Reality

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Kaira room.

Naira came out of washroom wearing a blue coloured saari. She sat on dressing table, she did some make up.

Kartik was sleeping. He turned in sleep and try to hug Naira but she was not there. He groaned in sleep. Naira looked at him and laughed at his antics.

Kartik : (sleepy voice) Naira..!!

Naira : Kartik main ready ho rahi hu. Ap bhi jaldi se fresh ho jayen. Sab hamara wait kr rahe hain break fast ke liye.

Kartik woke up and came near her. Naira looked at him through mirror.

Naira : Kia dekh rahe hain jaldi se fresh ho jayen... He back hugged her and kissed her cheek.

Kartik : Good morning..!!

Naira : (laughing) Morning..! Ab bas bhi karen or jayen na..

He didn't listen her. He kept his face on her neck and inhaled her fragrance. Naira closed her eyes.

Kartik : Kahi nhi jaunga main. Pata bhi hai kitna miss kiya tumhe. He said kissing her neck.

Naira :(teary eyed) Miss to maine bhi bohat kiya. Ap kyun gaye the mujhe chod kar.

Kartik : Main kaha chod kar jana chahta tha meri jaan. Bas jana zaroori tha.

Naira hugged him tight. She was sobbing.

Naira : Ab kahi nhi jane dungi apko. Bas bohat hua. Apko jaha bhi jana hoga main apke sath jaungi.

Kartik smiles.

Kartik : Hmm. Jaha jayen gay sath jayen gay. Chaloo. He said breaking their moment.

Naira looked at him confused.

Naira : Kaha?

Kartik : (smirking)  bath lene. 😎😏

Naira : 😒

Kartik : Abhi to kaha tha ke jaha jayen gay sath jayen gay. 😕

Naira : Have some shame. Washroom kyun sath jayen gay hum.

Kartik : Begum!! Jisne ki sharam.. Uske phoote karam.. So let's not waste time ☺

Naira : (came out of his hold) Na na.. Be a good boy... Go and take bath.

Kartik : (from behind) Naira.. Naira ruko.. Naira.. He kept screaming.

Naira please don't leave your Kartik like this. Please Naira i won't be able to tolerate this again. Nairaaaaa.. Nairaaaaa..

Here Naira was murmuring something in sleep.

Kar.. Kar..tik... Kart...kartik... She was actually dreaming about him. She was turning and tossing in bed. Suddenly she woke up with jerk.

She was panting heavily. She looked here and there then she realized that it was her dream. She started crying badly and loudly.

Naira took his photo and hugged it.

Why did you do this to me Kartik? Why? What did I have done to deserve this. Where are you Kartik? Please come back. I can't fight without you anymore. I need you. I need your hug that comforts me. I need your support. God please send him back there . Please have some mercy on me. Please bring him back .... She begged to God.

Tere jaane ka gham
Or na aane ka gham
Phir zamane ka gham
Kia karen
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri to khabar
Na mile

Bohat aaye gaye yaaden
Magar iss baar tum hi aana
Irade phir se jane ke nahi lana
Tum hi aana

Instrumental music 🎶

Meri dehleez se ho kar
Bahaaren jab guzarti hain
Yaha kia dhoop kia saawan
Hawayen bhi barasti hain

Hume pocho kia hota hai
Bina dil ke jiye jaana

Bohat aaye gaye yaaden
Magar iss baar tum hi aana

Naira breakdown.
____________

In hall,

Suhasini : Ishan hamare liye to tum bilkul kittu hi ho. Tum bilkul uss jaise ho. Hum tumhe yaha se kabhi nhi jaane de gay. Samjh lo hamari baat.

Ishan : (laughing) Kia dadi ji aap bhi na. Bhala main kaise Kartik ki jaga le sakta hu. Han main ab ye ghar chod ke kahi nhi jaunga but-

Suhasini : Haamari aik baat maano gay?

Ishan : Aap poch kyun rahi hain. Order kijiye na.

Suhasini : Soch lo. Baad mein mana mat Karna.

Ishan : Maine pehle apki kisi baat se inkaar kiya hai jo ab karunga.

Suhasini : Tum.. Tum Naira se shadi kar lo.

Ishan was shocked.

Ishan : (stammering) Dadi... Dadi.. Main.. Kaise.... Wo... Kartik ki biwi..

Suhasini : Han hum ye jaante hain. Lekin Kittu to (teary eyes) ab raha hi nhi hai to phir-

Aapse ye kisne kaha ki Kartik nhi raha. Mere bete ko kuch nhi hua. Uske baare mein ye sab bolna band kare... Spoke Suwarna angrily.

Suhasini and Ishan looked at her.

Suhasini : Suwar-

Suwarna :(showing her hand)  Bas Maaji.aap aisa soch bhi kaise sakti hain. (to Ishan) or tum apne room mein jao.

Ishan : Ji Massi..

He leaves.

Suwarna : Ab bataye aap kia keh rahi thi aap usse. Ke Kartik mar gaya hai.. Aap ko ye haq kisne diya mere bache ke baare mein aise bolne ka.. She shouted at her.

Suhasini : Dekho Suwarna hm samjhte hain. Lekin tum bhi samjho yehi sach hai.

Suwarna :Nhi hai ye sach. Or ayenda iss baare mein baat nhi hogi. Nhi to acha nhi hoga. She said angrily and left the place.

Suhasini : Kia karen hum iska. Kaise samjhaye isse.

_______

Scene shifts to Suwarna.

Suwarna : (to Ishan) Han to beta Ishan kia baaten ho rhi thii apke or maaji ke beech. She asked in a taunting way.

Ishan : Maasi-

Suwarna : Priyanka se promise kiya tha maine. Ke main tumhe kabhi kisi cheez ki kami nhi hone dungi. Tum mere bete jaise nhi balke bete hi ho. Maine tumhe abroad bheja. Tumhare liye itna kuch kara.
Kabhi bhi tumhe Priyanka ki kami nhi hone di or tum? Tum meri peeth pe waar karna chahte ho.

Ishan : Ye kia keh rahi hain ap jaanti hain ke aisa kuch nhi hai.

Suwarna : To phir jo neeche hua wo sab kia tha. Tumhe or maaji ko to yaqeen hai ke Kartik nhi ayega. Isliye tum mere bete ki biwi se shadi krna chahte ho.

Ishan : Apke bete ki biwi apki bahu bhi to hai. Or phir jaisa ap soch rhi hain waise kuch nhi hai. Pata nhi dadi ji aisa kyun chahti hain.

Suwarna : Kyun ke tum Naira ko chahne lage hu. Tumhari aankho main uske liye piyar nazar ata hai.

Ishan : Han? Kia.. Kia.. Main...

Suwarna : Aisa Maa ji ko lagta hai.

Ishan : Nhi nhi.. Asia.. Aisa kuch nhi... Hai.. Ap.. Plz aisa mat kahe. He said looking everywhere except Suwarna.

Naira was passing from there , heard their all conversation.

Suwarna : Acha to phir nazre kyun nhi mila sakte. (sighs) Dekho Ishan tumne dekha na ke jis din Kartik ne usse shadi ki thi usse din mere bache ke sath kia hi gaya. (teary eyed) maine khoo diya apne bache ko..ab tumhe nhi khona chahti.
Yaha to kisi ko fikar nhi hai Kartik ki. Maaji ko lagta hai ke Kartik raha hi nhi. Or Manish ji unhe dekho wo office me hain. Unke liye apna business apne bete se zyada important hai.

Ishan : Nhi nhi aisa nhi hai. Ab buisness mai already bohat loss hua hai to unhe office to jana hi tha. Nhi to bohat bura bhi ho sakta hai.

Suwarna :  Mera beta yaha nhi wo ghayab hai 6 months se iss se zyada bura or kia ho sakta hai.

Ishan hugged her. Because he can't see her in this condition.

Suwarna : Tum mere sath aao main ab khud Kartik ko dhoondu gi.  Main aise khamosh nhi reh sakti.

Ishan breaks the hug.

Ishan : Apko kahi jane ki zarurat nhi hai hum sab-

Suwarna : (angrily) Bass main kuch sunna nhi chahti. Main gadi main wait kr rahi hu. Jaldi aao.

Naira immediately hide behind the door. As Suwarna left Naira came inside. Ishan turned around and looked at her. He was shocked.

Naira : Kia hua tum itna shocked kyun ho gaye.

Ishan : (smiles) Nhi wo tum aise achanak-

Naira : Achanak nhi bohat der se khadi hu main yaha.

Ishan : What?

Naira : Mujhe nhi pata tha ki tum mujhe iss nazar se dekhte hu.

Ishan : Naira nhi dekho tum ghalat samjh rhi ho. He tried to explain her.

Naira : (teary eyes) Aane do Kartik ko bataungi main unhe. Sab bataungi ke jab wo yaha nhi the to tab kia kia hua mere sath. Koi mujhe iss ghar se nikalna chahta hai koi (sobs) aise waise nazre jama kar bhaita hai. Bilkul bhi acha nhi kiya tumne.

Ishan : Naira aise kaise tum sab kuch khud decide kar sakti ho.

Naira : Shut up Ishan. She showed her hand and left from there.

Ishan pulled his hairs out of frustration.

_________

Give your valuable reviews!

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro