Start of family problems

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Negi Nivaas...
Sameeksha woke up and sat one the bed. She was rubbing her eyes, when her gaze fell on Rohit who was sleeping on the couch. She shook her head and went in the bathroom.

When she came out, Rohit was still sleeping. "Rohit utho!" She said. Rohit moved a bit. "Tum apne kaam se kaam rakho na. Mera dimaag khrab mat kro, sone do!" He said rudely. She widened her mouth. "Tumhe naa uthaya to Daadi meri jaan le lengi. Utho ab!" She kicked him.

"Yeh tumhe boht bhari padega" He said standing up. She ignore him.

*******

The whole Negi Family was sitting and having breakfast.

"Choti Bahu" Daadi called Sameeksha. Sameeksha raised her head and looked at Daadi. "Kal kaha geyi thi?" She asked. "Headquarters geyi thi Daadi. Kucch paperwork karna tha" Sameeksha replied.

"Kal chali geyi, theek hai. Aage se jaane ki koi zarurat nhi hai" Daadi said. Sameeksha looked at her confusingly. "Daadi, shaadi ki wajah se me apna kaam nhi chod sakti. Iss kaam ke lie mene boht padhai ki hai, boht mehnat ki hai...ab sirf ek nae rishte ke lie kese chod du?" Sameeksha asked.

"Tumhara pati kaam pe jaata hai aur pese kamata hai. Tumhe kaam karne ki kya zarurat hai fir? Chup chap betho ghar pe. Devaki bhi to ghar pe rehti hai!" Daadi said. Sameeksha looked down. She was about to cry when Rohit spoke.

"Daadi, Sameeksha meri patni hai. Me usse kaam karne se nhi rok raha to aapko kya problem hai? Me apne kaam se pyaar krta hu, aur Sameeksha apne kaam se. Shaadi ke baad ham dono kaam karte rahenge, yeh ham dono ka fesla tha" Rohit said. "Par beta, bahu ki kucch zimmedaria hoti hai. Woh bhi to nibhani hai Sameeksha ko" Daadi said.

"Sameeksha apni zimmedaria acche se jaanti hai aur unhe nibhaegi bhi, haina Sameeksha?" Rohit asked holding Sameeksha hand. She smiled a bit and nodded.

After that, they had breakfast silently and left when they were done.

*******

Devaki and Sameeksha were preparing lunch in the kitchen.

"Bhabhi ek baat poochu?" Sameeksha asked, Devaki smiled and nodded. "Aap bura to nhi manogi?" She asked, "me kyu bura man'ne lagi? Poocho poocho" Devaki said.

"Bhabhi shaadi ke baad apne job kyu nhi ki?" Sameeksha asked. Devaki, who was chopping carrots, suddenly stopped. She looked at Sameeksha. "Kabhi socha hi nhi job ka. Karan ne itna pyaar dia, kabhi kisi cheez ki kami mehsoos nhi hui. Esa nhi hai ke me kaam karna nhi chahti, bas kabhi zarurat hi nhi padi" She said. "Shaadi hote hi ghar ke kaamo ne gher lia, to bahar ke kaam ke lie time hi nhi tha" She said.

"Bhabhi aapko nhi laga ke aapki apni pehchaan honi chahiye? Kya aap poori life Mrs Devaki Karan Negi ban ke reh lengi? Devaki khud kya hai? Uski kya pehchaan hai? Kabhi socha nhi aap ne?" Sameeksha asked.

Devaki thought for a moment. "Karan ne kabhi kaha hi nhi ke job karlo. Woh ese hi khush the to mene bhi socha ke woh job krte hai, itna kaafi hai" Devaki said. "Ab yeh baate chodo, varna lunch late milegi sabko" She said. Sameeksha smiled and nodded.

*******

Jai Hind College...
"Oye hoye!! Kaha jaa rhi hai meri Sahiba??" Sumedh said walking towards Aarushi. She chuckled.

"Class hai...par mann nhi jaane ka" She said making a puppy face. For a moment he admired her cuteness.

"Senior hu tumhara to bunk krne ke lie to bilkul nhi kahunga" He said, "how boring" She replied. "Arey, tum jao class me...kya pta itni buri bhi na ho" He said.

"Fine, jaati hu. See you later!!" Aarushi said and went to the classroom.

Sumedh stood there thinking about something. He smiled and left.

Aarushi sat in the class and was bored after some minutes. She was almost sleeping when someone asked permission before entering in the classroom.

"Come in" The teacher said. Aarushi looked at the door. Sumedh came in. Aarushi widened her eyes and smiled. "Sir actually hamari play ki boht saari tayaariya baaki hai abhi, aur Aarushi female lead hai. To rehearsals ke lie le jaa sakta hu usse?" He asked. The teacher nodded amd asked Aarushi to go with Sumedh.

Aaruahi left. "Oh my God!!!!! Thank you!!!!" Aarushi said as soon as they left the class. Sumedh chuckled. "Kitna accha hu na me?" He asked. "Boht acche ho!" She said. He smiled.

"To chalo canteen me, kucch khilao mujhe" He said. Aarushi's smile lessened. He chuckled. "Mazak kar raha tha...me khilata hu kucch, aao" He said and they went towards the canteen.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro