2~Confrontation

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Next morning, Prachi had tea and breakfast and began to leave. She tried holding her bag with her wounded hand but it fell. Siya came there.

S~aray di help maang liya karo, and m sorry meri wajah se aap ko aise khwaar hona par raha hai, us churail ki gulaami karni par rahi hai

She said picking her bag and helping her with it.

Pr~agar tu bemaar nahi bhi hoti, toh bhi kaam toh karna parta na?

S~aur agar main theek hoti toh aap ka bhoj kam ho jaata, m so sorry

Siya hugged her, Prachi hugged her back sadly.

Pr~bas kar, subah subah rula mat, maar khaaye gi, aur haan rest kar, phir aaun gi wapis toh dialysis ke liye bhi jaana hai tujhe

Siya released the hug.

S~di, meri Raghav se baat hui hai, wo office se aa kar mujhe le jaaye ga

Pr~Raghav? Wo tera college wala dost Raghav?

S~haan wohi

Pr~chal theek hai, tu us ke saath chali jaana, bye

S~bye

Prachi left. Siya’s smile dropped and her blood boiled.

S~Kaya madam, meri phool jaisi naazuk behen ke haath ko raundha na tum ne? Ab teri baari hai, ab tu raundh di jaaye gi, aur ab tujhe us se bhi ziada dard sehna ho ga, tayaar ho jao, kiun ke tumhari zindagi mein main kaal ban kar aaun gi

Prachi entered the office building and sighed recalling Kaya’s anger on her.

Pr~ek toh haath mein itna dard ke kaam karna mushkil ho jaaye ga, aur upar se agar ye kaam chhor doon gi toh Siya ka kya ho ga? Surrogacy se bhi mana kar doon gi, toh Siya ki treatment ke liye paise kahan se ayengay? Isliye bardaasht toh karna ho ga

She walked inside and knocked at the cabin door and after getting no answer, she entered inside and saw Ranbir sitting lost.

Pr~Ranbir…

He looked at her and stood up.

Rn~Prachi, haath kaisa hai ab tumhara?

Pr~theek hai, lekin Ranbir, tum aise sad ho kar kiun baithe ho? Aur Kaya ma’am…

Rn~naam mat lo us ka, mera khoon khaulta hai us ke naam se, please

Prachi looked down going speechless for a while.

Pr~patni ke naam se khoon khaulta hai? Wo kiun? Kiun ke wo bohat dominating hai?

Rn~of course, us ke saath main toh kya koi bhi khush nahi reh sakta Prachi, aray tum mana kiun nahi kar deti surrogacy ke liye

Pr~majboori hai, isliye. Behen bemaar hai, is se bara koi reason nahi

Rn~tum ne us ka asli roop dekha, phir bhi tum usay maa banana chahti ho?

Pr~ek bachay ki khilkaari sun kar koi bhi pighal jaaye, phir Kaya madam kya cheez hain

Rn~nahi, main nahi chahta wo mere bachay ki maa banay, mere bachay ki price tag lagaye, Prachi please mana kar do

Pr~wo toh main nahi kar sakti na, main majboor hoon, meri behen…

Rn~Prachi tumhe jitne paise chahiye mujh se le lo, chahay return kar dena slowly slowly, lekin yahan se chali jao, Kaya se door chali jao

Pr~itni mushkil se ye job mili hai, kahan bhaagti phiroon gi main job ke liye?

Rn~tumhe jo chahiye wo le lo, tumhe job bhi main dila doon ga kaheen, lekin tum chali jao

Pr~aur agar wahan bhi stern boss mil gayi, phir kya karoon gi? Sari zindagi bhaagti phiroon gi? Aur is tarah meri behen ki treatment ka time nikal jaaye ga, treatment jab tak nahi ho raha dialysis karana parta hai, paise toh phir bhi aa jayengay, main apni behen kahan se laun gi wapis? Main kaheen nahi jaun gi… anyways, mujhe aaj ka kaam pata karna tha, can you please assign me some tasks?

Rn~aise haath se kaam?

Pr~karna ho ga, doesn’t matter, tell me the tasks

Rn~sure

He explained her the tasks and she left.

Kaya was leaving for office and Siya approached her on her bike and intentionally rode the bike over her foot, Kaya winced in pain.

K~you bloody fool… teri toh… (Siya repeatedly rode his bike on her feet) you…

S~toh Kaya madam, kaisa lag raha hai raundh diye jaane par? Aise he meri behen ke haath ko raundha tha na? How does it feels? Bolo


K~abhi batati hoon tujhe

She picked a brick and they both got into a cat fight and the brick dropped on Kaya’s foot, she screamed.

S~aww lagi kya? Well kya karein? Purani kahawat hai jaise ko taisa. Tum ne meri behen ka haath raundha, badle mein maine tumhare pair raundhe, hua na dard? Aya na maza? Aainda tu aisa karna bhool jaye gi, churail, hai kya tu? Boss hai bas sirf, khud ko hoor pari mat samjho, abhi pani phenk diya na munh pe toh churail he lago gi, waise is ka badla lene ka socho toh mujh se he lena haan, kiun ke jis ke zindagi ke din he kam bachay ho’n, us ko maut ka kya darr ho ga, chalti hoon Kaya madam, khyaal rakhiye ga

She left riding her bike in wind speed leaving Kaya fuming.

Kaya was seething with anger and pain as she hobbled back to her office, her foot throbbing in agony. She couldn’t believe Siya had dared to attack her like that. She called her assistant and demanded that Siya be brought to her office immediately. Siya arrived.

S~oh hi, not nice to meet you again churail

K~ye jo tum ne kiya aur jo abhi tum kar rahi ho, ye bohat galat hai tum bohat pachhtao gi

S~bilkul waise he jaise tum pachhtaai, meri behen se panga le kar

K~aur agar maine tumhari behen ko ek baar yahan se nikaal diya na, I will make sure usay kaheen job na milay

S~achha? Shuruaat tum ne ki hai, meri behen kiun bhugtay? Tumhe kya lagta hai? Tum galat karo gi aur main karne doon gi? You really think so? Agar tum ne nikaal bhi diya na Kaya…

“Toh un ko job par main rakh loon ga.”

Siya smiled hearing his voice.

K~tum kaun? Aur aise kaise agaye yahan?

“Main is ka dost Raghav Jindal, bari gaming company ka maalik hoon, meri games ke zariye na aksar main logo’n ke har move pe nazar rakh sakta hoon, wanna see?”

He showed her the videos of Kaya insulting her husband Ranbir and mistreating Prachi shocking her.

R~toh agar ye videos agay chali gayi na, itni badnaami ho gi je ghar se bahar nikalna mushkil ho jaaye ga, soch lo Kaya madam

Raghav and Siya smiled at each other at Kaya’s shocked reaction. Kaya’s eyes narrowed.

K~tumhe lagta hai tum mujhe dara saktay ho? Main barbaad kar doon gi tum dono ko aur us Prachi ko, tum teeno’n gutter ke keeray ho

R~oh, agar bari company ka maalik gutter ka keera hota hai toh keera toh tum bhi ho, hi Kaya keera, main Raghav keera

Siya chuckled.

S~aur Kaya, mere paas jo hai na wo tumhare paas nahi hai mere paas family hai, aur main us family ke liye tum se toh kya poori dunia se lar sakti hoon, meri family ko harm karne ki koshish ki, toh yaad rakhna ke…

R~Raghav Jindal’s eyes are on you

With that, Siya and Raghav turned and walked out of the office, leaving Kaya fuming and plotting her next move. Raghav and Siya exited the office and sat in his car, he drove off.

R~kya jalwa hai tera, kya bolti hai yaar tu

S~tu bhi kya bolta hai, mere liye yahan aane ke liye thanks, waise Raghav, kya tu ne sach mein game se…

R~nahi yaar, I know hacking, phone hack kiya us ka, that’s it

S~lekin yaar, wo di ko harm toh nahi karay gi?

R~nahi nahi, usay dara diya hai, aur agar us ne aisa kiya bhi, toh hum police se help lengay

Siya smiled in relief.

R~chal ab tujhe ghar drop kar deta hoon, phir office ke timing ke baad aata hoon tujhe pick karne, hmm

He dropped her home.

S~okay, see ya

R~see ya too

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro