Chapter 1b

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

S~Viraj?

V~aray poora sheher tumhari baatein karta hai yaar, ke tum jab dekho apni naak kitaabo'n mein ghusa kar rakhti ho

S~haan aur tum apni naak meri zindagi mein ghusa kar rakhtay ho

Siya and Anmol had a laugh.

V~kya karna hai itna parh likh kar? Agay wohi band baja baraat shahdi choolha handi hotay hain

S~oh really? Looks like tumhe patni se ziada kaam wali ki zaroorat hai

Anmol chuckled.

V~Siya, baat ko samjho, ye wakt mazaak ka nahi, aray ab kitaabo'n ki dunia se bahar niklo aur baaki zaroori cheezo'n par focus karo, mujh par focus karo, main tum se humesha shahdi ki baat karne aata hoon, tum ho ke mazaak mein bqat taal deti ho, aray apni behen ko dekho, wo bhi shahdi ka soch rahi hai, aur tum, tum toh kitaabo'n mein mast ho

S~toh mast rehne do na, ye shahdi biyaah mere bas ki baat nahi, aur waise bhi kabhi interested ho bhi gayi aur tum world's last option bhi huay na tab bhi tum se shahdi nahi karoon gi, because I don't like you at all, chalo abhi jaane do thori hawa aane do

She tried to leave. But Viraj's friend came up.

"Tumhare papa kaise sanki hain Siya, ke gaariyo'n ke zamaane mein wo carriage wapis laane ki baatein kar rahay hain."

An~aeyy, teri toh, rakh ke doon gi ek tere kaan ke neeche

S~rehne de Anmol, jo khud pagal hota hai na usay sab he pagal lagtay hain jaise ye Viraj ka namoona friend, humare papa sanki nahi genius hain, un ke talent ke toh paas se bhi nahi guzre ho gay tum, baray aye, let's leave Anu

She held Anmol's hand and left.

The twins entered their house. Their parents (Pratha and Rishabh) greeted them.

Pratha~Aa gaye tum dono mere 2 anmol ratan."

S~anmol ratan nahi, Anmol Siya

Then she hugged her.

Pratha~Aray kya hua Siya, itni udaas kiun ho?"

S~kuchh nahi maa

Then she hugged Rishabh.

R~I am sure Siya bas apne papa ko bataye gi hai na?

S~haan Rishu, main bas aap ko bataun gi

Rishab smiled. Pratha and Anmol got busy in talking.

R~mere parents guzar gaye lekin meri maa ki chhavi tum mein hai kiun ke bas un ki tarah tum he mujhe Rishu bulati ho, ab batao kya hua

S~papa, Viraj aur baaki sab samajhte hain ke main odd hoon

R~don't worry, mera invention sab change kar de ga, abhi jo invention kiya hai us ka test karne bas ja he raha hoon, humein humesha isi chhote sheher mein rehne ki zaroorat nahi paray gi, aur meri beti odd nahi hai, wo sab se pyaari hai, I know tum bhi khud ko odd samajhne lag gayi ho, lekin ek din ek shehzada aye ga aur wo tumhe tumhari khubsurti ka ehsaas dilaye ga

S~khubsurti toh ek din fade off kar jaati hai na, aur agar wo khubsurti se he pyaar karay ga aur jab khubsurti nahi rahay gi toh chala jaaye ga toh phir toh koi nahi ho ga na

R~aisa nahi bolte, wo dekhna tumhare dil se bhi pyaar karay ga, achha ye kya hai tumhare haath mein?

S~aaj mujhe owner se ek book free mein mili

R~achha chalo tum parho, main chala apni invention ko test karne

Siya nodded.

Rishabh went outside and sat in the carriage that had a steering wheel. He was going to the fair with it to show off this new invention by him, it worked with cheap priced batteries but of good quality, it had floating orbs instead of wheels.

S~good luck papa

Siya called after he left.

But unfortunately, the floating orbs in the carriage had issues and went to the opposite direction driving Rishab in the jungle and the carriage stopped after colliding with a tree almost damaged. He got down to fix it but then saw two yellow staring eyes in the darkness, it was a wolf. He screamed and ran off as it chased him. As he ran, he reached a tall, heavy gate and dashed inside slamming the gate on the wolf whose sharp teeth snapped at his leg. Still trembling, Rishabh turned to see a huge forbidden castle.

 


 
Cover page


 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro