Chapter 6

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

S~Raghavvv!

Siye screamed seeing Raghav fall, he hit the ground and was soon in the pool of his own blood. He gazed at her before collapsing. She began to rush downstairs but Viraj held her wrist.

S~aeyy! Chhoro mujhe! Chhoro! Tum ne mere Raghav ko maara chhoro

V~tumhara Raghav? (she stopped struggling and stared at him) kya tum dono pyaar ke pavitra bandhan se bandhay ho? Na toh tum ne us ke naam ka mangalsutra pehna hai na us ke naam ka sindoor hai tumhari maang mein, na tum ne saat phere liye us ke saath, kya us ne kabhi kaha ke usay tum se pyaar hai? (Siya looked away and gazed at Raghav who was unconscious kya tum ne kabhi usay kaha ke tumhe us se pyaar hai? Phir wo tumhara kaise hua? Koi rishta nahi hai tum dono ke beech, na toh dosti ka na toh pyaar ka

S~dosti ka rishta nahi hai, na he pyaar ka rishta hai, lekin dil ka rishta zaroor hai, wo dil jisay bas maine mehsoos kiya, insaaniyat ka bhi rishta hai, wo insaaniyat jo ke sirf maine dekhi. Wo mera hai, kiun ke us ne aaj tak mere ilawa kisi aur ko dekha nahi, kisi aur larki ke saath kabhi waisa wakt nahi bitaya jaisa mere saath bitaya, pyaar bhalay na ho, fikr zaroor hai usay meri, aur mujhe bhi us ki. Ab chhoro mujje jaane do, baato'n mein uljha rahay ho jaan bhooj kar ke Raghav wahan para para mar jaaye aur usay bachaane ke wakt nikal jaaye, chhoro!

She pushed him and ran. She rushed downstairs and went outside to Raghav stooping near him and took his bleeding head in her lap.

S~Raghav? Raghav uthiye, aap ko kuchh nahi ho ga, aap mujhe aise chhor kar nahi ja saktay, aray aap ne kaha tha mujh se ke humesha ke liye mujhe yaheen rehna hai, mqin yahan rehne ko tayaar hoon rajkumar Raghav, main aap se kabhi nahi laroon gi, hum dono yahan saath rahengay Raghav, please uth jao Raghav pleeease

She held his wrist checking his pulse which was very low, she took out the knife from his stomach and just when she was about to throw it away, her hand was held by Viraj, she looked at him angrily and carefully placed Raghav's head  back on the floor standing up as he pulled her.

V~Siya chalo yahan se, isay mar jaane do, mere saath chalo, hum ek achhi life spend karengay wahan sheher mein na ke jungle mein, hum bohat khush rahengay

S~khush rahenhay wo bhi hum dono? Khush toh bas sirf tum raho gay lekin zindagi mein nahi apni eternity mein, (without warning, she stabbed him in the stomach) isi chaaku se tum ne mere Raghav ko maara na? Isi chaaku se ab tum bhi mar jaao, goodbye Viraj!

She pushed him and he fell back on his back. Siya threw the knife and went to Raghav taking his head and slowly pulled him up in sitting position. She stood up and slowly dragged him inside as she wasn't able to make him stand. She closed the door. All the enchanted musical and household objects along with mythical creatures gathered there.

S~please kuchh karo, mere Raghav ko bistar tak le jaane mein meri madad karo, bohat khoon nikal raha hai

G~bahar ek jadui bepahiyo'n ki gaari hai jis mein aap aaram se baith kar hawa ke zariye jaldi sheher pohnch jaaein gi, usay hukum dena wo aap ko le jaye gi hum rajkumar ko andar baitha dete hain

S~lekin sheher walay shak karengay phir?

G~us ki fikr mat kijiye, aap ko khatra lagay toh gaari ke andar ek hara button daba dena ye gaari turant aaj kal ke modern zamane wali gaari ban jaaye gi

S~dhaneywaad

She rushed outside as they took Raghav and came with her making him sit in the sleigh. She too sat, his head rested on her shoulder.

S~sheher mein le chaliye sab se kareebi hospital ki taraf

The sleigh dashed in the sky, heavy winds greeted the duo as they were on their way.

Abhi-abhi toh mile ho

Abhi naa karo chhootne ki baat

Abhi-abhi toh pasand aaye ho

Abhi-abhi roothne ki baat

Siya recalled when she came to his palace first time.

Abhi-abhi to roshni aayi

Abhi naa karo muh chhupane ki baat

Abhi-abhi zindagi shuru hai

Abhi-abhi tham jane ki baat

She recalled the day when she decided to replace her dad and stay with him.

Hum to haare mahiya re

Moondein naina neend tihaare

Hum to haare mahiya re

Moondein naina neend tihaare

The time she spent with him.

Suddenly she saw they had reached outside jungle and pressed a button which transformed the sleigh into a car and they immediately landed down riding towards the hospital. As they reached it stopped, she honked the horn and people came outside with a stretcher and lied him on it. She went inside behind them as they took him to the OT. Siya was given the form to fill. She sat and was unable to fill it as every moment kept rushing into her mind.

Flashback: (from chapter 3)

S~ab kya mujhe aise he bacho'n ki tarah khamosh reh kar khaana ho ga kya?

R~jee haan, kiun ke wohi toh tum ho, ek ziddi bachi

S~hmm, mujhe bohat achha lagta hai jab koi mujhe bachi samajhta hai

R~bas. Ab chup kar ke khao

Siya sighed and ate.

S~ab aap ziddi nahi hain?

Raghav glanced at her and continued eating.

Fb end.

She cried more and more

Flashback: (from chapter 4)

S~ye haddiyaan?

 

R~maaf karna magar hum rakshas hain aur... janwar insaan sab khaaya kartay hain

 

Siya widened her eyes.

 

S~toh kya mujhe bhi kha jaaein gay?

 

R~aap kya koi khaane ki cheez hain?

 

S~nahi toh, main... main toh...

 

R~kya? Kya hain aap?

 

S~humesha humesha ke liye paas rakhne wali cheez hoon

 

R~jo ke hum ne rakha bhi hai apne paas, hai na?

 

S~hmm.. Haan rakha hai

 

She said with a smile hiding her nervousness.

 

R~dariye mat, hum aap ko kuchh nahi karengay

 

She nodded.

Fb end.

More tears fell from her eyes.

Flashback: (from chapter 4)

S~(amused) library? Wo bhi itni bari? Maine itni saari kitaabein ek saath apni zindagi mein kabhi nahi dekhi

 

He smiled at her for the first time as she looked at him.

 

R~pasand ayi?

 

S~haan bohat

 

R~phir ye poori library tumhari

 

She was surprised.

 

S~sach? Poori library meri?

 

R~haan

 

She smiled back at him and teared up in happiness.

 

S~dhaneywaad

 

He nodded and sat on the chair excitedly gathering some books reading them, he smiled seeing her happy.

Fb end.

S~Raghav

She never knew she would cry and yearn for him so much.

Flashback: (from chapter 4)

Siya read a story to Raghav. In the middle, ehe caught him staring at her and she stopped reading looking straight at him, they shared an eye lock. She waved the book in front of his face but he didn't even blink, she smiled mischievously and lightly hit the book on his head, he gasped.

 

S~kya? Mera chehra kya taak rahay hain? Dhyaan dijiye na main kya bol rahi hoon us par

 

R~de toh rahay hain

 

S~kahan de rahay hain? Mujhe dekh rahay hain

 

R~humari kya galti hai is mein agar aap itni khubsurat hain toh?

 

S~khubsurat aur main?

 

R~haan, kiun nahi? Ye chehra jo hai na aap ka, aap ke anusaar ye mukhauta, bohat khubsurat hai

 

She laughed.

 

S~mukhauta?

 

R~aap ne he kaha tha

 

S~hmm, waise aap ka mukhauta kaisa tha pehle?

 

R~hum bhi kisi zamane mein khubsurat thay

 

S~ab bhi hain, (he looked at her) aap ab bhi achhay dikhte hain, aap sach mein achhay dikhte hain

 

R~daya kar rahi hain hum par? Ya humara dil rakhne ke liye bol rahi hain?

 

S~dono mein se kuchh nahi kar rahi, sach bol rahi hoon, maa kasam

 

R~itne achhay dikhte hain kya hum? (he extended his arms) ke aap humein bas sirf ek baar galay laga sakein? Bas ek baar? Kya hai ke itne wakt se kisi ne galay nahi lagaya, achha lagay ga agar aap aisa karengi toh

 

She looked on and felt awkward at first but then walked to him extending her arms and hugged him burying herself in his chest, he too wrapped his arms around her.

Fb end.

She cried more and more. Siya struggled to fill the form because she had very less information about him. Just then she heard a loud caw and looked outside a window, as there were less people in the hospital, no one noticed, she went to it and saw an envelope attached to its foot, she untied it and it flew off. She sat and unsealed it to see all the information about Raghav along with some cash. Quickly, she filled the form and paid the fees. The treatment started and she sat waiting. Later when she saw the OT lights turned off and saw the doctor coming out, she rushed to him.

S~doctor, Raghav kaise hain?

Dr~he's out of danger, sar ki chot aur pait ka ghaav, dono jagah taanke aaye hain, lekin aap unhein sahi wakt par yahan laai warna un ki maut ho sakti thi. Kuchh der mein hosh aa jaye ga

S~thank you doctor, kya main un se mil sakti hoon?

Dr~jee bilkul, lekin pehle unhein shift karna ho ga

S~jee

Raghav was brought outside and shifted to ward, soon they were alone.

S~Raghav, (she kissed his forehead) aap ko pata hai aap ne meri jaan nikaal di thi, ab jaldi se hosh mein aa jao, phir hum ghar chalengay

 

 

Later, Raghav was conscious and as he was fine, he was discharged and Siya took him inside the transformed car and it rode off magically, and then when they were in jungle, it transformed back into a sleigh. They reached the palace and got down. They went inside and she lied him on the bed caring for him. She fed him soup and medicines. Geanie Meanie came there.

G~suniye Siya, (she looked at her) Viraj humein bahar zakhmi milay toh hum sab ne un ka ilaaj bhi kara diya, ab wo theek hain

S~kahan hai wo?

G~isi mehel mein

S~nahi, wo yahan nahi reh sakta, mere... (she stopped looking at Raghav) Raghav ki haalat us ne aisi kar di ke wo bistar se lag gaye hain, aur is baat ki bhi koi guarantee nahi ke eo ye sab dobara nahi karay ga. Aap sab usay  yahan se bahar nikaaliye, usay yahan se door bhejiye

G~jee

She left.

S~Raghav, (he looked at her) sorry matlab rajkumar Raghav, abhi kaisa lag raha hai? Abhi theek lag raha hai na?

R~aap humare saath hain, hum kaise theek nahi hongay?

She blushed.

S~aap aaram kijiye, main yaheen par hoon aap ke paas

R~hum jaante hain

S~waise sorry, Viraj ne meri wajah se aap ko...

R~aap ki wajah se nahi, apne pagapan ki wajah se. Is mein aap ki koi galti nahi, (noticed her white and blue saree which was soaked in his blood) ye khoon aap par kaise laga?

S~wo... wo jab main aap ko dekhne ayi toh aap ke sar se khoon beh raha tha,main aap ko jagane ki koshish kar rahi thi aur aap ka sar meri goad mein tha isliye.

R~kaash hum hosh mein hotay, (she looked on) aap kapre badal lijiye, is par humara khoon laga hua hai

S~jee

She went and changed her clothes and came back to him. He was lying with his eyes closed. She climbed the bed lying beside him. He looked at her.

R~aap yahan kiun so rahi hain? Apne kamre mein kiun nahi?

S~mujhe mere kamre ki utni zaroorat nahi jitni ke aap ko meri zarurat hai, main yaheen soun gi aap ke barabar mein

R~pakka aap ko koi dikkat nahi?

S~bilkul nahi, so jaiye, aankhein band

She palmed his eyes and he closed them falling into deep slumber, she smiled seeing him and slept.

 

 

 

 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro