part 38

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

In oberoi mansion

Shivika mahiompri and ruprinku come downstairs and goes towards dinning table.....they hug elders and wish them 'gud mrng'.......

Shi: aaj kya bana hai ??

Anika: aalo-puri.....

Anika serve them and sat beside shivaay......

Mahiompri think about tej

Flashback

In London

In tej's mansion

Mahiompri sat on dining table and tej come there with food.....

Mahi: aaj kya banaya hai dad ??

Tej: aaloo-puri.....

Tej serve them and sat on table

Mahiompri look towards him...

Tej: kya hua khana shuru karo....

Mahiompri: pehle nivala aap khilao usske baad hum khudh kha lenge......

Tej first fed priya then mahi and then omkara......mahiompri smile....

Priya: aapke haathon se khane ka maza hi kuch aur hai.....

Tej: arrey saari zindagi meri haathon se hi kho age......

Mahiompri: haan....

Tej: aur agar main nahi raha toh.....

Trio (angry): dad aisi baatein nahi karte hain.....agar dobara aisi baat ki toh hum aapse kabhi baat nahi karenge......

Tej: okay...okay am sorry.....

Flashback ends

Tears flow from their eyes all notice this.....pinky goes towards mahiompri....

Pinky: kya ho gaya bachchon....

Mahi: dad ki yaad aa gayi woh bhi jab aaloo-puri banate the toh pehla nivala hum unnke saath se hi khate the.......

Pinky: koi baat nahi main aaj khilaati hoon pehla nivala....

Pinky feed priya then mahi and then omkara.....

Shi: awww hamein itne pyaar se kabhi nahi khilaya.......

Pinky: itne saalon se tumko pyaar se khilaya hai ab mera saara pyaar mere mahiompri ke liye.....

Mahiompri hug pinky

Mahiompri: love you pinky maa......

Pinky: love you too mere bachchon......

After having dinner they sat in hall....

Priya rest her head on daadi's lap and daadi caressed her hair.....

Priya: daadi....

Daadi: hmm...

Priya: aapko pata hai bachpan mein naa om bhai aur maahir mujhse naa jealous hote the because am papa's princess naa....

Mahi: achcha kab....

Om: mujhe bhi jaanna hai kab....

Priya: tab jab main dad ke lap par apna sar rakhkar soti thi tab you too feeling jealous.....

Om: ji nahi...

Mahi: jhoothi....

Priya: am not jhoothi.....

Om: haan hum jaante hain....

Priya: abhi bataati hoon....

Mahi: bata....

She took water of jug and thrown on mahiom all cupped their mouth and shocking look towards them.....

Mahiom: priya ki bachchi......

Priya: priya ki bachchi nahi tej singh oberoi ki bachchi....

Mahiom ran towards her

Priya: statue......

They freez there.....she goes towards them.....

Priya (to mahiom): bheeg gaye bechaare......

Voice: priya....

Priya turned and rudra throw water on her.....

Priya: kya kiya rudy bhaiya......

Prinku throw water on rudra and anika on shivaay elders happy seeing them together.....they chasing each other.....

Ru: arrey yaar mahiom ko toh statue over karo......(to mhiom) statue over.....

Priya: arrey rudy bhai maine statue kiya hai toh main hi over karti hoon....

Priya stand far from them....

Priya: mahiom bhai statue over.....

Mahiom: ab tu ruk.....

Priya: ahhhh......

Mahiom catch her and mahir pick her  and walk towards swimming pool.....

Priya: chod do naa bhai please request puppy eyes.....

Mahiom: no.....kya bol rahi thi tu haan bheeg gaye bechaare ab tu swimming pool mein girr gayi bechaari......

He throw her on swimming pool....rudy come and push maahir and prinku push omkara shivaay push Prinku and anika push shivaay and pinky push anika.......

Pinky: enjoy karo bachchon.....

Elders left from there

Background song👉 Lafzon ka rishta nahi......

After some time they come out from swimming pool and goes towards their rooms......after changing their clothes Mahipri come omkara's room and they enter the room and see omkara's brush his hair......

Priya: omkara singh oberoi kya aap hamein batana chahenge apni kaali kaali zulfon ka raaz......

Maahir: main batata hoon raaz....

Priya: kya ??

Maahir: bhai kesh nikhar lagate hain.....

Om: kesh nikhaar ??

Mahipri: arrey wahi green bottle.....

Om: hahahaha very funny......waise tum log yahan kya kar rahe ho....

Mahi: oh haan swimming pool par milo zaroori discussion karna hai humne bhavya bela gauri neil ko bhi bula liya hai.....

Om: unnko kyun ??

Pri: chalo toh sahi.....

They sat on pool side....shivika ruvya rikara Prineil behir and mayuprinku present there.....

All (except Mahipri): ab hamein bataoge ki hamein yahan kyun bualaya gaya hai...

Mahi: batate hain....

Priya: shivaay bhaiya ki shaadi ko bahut din ho chuke hain aur woh abhi tak apne honeymoon par nahi gaye hain.....

Mahi: toh shivaay bhaiya aur anika bhabhi aap hamein yeh batao ki honeymoon par aapko kahan jaana hai.....

Shi: jaayein kahin bhi par sab saath jaayenge......

Mahi: agar sab saath jaayenge toh honeymoon kaise hua.....haan agar aap hamari bhi shaadi karva den toh honeymoon par hum sab bhi jaa sakte hain.....kyun bela....

Maahir look towards bela and smiled

All look towards bela...bela's expression....

Om: kya matlab kyun bela....

Mahi: mera matlab kyun bela gauri neil rudy maahir aur aap sab.....

Priya: hmm....achcha yeh sab chodo aasi si jagah batao honeymoon ke liye....

Shi: honeymoon nahi family trip....

Mayur: out of india ya india mein....

Anika: in india mujhe out of india nahi jaana.....

Mayur: toh mere village rampur chalte hain rampur.....

Neil: par tum toh London ke ho priya ke childhood friend.....

Mayur: haan par jiss village ki main baat kar raha hoon woh mere daada ji ka village aur mahiompri aur mera birth place woh village hi hai  hum wahan par meri daada ji ki haveli hai hum sab wahi rahenge aur mahiompri ne village mein jaayenge toh bachpan ki yaadein taaza ho jaayengi........

Neil: tum teeno uss village mein janme ho.....

Mayur: haan woh jab uncle ne oberoi mansion choda hoga toh dad tej uncle ke bahut achche dost the toh unhone hi dad ko rehne ko kaha tha aur kuch saalon baad dad aur tej uncle hamein lekar London chale gaye itna kuch yaad tha nahi kyun ki tab hum chote-chote the village choda tha......

Neil: oh okay.....

Anika: toh hum wahi jaayenge jahan par mayur ne kaha hai.....

After decide going day they left from there......

(Precap: not decided yet)

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro