Last chapter part a

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

The wedding preparations took place. Siya and Raghav's marriage began, after the rituals they stood up for rounds and soon after the nuptial chain was tied and vermilion was applied, they were declared husband and wife. Rishabh and Pratha blessed them. Siya smirked at Viraj.

S~ab toh apni haar maante ho na Viraj? Lo, finally ho gayi main Raghav ki

V~agar tum Raghav se pyaar karti hoti, toh usay kab ka shraaptmukt kar chuki hoti, par tum ne aisa nahi kiya, kiun? Kiun ke tum usay tarpaana chahti thi, bilkul waise he jaise us ne tumhe tarpaya tha tumhari family se tumhe milne nahi diya tha

S~(chuckled) you're highly mistaken, bhool gaye kya tum mere ghar aaye thay na mental asylum ke owner ko le kar? Dekhte nahi ho theek se? Andhay ho? Aur saath mein yaadasht bhi kamzor hai? Baat hui thi humari in fact laraai hui thi. Tum ne mere papa ko pagal kaha tha, saath he maine prove kiya tha ke mere papa pagal nahi hain aur maine Raghav ka akss dikhaya tha jadui aaine mein aur wo jadui aaina mujhe Raghav ne tohfe mein diya tha jab us ne mujhe bheja tha ke main wapis chali jaun.

V~phir bhi Siya, tumhare paas bohat maukay thay Raghav ko shraaptmukt karne ke tum ne kabhi kiya he nahi

S~that's none of your business. Mere pati ko main sambhaal loon gi. Tum jao, apni haar ka jashn manao

Viraj nodded sarcastically.

V~agar tum ye soch rahi ho na ke meri haar ho gayi hai toh tum galat soch rahi ho. Main wapis zaroor aaun ga

S~aur phir ek baar dhool chaato gay? Zaleel ho gay? Apni koi self respect nahi hai tumhari? Khair, mujhe kya? (she looked at Geanie meanie) aap ja kar humara kamra saja dijiye, aaj humari shahdi ki pehli raat hai

Geanie Meanie nodded and left. Viraj laughed.

V~ye sab bas dikhawa kar rahi ho ya sach mein tumhe is rakshas ke saath raat bitaani hai Siya?

S~mera pati hai, meri marzi main us ke saath jo bhi karoon, tum se matlab? Mumma papa, le jaiye na is manhoosiyat ko yahan se, ye humari shahdi shuda zindagi mein kaanta ban raha hai

V~ja raha hoon, par mujhe bhoolne ki toh koshish bhi mat karna tum

S~tum mujhe yaad kab thay jo main tumhe bhool jaun? Par haan, tum mujhe bhool jaane ki zaroor koshish karna, bye

He rolled his eyes and went, even others went bidding bye. Siya giggled looking at Raghav.

R~aap has rahi hain aur hum soch mein hain ke aakhir kiun aap ne kamra sajaane ko kaha, hum achhi tarah jaante hain aap ne dikhaway ke liye jaan bhooj kar Viraj ke saamne aisa kaha taakay wo haar maan jaaye

S~(sighed and said) kiun? Aap nahi chahte thay ke main aap ki patni banoon?

He looked on for a moment and gazed into her eyes.

R~chahte thay. Lekin ye sab aap ne humari chahat ke liye kiya bas sirf?

S~nahi Raghav, aap mujhe galat samajh rahay hain. Aap achhi tarah jaante hain mere dil mein aap ke liye kya hai

R~lekin ab tak kaha kiun nahi aap ne? Aap kehna nahi chahti? Ya aap ko aisa lagta hai ke jo aap ko humare liye mehsoos hota hai wo nahi hona chahiye? (she went speechless and looked at him sadly) Samay kam hai humare paas, bol dena, warna humein khone ke liye tayaar rehna aur humari mrityu sweekar kar lena

Raghav's eyes locked onto Siya's, his gaze intense and serious. Her smile faltered, sensing the gravity in his tone.

R~(softly) Siya, humare paas zyada waqt nahi hai. Aap ko sach sweekar karna hoga ki main aap ko chhod ke chala jaun ga agar aap ne samay se apne pyaar ka izhaar nahi kiya toh.

Siya's face fell, her eyes welling up with tears. She shook her head, refusing to accept the truth.

S~(tearfully) nahi, Raghav, aisa kuch nahi hoga. Tum theek ho jaoge, hum saath mein khush rahege.

Raghav's expression turned sorrowful, his voice barely above a whisper.

R~(painfully) Siya, hum aap se pyaar kartay hain, lekin jaise ye baat hum ne sweekar ki, aap ko bhi karni ho gi

Siya's world crumbled around her, the weight of Raghav's words crushing her heart. She felt like she was losing him already, and the thought was unbearable.

As the night wore on, Siya struggled to come to terms with Raghav's mortality, her heart heavy with grief and her mind racing with thoughts of a future without him. Little did she know, their love was about to face its greatest challenge yet.

They both sat in their decorated bedroom later that night. All that occupied the air was silence which was deafening. Siya's eyes remained fixed on Raghav, her mind racing with thoughts of their impending separation. Raghav's gaze, too, was fixed on Siya, his eyes filled with a deep sadness. He knew that their time together was limited, and he wanted to cherish every moment.

Suddenly, Siya spoke up, her voice barely above a whisper.

S~(tearfully) Raghav, mat jao na itne pyaare se rishte ko chhor kar. Main tumse pyaar karti hoon. Tum mere liye sab kuch ho. Bas mujhe chhor kar mat jao

Raghav's face lit up with a faint smile, his eyes shining with tears.

R~(softly) Siya, hum bhi tumse bohat pyaar kartay hain tum humari jaan ho.

She smiled while crying as she saw him magically transform into a handsome prince. Every mythical creature and musical instruments were back to human and his parents Karan and Preeta were cured and became healthy like before. Siya caressed his face and leaned in for a kiss. They spent a romantic first night together.

As Viraj was coming back humiliated, Anmol came to him and stopped him.

An~ab apna khurafati dimag kitna chalao gay Viraj? Khabardaar jo ab meri behen ki zindagi mein koi toofan khara kiya toh

V~tum meri nazro'n ke saamne se chali jao, bohat bara dhoka diya tum ne mujhe, aur tumhari ye soorat tumhare aur tumhari behen ke dhoke ki yaad dilati hai

An~toh tum bhi mujhe kuchh khaas pasand nahi thay, main bas tum se badla le rahi thi lekin mujhe pyaar ho gaya tum se lekin main samajh chuki hoon ke tum mere pyaar ke kaabil nahi ho. Isliye mujhe bhi tumhari is shakal se nafrat hai.

She stormed off.

Next morning, there was a big celebration in Raghav's palace with Karan and Preeta. Both the couples had a dance.

Siya and Raghav met Rishabh and Pratha.

Ri~m happy ke ab Raghav bilkul theek ho gaya. Lekin Raghav, Siya ka saath kabhi mat chhorna

R~ab toh chhorne ka sawal he nahi banta, she's my first and last love

She blushed.

Pr~bohat pyaare lagtay ho dono saath mein, (she took kajal from her eyes and applied it behind their ears) kisi ki nazar na lagay

They took their blessings and they blessed them.

Meanwhile in the following days, Rishabh and Pratha joined Anmol's alliance with a guy named Rudra and she had agreed knowing that waiting for Viraj would be a waste of time. Viraj witnessed them together and began to grow jealous recalling their moments together. 

He knew he will have to take action and win her back. So he began spying on Rudra and saw him meeting another girl and it was clear he doesn't loves Anmol. He showed the proof to her.


An~ab is sab ka kya faida? Main samajhti hoon ke tum mujhe wapis apni zindagi mein chahte ho, lekin aisa ab kuchh nahi ho sakta. Rudra ko bhi jaana hai jaaye, main kisi ko apne aap se zabardasti bandhne par majboor nahi kar sakti tumhari tarah. Mujhe kisi ke chalay jaane se koi fark nahi parta

She left breaking his heart.

She met Rudra and confronted him.

Ru~ye sab sach hai, m sorry lekin main ye shahdi nahi kar sakta, main bas family pressure mein aa kar ye shahdi kar raha tha

She smiled and gave him his ring back.

An~ye ring usi ko pehnana jo tumhare dil mein basti hai. Good luck Rudra

Ru~thanks Anmol

She left.

Rishabh and Pratha had a talk with Anmol.

Ri~beta tu ne Rudra ko aise jaane kiun diya?

An~jaane nahi deti toh kya karti? Sometimes it's good to let go, wo zindagi bhar mera nahi ho paata, though I thought he's a nice guy

Pr~aur tu us ki ho paati?

An~shayad

Ri~beta, tu bol toh main Viraj se baat karoon shahdi ki?

An~wo aur mujh se shahdi? Impossible, ab tak Siya ke he peechhe para hai

"Wo sirf infatuation thi, jo tum se hua wo sacha pyaar tha." They looked at the doorstep to see Viraj standing there.

V~haan Anmol, I realized mujhe bhi tum se pyaar ho gaya

An~ab aye ho tum Viraj? Kaash tumhe pehle he realize ho jaata it's too late

V~late tab hota jab tum kisi aur ki ho jaati, par tum hui nahi ho

An~galat, tumhe bas mere is chehre se pyaar hai, ye chehra wohi hai jis se tum ne pyaar kiya, usi pyaar ka compensation hoon na main?

V~pyaar nahi infatuation

An~to get my love, first you'll have to win me, main koi khilona nahi jis se jab chaaha khela jab chaaha phenka na tumhare pair ki jooti hoon ke jab chaha utaar diya.

She went with tears streaming down her face.

Next day, Viraj presented flowers before her as a beacon of his love.

An~tum ne mere liye in phoolo'n ko takleef di? It's scientifically proven ke jab ek phool ko toro toh insaan us ki cheekh nahi sun sakta balkay saare plants sunte hain. Isi ko obsession kehte hain, in flowers ko he dekh lo, tumhe ye pasand thay tum ne isay khareeda us insaan se jis ne isay tora. Jab ek phool se pyaar karo aur usay tor ke apne paas rakh lo na, usay kehte hain obsession, aur jab us phool ko nahi toro aur us ke marne tak us ka khyaal rakho usay kehte hain pyaar. Isay tum ne khareeda na? Tum rakho isay, I am against it.

She went angrily.

Next day, when she came out of her house she saw her garden decorated with flower pots and was surprised, Viraj appeared there.

An~ye sab tum laaye?

V~haan, kaise hain?

An~pyaare hain, lekin achha hota tum mere bolay bina laate aur mera dil jeet'te.

V~tumhe kaun se flowers pasand hain? Main un sab ke flower pots le aaun ga

An~it's okay, itne saare hain toh sahi. Well thanks for them, shukar tumhe akal aai

He chuckled and noticed chickens in her garden.

V~you like roosters?

An~haan lekin farm walay, desi walay toh maarte hain

Next day, Viraj searched for them but only found farm chicks and not roosters, he brought them for her in a box. She was excited seeing them.

An~itne saare choozay?

V~haan, wo tumhe roosters chahiye thay jo milay nahi, dukaandaar ne kaha ye baray ho kar roosters he banengay, mujhe tumhara favorite color nahi pata tha toh main har color ka ek le aya

An~wow ye itne cute hain, mujhe kabhi itne saare ek saath nahi milay. Ye saare mujhe bohat pasand hain, thank you

V~you're welcome

He smiled seeing her play with them.

Three months later, their garden was full of roosters and Anmol was very happy seeing them healthy, Viraj and Anmol's relationship had become better in this much time. Meanwhile Siya was two weeks pregnant with her first child and was pampered by everyone especially Raghav.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro