6b~Rain Dance

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Ash~tum jaanti ho tumhe dekhne ke baad toh koi bhi antar he nahi kar paaye ga ke tum insaan ho, pari ho ya rakshasi

Mr~hmm, woh toh hai, Bhagwan ne pari jaisi shakal de kar insaan banaya aur tum ne mujhe rakshasi banaya, mere rakshas

Ash~meri rakshasi

They went intimate.

Next day, they went for a bike ride again.

Mr~hey, itne gusse mein kiun?

Ash~mera bhai chala gaya Balwant bhai ki wajah se, fittay munh un ke, lakh di laanat ho aise bhai pe, naata torne ka dil karta hai yaar

Mr~main kya kahoon Ashwat... Kiun jeth jee nahi sweekarte un ko jo by birth rakshas nahi hotay?

Ash~isliye kiun ke un ko lagta hai ke woh dharti ke insaano'n ko khabar kardengay humare astitva ki aur insaan humara astitva mita dengay

Mr~God

He stopped the bike, they got down, they looked at each other deeply.

Ash~humara pyaar jeeye ga Mrig, koi hum ko alag nahi karay ga, maut bhi nahi

He kissed her forehead. After some days, Balwant still didn't accept their relation. They tried convincing him a lot but he was stern on his decision.

Ash~kiun aap ab bhi humare rishte ko nahi sweekarna chahte? Aap ki is khudgarzi ki wajah se Pratham bhaiya door ho gaye mujh se

B~Pratham sirf tujh se he nahi, mujh se bhi door hua hai

Ash~hua toh lekin aap ki wajah se na? Kar lijiye humara pyaar aur humara rishta sweekar, aap ko Pratham bhai ki kasam

B~mat de mujhe aisi kasam

Ash~aisi bhi kya khudgarzi? Apne bhai ko khone ko tayaar hain aap lekin yahan ke niyamo'n ko nahi badalna aap ne?

B~haan nahi badalna

Ash~khudgarzi ki bhi hadh hoti hai bhai jee, theek hai, Pratham bhai toh isliye door huay na ke woh marr chukay hain? Main toh jeete jee he door rahoon ga, Mrignaini, chalo hum dharti par rahengay

He left with her. They talked and romanced with each other. But then the brothers didn't want to distance with each other so Ashwat came back with Mrignaini. Still Balwant didn't accept their relationship and so Ashwat and Mrignaini consumed poison right in front of his eyes and died.

Fb end.

Pr~ajeeb hai yaar, bechaare tumhare dono chacha... Lekin phir ab unho'n ne kiun tumhe ijazat de di mere saath rehne ki?

R~toh shraapt bhi toh de diya na? Ke main humesha khoon ka pyaasa rahoon ga

Pr~I hate him, kehna nahi chahiye but still

R~main hate karoon ke nahi mujhe toh samajh he nahi aata, dimaag sahi ka ghooma hai mera, mere dono chachu ne theek he decisions liye, aise ghut ghut kar jeene se achha pyaar mein jaan de do

Pr~hum unko vishwaas dilayengay Raghu, dekhna woh ek din humein sweekar karengay

R~mat raho is umeed mein, nahi karengay sweekar, aur na karein, mujhe koi farak nahi parta, farak tumhe bhi toh nahi para jab pari maa ne sweekar nahi kiya abhi recently

Pr~haan woh toh hai, khair jaane do, hum life enjoy karengay apni

They smiled.

At night, Prarthana and Raghu got excited seeing rain, they rushed outside.

Pr~Raghu, I heard, baarish ka har ek drop na, departed souls ki kiss hoti hai

R~ye mere dono chachu ka pyaar hai mere liye

Pr~toh kiun na isay enjoy kiya jaaye? Ye baarish humare pyaar ki pehli baarish hai

He nodded and they danced.

chehre mein tere
khud ko main Dhoondhoon
aankhon ke darmiyaan
tu ab hai is tarah
khwaabon ko bhi jagah na miley

ye mausam ki baarish
ye baarish ka paani
ye paani ki boondein
tujhe hi to Dhoondhein
ye milne ki khwaahish
ye khwaahish puraani
ho poori tujhi se
meri ye kahaani

kabhi tujhse utroon
to saanson se guzroon
to aaye dil ko raahat

main hoon beThikaana
panaah mujhko paana
hai tujhme, de ijaazat

naa koi darmiyaan
hum dono hai yahaan
phir kyun hain tu bata
faasley...

ye mausam ki baarish
ye baarish ka paani
ye paani ki boondein
tujhe hi to DhoonRhein
ye milne ki khwaahish
ye khwaahish puraani
ho poori tujhi se
meri ye kahaani

hawaaon se tera
pata poochhta hoon,
ab to aaja tu kaheen se.
parindon ki tarah
ye dil hai safar mein,
tu mila de zindagi se.

bas itni iltija
tu aake ik dafaa
jo dil ne na kahaa
jaan le...

ye mausam ki baarish
ye baarish ka paani
ye paani ki boondein
tujhe hi to Dhoondhein
ye milne ki khwaahish
ye khwaahish purani
ho poori tujhi se
meri ye kahaani

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro