Shivi OS: Baatein kuch ankahee si

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Tu mere piche kyun pada hai , Shiva asked glaring at Raavi.

She had been following him for the past one hour and Shiva was getting irritated.

Mujhe baat karna hai tujhse. Tu khud kuch nahi bataega ,mujhe hi sab kuch karna padega , Raavi said and Shiva stopped walking and turned to look at her.

Dekh Raavi ,mera picha karna bandh kar. Koi fayda nahi hai , Shiva said.

Tu itna gussa kyun hai , she asked.

Tu mujhe padna bandh kar. Tu apni khushi celebrate kar ,aakhir mil rahi hain tujhe mujhse chutkara , he said sarcastically.

Phir tujhe bhi celebrate karna chahiye. Shaadi honewali hai teri , she replied with sarcasm coated in her words.

Tu mera fikar math kar. Teri bhi shaadi honewala hai na apni man pasand ladke ke saath, Shiva said and Raavi was shocked.

How did he know this? It was just a lie which she had told Dhara di when Anita di had said that masi had found a prospective boy for her. She lied so that Dhara di would stop talking to her about mending her relation with Shiva. She knew he cared for her ,but then why couldn't he say it out loud. Was he hiding something?.

Tujhe kaise pata ? Maine sirf Dhara di ko bata diya yeh baath, Raavi asked.

Maine suna teri awaaz,purposely nahi par main wahan thaa jab tum bhabhi se baat kar rahe the , he siad trying to keep a blank face. He didn't want her to see his pain of losing her.

Accha ,toh tujhe bhi khush hone chaiye. Aakhir meri shakal kabhi dekhna nahi chaiye tujhe , she said and he kept silent.

His silence made her more angry. She came closer to him and shouted.,

Bolti bandh hogayi teri. Kyun?. Jab bolna hai tab kuch nahi bolungi aur jab bolna nahi chaiye bohot kuch bolta hai. Tere is tede dimaag main kya chal raha hai Shiva?. Jab kaki tujhe puch rahi thi ki tujhe kya chaiye ,kyun nahi bola kuch. Agar Disha se shaadi karna hai toh bol sakti na ? Kyun nahi bola...

Raavi's words infuriated Shiva. He too started shouting at her,

Nahi karna hai mujhe kisise shaadi. Samjhi tu?. Aur yeh baat main maa se hazar baar bol chuka hoon par woh meri baat maan nahi rahi hai. Agar tujhe karna hai tu karle. Mujhe pareshaan math kar , Shiva said and tried moving away but Raavi held his hand firmly.

Kyun nahi karna hai shaadi? , Raavi asked calmly and her calmness frightened Shiva. A while ago she was super angry and now she was calm. What is wrong with her?.

Ek shaadi tootne ke baad dusri shaadi karna zaroori hai ? Nahi hai na. Mujhe thoda peace of mind chaiye, he said.

Agar nahi karna toh bolna padega na ? Kyun chup hai tu? ,Raavi asked and Shiva didn't understand why was she hell bent on getting to know what was inside his mind.

Main kuch bhi karunga? Tujhe use kya?. Math interfere kar mere life mein, Shiva said and Raavi felt sad hearing that. But she needed answers so she composed herself.

Interfere karungi. Jab tak mujhe yeh nahi pata ki tere dil mein kya chal raha hai ,tera har baat pe interfere karungi main , Raavi said firmly.

Kya jan na chahti hai tu?

Kyu karti hai meri itni fikar? Kya hoon main tere liye , Raavi asked and Shiva was numb. How was he supposed to answer this?

Yeh jaan ke kya karega tu ?, he asked. He really wanted to know

Tu pehle mere jawaab de. Phir main bataunga , Raavi was equally stubborn.

Mujhe jawaab nahi hai teri sawaal ke liye , Shiva said looking down. He loved her but he didn't want to say it loud without knowing her feelings.

Kyun?. Kyun admit nahi kar sakta ki tujhe meri fikar hai. Agar nahi hai toh tere aankhon mein aansun kyun aagay jab mujhe dard hua. Sabke saamne apne godh main utaake aagaya na yaha pe kyunki mujhe walking main difficult thi. Tu cheezein complicate kyun kar raha hai Shiva, Raavi spoke loudly.

Agar main admit karliya toh kya hoga. Tu sympathise karega aur yeh shaadi nahi todega. Mujhe teri sympathy nahi chaiye.

Sympathy ? Tu pagal hai kya Shiva?. Tu mera pati hai koi stranger nahi hai sympathise karne ke liye. Main yahan hamare baare mein baat kar raha hoon she tujhe sympathy ki padi hain. Tu meri har baat ko ulta kyun samjhta hai, Raavi was angry now. Why was he misinterpreting her words.

Main aisi hoon. Bola tha na mujhe padne ki koshish math kar. Tera type ki ladka nahi hoon main ,he shouted and punched the wall in anger.

Raavi moved Shiva's arms from the wall and held onto both his arms tightly.

Kyun pareshaan kar raha hai mujhe? Kyun itna dard de raha hai? Mujhe dard mein dekhke khushi milega tujhe?, she asked dejected making him feel bad.

He held her shoulder firmly , looked into her eyes and said softly ,

Tujhe shaadi nahi karni thi mujhe. Teri majboori thi. Toh ab kya badal gaya. Yeh sab sawaal puchke mera dimaag kyun kharab kar raha hai.

Maine socha tu mujhe pasand nahi karta. Isliye sign kiya woh divorce papers, Raavi said and Shiva was shocked.

Tu kya bolna chahta hai Raavi , Shiva wanted to hear it from her mouth what she wanted. He was done assuming things for himself.

She was angry now. Couldn't he understand what she was saying?

Tujhe samajh nahi aa raha main kya baat kar raha hoon. Seriously Shiva.

Nahi samjhna hai mujhe. Tu kya chahti yeh jaan na mushkil hai Raavi. Ab thodi der pehle keha rahe the ki tujhe ladka pasand aayi. Phir mujhe kyun baat karna hai tujhe. Jaake us mami ki dimaag kha , he said and tried to leave but she didn't leave his hand.

Mujhe koi ladka pasand nahi hai. Woh main jhooth bola tha thaaki Dhara di mujhe yeh math kahe ki hamari rishta sudharne ki koshish karo. Sabki advice sunke thak gayi hoon main , she said.

She paused for a while and said looking at him,
Aur tere dimaag mein kuch akal bacha hai ki nahi yeh mujhe nahi pata. Bolte hai ki mujhse mukti chaiye. Phir jab mujhe accident hua bachana aagaya, mera itna care kiya. Nafrat karta hai toh chod dena chahiye na. Baar baar kyun puch rahi thi ki main teek hoon ya nahi.Is sab se main kya samjhu? Itna confusion mujhe exam mein bhi nahi hua.

Toh math padh. Kyun koshish kar raha hai. Talak hone wale hai na hamare? , he spoke frustrated.

Bas mera ek sawaal ka sahi jawab de. Phir main kuch nahi puchunga. Kya tu iss divorce mein khush hain?, she was firm this time.

Shiva was blown away by Raavi's question. What should he be saying now? He started looking here and there but Raavi made him face her.

Tu khush hai na ? Phir mera khushi kyun matter karta hai.

Sawaal ka jawaab sawaal nahi hota Shiva. Aur tujhe lag raha hai ki main khush hoon. Mujhe dekhke aisa lag raha hai tujhe?

Raavi ,main kuch assume nahi karna chahta abhi. Main jaanti hoon ki tujhe Disha pasand nahi hai....

Before he could complete she said , Agar possible tha ,main maar deti use... Aur tujhe kyun lagta hai woh mujhe pasand nahi hai. Kyunki woh tujhe shaadi karne aaya hai. Aisa koi bhi ladki aajaoge ,toh woh kabhi mera pasand nahin hoga.

Kyun? , He asked.

Shiva Pandya, main hoon teri wife. Abhi bhi main tujhse gussa hoon aur tujhe bohot cheezon ki barpaayi karni padegi par tujhe mujhse chutkara kabhi nahi milega , she had fire in her eyes when she said that.

Raavi tu kya.. . Before Shiva could complete his sentence , Raavi covered his mouth with her hands.

Sshh... Teri stupid baatein nahi sunni hai mujhe. Tu mera pati hai aur aisa hi rahega. Mujhe teri jawaab sunne ki zaroorat nahi hai. Mera itna care karne wala ,mere liye rone wala ladka definitely mujhe pasand karega. Itna toh main tujhe jaanti hoon , she said proudly.

Shiva smiled hearing that. He didn't know that she observed him that much even when she was in pain.

Removing her hand from his mouth ,he spoke

Tu road pe mujhe observe kar raha tha kya. Chipkali kahinki.

Haa.. tu toh kuch bolta hi nahin hain. Ek aur baat yaad aaya. Tu kya bol raha tha Shiva ,meri chipkali. Woh bhi suna hai maine.

Shiva kept his hand in head as he was feeling embarrassed. He was never vocal about his feelings and it came out instinctually. He shouldn't have said that.

Toh kal se tu mujhe bike chalana sikhayega. Teek hai, she spoke with hope in her voice.

Main sochunga iss baare mein , he said seriously but he was actually just playing along.

Shiva ...tu , she raised her fingers only to make him hold her hand tighly.

Teek hai. Main nahi chahti ki tu aage koi musibat mein pade , Shiva said seriously and Raavi nodded her head.

She hugged him immediately shocking Shiva but he hugged her back. Maybe ,things could change between them now.


Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro