You and I

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

At evening..

Naira was sitting on mandap. Rahul, his family and Suwarna were also present there.
And wedding started..

Suwarna : Pandit ji ap shiru karen.

Rahul's mom : Han shiru kijiye. Suwarna ji baqi sab...

Suwarna : Arre ab chhodiye sab busy hain apne kaamo me.

Rahul : Mom chhodiye ye sab(to pandit ji) ap shadi shiru karen.

Ruk jayen.. said a person angrily.

Suwarna and Naira recognized the voice. Suwarna was shocked while Naira felt relief.

Suwarna : Manish ji ap!

Ishan : yaha kia ho raha hai maasi.

Manish : Naira beta tum apne room me jao. yaha sab mai dekhta hu.

Naira nods, wipes her tears and went to her room.

R.M : kia ap log bata sakte hain ye kia batmeezi hai. Mrs. goenka apne humari insult karne ki liye bulaya tha.

Suwarna : nhi aisa kuch nhi hai mai abhi Naira ko le kar aati hu. (to Manish)  ap toh apne room me jayen thek gaye hongay.

Manish : (angry)  Suwarna!!  band karo apni bakwaas. or ap log kon hain. sharam nhi aati aik married ladki ki shadi ap apne bete se kara rhi hain. bahu hai ye iss ghar ke mere bete ki biwi.

R.D : hume kaise pata hoga ke ye kon hai. apki Mrs. ne kaha ke ye inke ghar mai maid hain. bachpan se apne pala hai isse or ab iski shadi karana chahte hain.

R.M : toba hai waise sharam toh ap logo ko aani chahiye ke apne hi bete ki biwi ki shadi... chee chee. soch kr bhi gussa aa rha hai. kitna naam suna hai humne apka tv pe. or ye hai apki reality.

Manish : Suwarna kia ye sach hai?

Suwarna : Manish ji jo ho rha hai hone de. acha haina isse jaan chut jayegi. waise bhi iski waja se-

Manish : (raised his hand and was about to slap her)  Suwarna!!

Ishan hold his hand.

Ishan : Uncle plz ye mat kijiye. (to everyone ) or ap sab kia tamasha dekh rahe hain jaye yaha se.

Everyone left in ager.

Manish : Ishan isse kaho meri nazro se dur hi jaye.

Suwarna : Ap plz meri baat -

Ishan : Massi ap mere sath chale apne room me.

___________

At night..

It was raining with thunder storm. Naira was sitting on a bench. She was drenched and shivering. She closed her eyes , a lone tear escaped from her eyes. She was feeling lonely .
Suddenly her heartbeat increased.

Naira : ye kia ho rha hai. kuch hone wala hai. mera dil kitni zor se dhadak rha hai or phir ye tofan.. Kartik.. She whispers.

Suddenly she heared the door bell .

Naira : (confused) Iss waqt kon hoga.. she wiped her tears. don't know why but she goes and open  the door.

Her eyes widened when she looks at the person standing in front of her.

Naira : Ka..ar..t...ka..ar..tik.. kar... she was crying uncontrollably. She touched his face.

Naira : (shouts)  Uncle!!  Ishan!  kaha hain sab. uncle!!

Kartik : (hold her hands and closed his eyes)  Naira ye main hi hu.

He immediately hug her tightly and sobbed in each other arms.

Dil ko qaraar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya

O yaara

Har roz puche ye hawaayein
Hum toh bata ke haare
Kyun zikar tera karte hain humse taare

Dil ko qaraar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya

Naira broke the hug and kissed all over his face. and again hugged him.

Naira : (crying)  Kartik!!  ap sach me haina yaha. phirse khaab toh nhi.

Kartik : (kissing her hairs) Naira ye mai hi hu. I'm sorry. sorry bacha. ab aisa nhi hoga ab main aa gaya hu na.

He breaks the hug and cupped her face. he kissed all over her face.

Kartik : chalo let's go .

Naira : sab kitna khush hongay apko dekh kr.

They came inside.

__________

After a day....

In living room...

Suhasini : kittu ye sab kaise hua. Manish me toh tumhe pta nhi kaha kaha dhoonda. 
She said kissing his head.

Suwarna : dekh le maaji mera bacha aa gaya apki toh umeed hi khatm ho gaye thi.

Kartik : it's ok  na maa. aisa hota hai. dadi ab mai aa gya hu na kahi nhi jaunga.

Ishan : shukar hai bro ke tu aa gya bhabi ki toh yaha halat hi kharab ho gye the.

Kartik looked at Naira with pure love. Naira smiles in tears.

Manish : han mujhe iss bachi ki halat dekhi nhi jati thi.

Suwarna rolled her eyes.

Kartik : (to Naira)  sorry meri jaan ab aisa nhi hoga. boht rulaya na maine meri jaan ko. he came near her and engulfed her in a tight hug.

Everyone coughs.

Kartik : cough syrup pee lijiye. but apni biwi ko piyar krne se baaz nhi aaunga mai. mai bilkul nhi sharmata.

Ishan : but apki wife iss waqt bht blush kr rhi hain.

Suhasini : arre bhai bas kro. or preshan mat karo mere bacho ko. dekho roh kitna khush hai.

Naira : (tries to break the hug) Kartik chaliye na baithe yaha mai sab ki liye khane ki liye kuch lati hu.

Ishan : han bro aaja. apne best buddy ko toh sirf aik hi hug or bhabi ko pta nhi kitne hug or bhi pta nhi kia kia.

Suhasini : (laughs) bas bas or preshan mat karo hamare kittu ko. Naira beta tum maid ko bolo kuch banane ko. or kittu yaha aao hamari sath mai baithi.

Manish : pta nhi kaha kaha dhoonda. beta ye sab hua kaise. kia tum jante hu ke wo kon log the jinho ne kidnap kiya tha tumko.

Kartik : pta nhi dad bas unko 50 million chahiye the. or vo mai unhe dena nhi chahta tha. ap toh jaante hain ye log ameer logo ko aise hi blackmail kr ke paise lete hain.

Suwarna : itni badi amount. tumhe kuch toh yaad hoga na vo kon log the hum chode gay nhi unhe.

Suhasini : ohho kia baate le ke baith gaye. chodo ye sab. shukar hai kittu tum ghar aa gaye verna Suwarna toh Naira ki-

Manish : (diverts the topic) han han ab ye saari baate mat karo hum pakad hi le gay unko. vo bach nhi sakte goenkas se.

_________

At night..

Kaira room..

Naira was standing infront of mirror. Kartik came there and hugged her tightly. Naira smiles at him.

Kartik : kia baat hai aj to meri biwi bht khush hai.

Naira : han toh or kia aj mere husband ghar aaye hain wo bhi itne din ke baad. kia mai ab smile bhi nhi kr skti.

Kartik : smile karen lekin hamri jaan toh baksh de yaa phir jaa Kn leke hi-

Naira : Kartik chup ho jayen plz. aisa kuch mat kehna ab.

Naira hugged him.

Kartik : aj dadi ne mujhe kuch btaya. kuch bht important.

Naira : kia..

Kartik : yehi ke wo tumhari Ishan se shadi krwana chahti thin.

Naira : han but maine mana kr diya. infact uske baad toh isse bhi bura hua.

Kartik : it's ok Naira I understand. dadi ka point of view samjh aata hai mujhe. but phir bhi shadi zaruri thi kia.

Naira : zaruri toh nhi the but ap hamri society ko toh jaante hi hain. aise jeene hi nhi dete.

Kartik : ap toh aise bol rhi hain jaise ap bilkul tayar baithi thin or achanak se mai aa gya.

Naira : Kartik!!  chup ho jaye. kuch bhi bol rhe hain ap.

Kartik : (laughs) acha baba sorry I was just joking.

Naira : aise joke zehar lagte hain mujhko.

Kartik : sorry jaan ab nhi hoga aise.

Suwarna came there. Kaira looked at her.

Kartik : mom ap ayye na.

Suwarna : beta mujhe tumhe kuch batana hai.

Naira : anti ap baithe na phir baat krte hain.

Suwarna : nhi mai aise hi theek hu actually jo baat main tumhe batane wali hu uske baad tum nafrat karoge mujhse.

Kartik : toh phir kuch mat kahiye ap. plz mom.

Naira understood her so she interrupt.

Naira : anti plz chhodiye ye sab. itne dino ke baad sab theek hua hai ab koi purani baat nhi hogi.

Suwarna : batane do mujhe beta mera guilt kam ho jayega.

Kartik : mom kuch nhi sunna mujhe.

Suwarna : sunna padega. and she told him everything.

Kartik was shocked.

Kartik : (teary eyed)  kia bol rhi hain ap mom. meri biwi ke sath itna bada zulam .

Suwarna : maaf krdo mujhe beta pta nhi kia ho gya tha mujhe apne hi bete ki khushiyo ke dushman ban gye thi.

Kartik : I'm sorry Naira main tumhe bacha nhi paya. tumhe protect nhi kr saka..

Suwarna : sab ghalti meri hai. Naira plz tum bhi mujhe maaf krdo.

Naira : it's ok anti ab toh sab theek hai na.

Suwarna : plz Kartik maaf kr do mujhe.

Kartik : ab jab Naira ne apka maaf kr diya hai toh mai kia keh skta hu. it's okay. ab aisa nhi hona chahiye agr ab kisi ne meri biwi ko hurt kiya toh mai rishto ka lehaaz bhi bhul jaunga. ab main khud apni jaan ka khayal rakhunga.

Naira smiles.

They trio hugged each other.

Screen freezes on their happy face.

______________

So here is the last part. Do vote and comment.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro