CHAPTER 2 - Raashi Meets Pandya Parivaar

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Raashi's teacher calls her mom. A lady picks it up. The expression of her face changes from happy to sad and then angry. She informs the teacher that she is coming to school. Raashi is standing outside Principal office when she spots her mom coming.

Raashi : Aaj toh mein gai..

Her mom comes and meets the Principal. After a while she comes out with a tensed and angry face. She holds Raashi's hand and take her home.. Raashi along with her mother enter the house. A young guy is reading a newspaper. Raashi runs to him and hug him tightly. She whispers him in the ear.

Raashi : Meri chudail se bachao mujhe Samar Uncle.

Samar : Ab kya kiya?

Lady starts shouting and complaining about how Raashi has been spoiled.

Samar : Raavi shaant ho ja. Hua kya hain voh bol?

Yes its Raavi.

Raavi : Shaant? Mein? Raashi ko hi pucho kya hua? Yeh kaisa tareeka hain  baat karne ka? Maine toh aisa nahi sikhaya. Pata nahi kaha se gunde jaise harkatein sikh gayi hain.

Raashi stands up and put her hand on her waist.

Raashi : Mom, jo galat hoga uss par mein bolungi. Mein galat nahi seh sakti. Vese bhi voh ladka Gadhera hain ek number ka. Gadhera kahin ka.

Raavi : Enough Raashi. Tumhari iss harkat ke vajah se tumhe school se suspend kar diya gaya hain. Ab mid term mein naya school kaha se milega?

Raashi : Suspend? (Happily)

Raavi : Dekha Samar. Yeh khush ho rahi hain. Isse padhai mein interest hi nahi hain. Isse toh mein ek thappad hi maarti hoon..

Samar quickly stands in defence.

Samar : Aree Raavi bacchi hain jaane de na.

Raashi : Mujhe padhai mein koi interest nahi hain mom. Mujhe toh business karna hain. Khud ki dukaan kholungi mein..

Raavi : Pata nahi yeh kachra iske dimaag mein kaha se aata hain? Dukaan? Dhanda? Ughh. Mein thak gai hoon yeh ladki se.

Raavi sits down controlling her tears.
Raashi hugs her.

Raashi : Mom mat ro. Please.

Raavi looks away.

Raashi : Mom voh dekho chipkali

Raavi shouts and jumps on sofa. Raashi laughs. Raavi makes face but then smiles. Raashi pull her cheek.

Raashi : Sorry bas. Mein school jaungi. Aap bas haste raho.

Raavi nods and hugs her. Samar assures her that he will find some school.

Few days later Samar informs Raavi that a school in Somnath takes mid term admission.

Raavi : Somnath? (Nervously)

Samar : Haan. Agar Raashi ka saal waste nahi karna toh yahi ek option hain Raavi. Koi problem hain kya?

Raavi : Koi aur school nahi hain Samar?

Samar : Mid term admission nahi milega Raavi. Aur vese bhi tum chinta mat karo mein sab sambhal lunga. Tumhe toh sirf packing karni hain. Theek hain.

Raavi : Par jaise hi yeh saal khatam hoga hum vapas aa jaayenge.

Samar : Acha baba theek hain. Jaisa tum kaho.

Raavi nods. She calls up Prafulla and Jagat to inform them the same.

Prafulla : Kya? Somnath? Ae Raavi tu pagal toh nahi ho gai haina? Vaha voh Raakshash mil gaya toh? Ek toh already tujhe kitna hurt kiya hain usne..

Raavi : Maasi maa. Please mein Raashi ke baare mein soch rahi hoon. Aap uska naam mat lijiye. Aur mein zyada bahar niklungi hi nahi. Driver haina vohi Raashi ko pick aur drop karega.

Prafulla : Haan par phir bhi agar unhe pata chala ki Raashi

Raavi : Kuch pata nahi chalega unhe. Aap bas Mausa pa ko inform kar dena.

Raavi cuts the call and start packing for Somnath. On the other hand Shiva starts feeling something weird. He feels something is going to happen soon. Some days later Shiva is working at store when a huge car passes by.

Shiva : Raavi

Gautam : Kya?

Shiva : Aisa laga jaise Raavi abhi gayi yaha se.

Shiva is confused. Gautam pats his shoulder.

Gautam : Shiva. Voh abhi bhi tere mann mein atki hain. Tune hi usse dur bheja tha na. Toh ab tujhe kyun farak pad raha hain?

Shiva : Maine kab kaha mujhe farak pada. Mujhe bas laga ki

Gautam : Shiva tujhe pata hain tune kitni badi galti ki Raavi ko khud se dur karke. Tu hasna bhul gaya hain.

Shiva : Gaumbi please. Aisa kuch nahi hain. Aap zyada soch rahe ho..

Shiva continues working. Gautam look at him tensed thinking what will happen to him.

That day at Somnath Private School, Dhara comes to drop Gaurav. Gaurav is looking back and waving Dhara when he collides with someone and falls.

Raashi : Aree Ae aankh hain ki goti. Dekh ke chal na. Gadhera.

Dhara looks on from far.

Gaurav : Sorry dhyaan nahi tha mera.

Gaurav quietly goes into his class. Raashi flips her hair and goes to find her class. Gaurav is sitting in his class when teacher introduce Raashi as new student. Gaurav look at her shocked.

Teacher : Raashi go and sit there.

Teacher signs at the place beside Gaurav. Raashi goes and site beside him. She glares at him. Gaurav looks down. At first Gaurav is scared of her but then starts enjoying her company especially her carefree and mischevious attitude. Gaurav shares his tiffin with her. She loves it. When school ends and Dhara come to pick Gaurav. Gaurav introduce her to Raashi.

Gaurav : She is my new friend Raashi.

Dhara : Hi Raashi..(sweetly)

Raashi : Hello. Mujhe haina aapke haath ka khaana bahot hi tasty laga. Bolu toh ek number tha. Ekdum jhakkas.

Dhara laugh.

Dhara : Tujhe aise bolta hua dekh kar toh mujhe Shiva ka bachpan yaad aagya.

Raashi : Shiva?

Gaurav : Mere chachu hain.

Raashi : Acha.

Driver : Raashi beta chalo.

Raashi leaves with the driver. Dhara and Gaurav return home. At night Gaurav shares with Shiva that his new friend Raashi speaks just like him. Shiva feels something weird and slightly smile. On the other hand Raashi keeps complimenting Dhara's food to Raavi and also tells her about Gaurav her new friend. Raavi smiles seeing her happy. Over the time Gaurav and Raashi become good friends and Gaurav helps Raashi with studies too helping her to perform better in studies. Once the driver is on the way to pick Raashi when his car gets punctured. Driver informs Raavi about it. Raavi decides to pick her up. On the other hand Dhara as usual comes to pick Gaurav but finds Raashi waiting alone.

Dhara : Aree Raashi aapka driver nahi aaya?

Raashi : Pata nahi kaha reh gaye.

Dhara : Hum wait karte hain.

They wait for some more time but driver doesn't arrive.

Gaurav : Maa. Hum Raashi hamare ghar le chale.

Dhara : Aise kaise. Driver Uncle aaye toh

Gaurav : Par hum yaha kitne time khade rahenge. Bhook bhi bahot lagi hain.

Dhara thinks of an idea. She leaves her number to watchman telling him to give her number to the person who comes to pick Raashi. Raashi happily goes with Dhara and Gaurav. Raashi enters Pandya Niwas.

Raashi : Wow Kya Jhakkas Ghar Hain Gaurav tumhara.

Rishita chuckles.

Rishita : Yeh toh ekdum Shiva jaisi hain. Hii mein Rishita

Raashi : Oh acha. Gaurav aapko Rish bulata haina.

Suman comes there.

Raashi : Areee aap toh Dadi ho na Gaurav ki. Namaste.

She touches her feet. Suman smiles.

Suman : Yeh teri nayi friend hain voh jo tu bol raha tha. Kitni pyaari haina.

Raashi : Haan Pyaari toh mein hoon. Pure Gujrat ki sabse pyaari aur sundar ladki hoon.

Krish : Aree yeh toh ekdum Bhabhi jaisa dialogue maara.

Suman : Chup baith tu

Raashi : Kaunsi Bhabhi?

Dhara : koi Bhabhi nahi Raashi. Tum baitho. Mein tumhare liye khaana laati hoon.

Raashi is sitting on cot where sleeps. She lies down and sleeps like Shiva with two hands under her head. Shiva enters the house and is surprised to see her. Smile crept up his lips. He adores her. Suman laughs seeing her. Dhara comes with food.

Gaurav : Shiva chachu..

Raashi wakes up and looks at him. Shiva looks at her eyes which is just like Raavi. Her lips and teeth resembles Raavi. Her nose is somewhat similar to his he feels.
Dhara serves food. Raashi eats happily.

Raashi : Aloo gobi ki sabzi toh meri favourite hain. Yumm

Gaurav : Shiva chachu ki bhi

Raashi : Acha

Raashi takes a morsel and goes to him. He opens mouth. She feeds him and smiles. Meanwhile some neighbouring aunties arrive to give invitation for baby ceremony of one's daughter in law. After giving invitation all start taunting Rishita of not having child and says that it seems like Dhara's curse have been transferred to hers. Shiva gets angry. But before he could react.

Raashi : Ae Aunty, bahot bol rahe ho. Yeh log kuch bolte nahi hain iska matlab yeh nahi ki aap kuch bhi bolo. Yeh jo apni naak haina ghar ke bahar rakho. Varna

Raashi shows her fist.

Aunty : Tu hoti kaun hain?

Raashi : Aap kon hote ho dusro ke ghar mein aage laganewale? Meri mummy hamesha bolti hain sahi ke liye khade rehna chahiye. Isliye mein khadi hoon. Abhi agar aap yaha se nahi gaye na toh mein aur Gaurav aap pe paani daal denge. Haina Gaurav?

All go away. All look at her amused.

Raashi : Dekha Gujrat ki sabse sundar aur pyaari ladki ka kamaal.

Shiva laughs widely. He holds his stomach and sits on cot. Everyone look at him surprised and stunned. Raashi giggles and hi- fies with him. Shiva laughed that too genuinely after five years.

Suman : Aisa lag raha hain jaise ghar ki raunak vapas aa gai..

Everyone agrees. On the other hand Raavi reaches school and inquires about Raashi. Watchman gives her a number. Before she could call on it, Samar arrives there with driver.

Raavi : Samar dekho na yeh number diya hain. Pata nahi kaun le kar gaya Raashi ko. Mujhe toh tension ho rahi hain.

Samar calls up on the number. Dhara picks it up and informs him that she is Gaurav's mother and that Raashi was alone in school so she brought her along to the house. Samar thanks her and informs her that he is coming to pick her up.

Samar : Raavi tension mat le. Raashi akeli thi school mein toh Gaurav ki mummy usse ghar le kar gai. Kitne ache log hain.

Raavi : Toh jaldi chalo usse lene.

Samar : Raavi tum ghar jao. Mein usse le kar aata hoon. Prafulla Aunty aur Jagat Uncle aaye hain.

Raavi : Par

Samar : Raavi jao.

Raavi nods and leaves. Samar ask address from Dhara and reach Pandya Niwas. He enters the house.

Gaurav : Raashi tere dad.

Raashi laughs.

Raashi : Yeh mere dad nahi hain. Yeh toh Samar Uncle hain.

Raashi goes and hugs him. Samar greets everyone and thanks them for taking care of her. Raashi says byee to everyone. She goes to Shiva and say byee to him. She leaves but turns and kiss everyone on cheek and goes. Everyone smiles seeing her.



Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro