Bataiye" ks said

"Aap bhi thodi acting kijiye okk?"

"Okay"

"To ...hamse pyaar ki umeed mat rakhiyega aap, ham kisi or se pyar karte h" hm said with fake anger

"Ham bhi kisi se pyar karte h or waise bhi aapse pyar kare itne bhi bure din nhi aaye h hamare" ks said acting along with her

Both burst out laughing together 😄

-----

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro