~•Prem•~

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Meena:-  dekho to sahi koi kitna khush hai aaj.

Awaaz:- meena tyaar ho rahi shehzadi ko tang karne ke liye kehti hai jinke chehre se muskan hat nahi rahi hoti.

Hm;- haan to kya khush nahi hona chahiye humein

M:- bilkul hona chahiye humne kab mana kiya. Khush raho apne shehzade ke sath humne kab mana kiya bhala😙

Hm:- 😒

Awaaz:- itni der mein shehzada wahaan aata hai. Meena bahar jati hai.

As:- tyaar hai aap

Hm:- bilkul.

As:- acha lekin humein to nahi lagta

Hm:- kyun kuch reh gaya kya.

As:- haan ek bohot zaroori cheez reh gayi hai.

Hm:- kya batayie na

As:- rukiye.

Awaaz:- shehzada halka sa kajal leke shehzadi ke kaan ke peeche laga dete hai.

As:- yeh reh gaya tha hum nahi chahte ki humari shehzadi ko kisiki nazar lage.

Shehzadi muskurati hai.

Hm:- dhanyavaad

As:- isme dhanyavaad ki kya baat. Acha ab chalein

Hm:- haan jaldi chaliye aapke tohfe ke liye intezaar nahi ho raha ab.

As:- chaliye.

Awaaz:- dono apne ghodon pe sawar apni manzil ki aur chal padte hai. Raaste mein kayi baar shehzadi shehzade se puchti hai ki tohfa kya hai par shehzada batata nahi.
Ant mein woh ek kile ke pass pohnch jate hai.

Hm:- yeh kila kaunsa hai

As:- yeh aapka kila hai

Hm:- kya!!!

As:- ji yehi aapka tohfa hai.

Hm:- par iski kya zarurat thi

As:- aap humari zindagi mein aake humari zindagi itni achi banadi to itna banta hai.

Hm:- samjh nahi aa raha aapka dhanyavaad kaise karein🥺🥺

As:- dhanyavaad ki zarurat nhi haseena ji aayie andar chalein

Hm:- ji

Awaaz:- dono mehal ke andar jaate hai. Shehzada unhe poora mehal dikhata hai. Shehzadi poore maze se unka hath pakde mehal ghoom rahi hoti hai.

As:- aayie ab hum aapko aapka kamra dikhate hai.

Hm:- ji

Awaaz:- shehzada unhe unke kamre mein le jaata hai. Shehzadi kamre ke dekh khushi ke maare chaunk jati hai. Kamre mein sab cheezein shehzadi ki pasand ki thi. Rang se leke phool sab unki pasand ka. Ek kone mein ek darwaja bhi tha.

Hm:- kitna khubsurat hai yeh

As:- aapko yeh pasand aaya

Hm:- bohot pasand aaya🥺

Hm:- acha us darwaze ke peeche kya hai 

As:- jayie khud dekh lijiye.

Awaaz:- shehzadi darwaze ke pass jaake use kholti hai dekh ti hai ki ek poora khubsurat bagicha bana hua hai jisme saare phool shehzadi ke pasand the. Bagicha ekdum waisa tha jaise shehzadi ne sapne mein dekha tha.

Hm:- yeh🥺😳yeh sab aapne kiya

As:- ji

Awaaz:- shehzadi khushi ke maare unhe kaske gale laga leti hai.

Hm:- shukriya 😘😘aap bohot ache ho

As:- aapse kam

Hm:- yeh ekdum humare sapne jaisa hai apne humara sapna sach kardiya🥺

As:- humein khushi hui yeh janke ki aapko pasand aaya.

Hm:- sirf pasand nhi bohot pasand aaya!!!

As:- haseena ji humein aapse kuch kehna hai

Hm:- ji kahiye.

As:- gaur se suniyega. Haseena ji hum nahi jante kab aur kaise par humein aapse prem hogaya hai. Humse nahi raha jata aapke bina har pal aapke sath rehne ka man karta hai. Jab aapko chot lagti hai to humara dil baith jata hai. Hum aapke chehre pe humesha ek muskan chahte hai. Kya aap humare prem ko ek mauka deingi??

Hm:-.....

Awaaz:- kya hoga haseena ka jawab! Jana ne ke liye padhte rahiye sandhi!

Maaf kijiyega humein pata hai ki adhyay bohot chota hai hum bada likhna chahte the par tabiyat nasaz hone ke karan likh nahi paye. Uske liye maafi

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro