1~The First And Last Meeting

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

A van full of children could be seen whose driver was driving in the fastest speed.

"Bachaaao! Bachaaao! Help! Somebody help us! Bachao!"

The children screamed continuously, a man who was helping some kids nearby buying flower bracelets to help them out, heard their screams and ran off like air to the same street and saw the van, he could make out that the screams were coming from the same van. He closed his eyes angrily and his eyes turned red.

"Bacho'n ka apharan kar ke achha nahi kiya tum ne, saza milay gi, woh bhi ek rakshas ke haatho'n."

His height grew double his real height, he clenched his fists, his fangs protruded, he hit his foot on the earth beneath him and it shook. He ran the fastest to the van and trespassed it standing right in front of the van. The driver stopped right there in a shock seeing such a huge man. The children were also shocked.

"Aray tu itna lamba, hai kaun tu?"

"Rakshaso'n ke raja ka beta, rakshaso'n ka rajkumar, achhai ka prateek,ek aisa rakshas jis ke seene mein dil dhadakta hai, jo ke tumhe in bacho'n ko haani nahi pohnchaane de ga, samjhay tum? Bacho'n aap sab dariye mat, ye rakshas aap ki madad ke liye yahan aaya hai."

Hearing this, the driver got scared and opened the door and began to run but the demon grabbed him in his huge fist.

"Kahan jaye ga tu mujh se bach kar? Haan?"

He said angrily.

"Jaane do mujhe, chhor do, mujh se galti ho gayi."

"Ye sab toh in bacho'n ka apharan karne se pehle sochna tha, ab saza milay gi tujhe."

His fangs protruded and eyes turned red. The driver screamed in fear. His fangs contracted and he opened his fist making the driver fall to the floor, the driver fell with a thud. His height got back to normal, once again he closed his eyes and clenched his fists, his fangs protruded and eyes became red. He held his collar and pulled him to his feet, the driver shivered, he dug his fangs in his neck, the driver screamed and as Raghuveer left him, he fell down dead. He closed his eyes, his fangs contracted and he became back to normal just like a human being. He approached the van and unlocked the door for the children but they were too scared to come out. He aimed his hand forward and it shone blue.

"Ab aap sab bachay sab kuchh bhool jaayengay, na aap sab ko ye yaad rahay ga ke aap ke apharan ki koshish ki gayi thi, na aap ko ye yaad rahay ga ke aap ne ek rakshas dekha tha."

The children forgot everything and got off the van and walked away. He smiled and turned, he noticed a pair of eyes watching him from behind the bush. He approached the person and held the bush out of the way and came face to face with a beautiful girl. He couldn't take his eyes off her, neither could she.

"Hain kaun aap? Jo ke itni khoobsurat hai."

"Kayamat."

"Hmm umm, lag bhi rahi hain, kayamat. Dikh raha hai mujhe ke kaisi kayamat hain aap, par aap ne kya dekha?"

"Aap ko unn bacho'n ko bachatay dekha, uss chaalak ko maartay huay dekha, aur unn bacho'n ki yaadasht mitaatay dekha. Mujhe toh ye bhi pata hai ke aap ek rakshas hain, lekin pehli baar ek aisa rakshas dekha jo ke bina sochay samjhay insaano'n ko nahi maar raha, jo ke bacho'n ki jaan bacha raha hai, jis ke seene mein ek dil hai."

He stared at her for a while and crossed his arms on his chest.

"Meri sachaai pata hai theek hai, lekin aap kaun hain? Insaan hoti toh darr chuki hoti, kaun hain aap?"

"Rajpari Prarthana, ek pari hoon main, aap ki kattar dushman, rakshaso'n ki kattar dushman, na jaane kitne rakshaso'n ka ant kartay aayi hai ye rajpari, yahan aayi toh aap ko kaid karne thi, aap ka bhi ant karne aayi thi, lekin ab ye sab dekh kar lagta hai mujhe aisa nahi karna chahiye. Itehaas mein koi pehla aisa rakshas guzre ga ke jis ka dil sonay ka hai. Aap ka ant toh main nahi kar paun gi, ye mushkil he nahi namumkin hai, main bhi achhai ki prateek hoon, ye mere bas ki baat nahi."

"Achha, toh pari hain aap, rajpari. Na jaane kitni pariyo'n ka bhi khoon piya ho ga is rakshaso'n ke rajkumar Raghuveer ne rajpari Prarthana, magar aap ka nahi peeya jaaye ga, ye bhi mere bas ki baat nahi. Aap ki dayaaluta mujhe aisa karne se rok rahi hai, aap toh jaanti hain rakshas khoon ke pyaase hotay hain, magar itehaas mein aisa pehli baar ho ga ke Raghuveer pari ka khoon nahi peeye ga, wada raha, rajpari."

She smiled at him as she felt a certain attraction towards him, he too smiled at her.

Pr: aap kitne sundar dikhtay hain, pehli baar itna sundar rakshas dekha maine, jis ka chehra he nahi, dil bhi sundar hai.

R: suna toh main ne bhi tha ke pariyaan beyhadh khubsurat hoti hain, dekha bhi tha, lekin aap jaisi khubsurti pehle kabhi nahi dekhi, aisi khubsurti ke jis ke aagay sonay ki chamak tak pheeki par jaaye. Agar koi aur pari hoti toh main ab tak yahan khara nahi hota, narak mein jal raha hota.

She felt utterly good by his words and blushed.

Pr: par ye humari pehli aur aakhri mulakaat rahay gi, (she grew sad and so did he) maa ki ek baat toh taal di, ke main aap ka ant kar doon, doosri baat nahi taal sakti, ke apnay kattar dushman se dosti kabhi mat karna.

R: koi baat nahi, ye ek yaad zindagi bhar ke liye main apnay seene mein rakhoon ga aur isi ek yaad ke saharay jeeyoon ga, maa ka aadesh mat taaliye, main samajhta hoon.

She nodded sadly and flapped her wings and began to fly in the sky, she kept looking down at him directly in his eyes and he too watched her as she flew off and disappeared into the sky.

The cover

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro