PART 5

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Dhara : Tu dusri shaadi karega? Pagal toh nahi hogya.

Shiva: Aree agar Raavi dusri shaadi kar sakti hain toh mein kyun nahi. Mein bhi apni zindagi sudhar leta hoon.

Raavi angrily pouts and leaves for her room. Shiva enters the room but doesn't say anything and goes to sleep remembering Kaka's word and smiles.

Flashback.

Shiva goes to store angrily hearing Raavi's condition. He bumps into Kaka who ask him what's wrong. Shiva blurt out the truth.

Kaka : Kya?

Shiva : Haan aisi bhi koi condition rakhta hain kya. Usse pata hain mein usse kisi aur ke saath nahi dekh sakta isliye yeh baat nikali taaki mein usse divorce na doon.

Kaka : Mujhe toh yeh nahi samaj aa raha ki tu usse pyaar karta hain toh divorce kyun dena chahta hain.

Shiva : Kaka mein uske liye theek nahi hoon.

Shiva looks down.

Kaka : Dekh Raavi bhi tujhe kisi aur ke saath nahi dekh sakti. Toh ek kaam kar tu jaake usse bol ki tu bhi dusri shaadi karega.

Shiva : Kya? Mein dusri shaadi? Kaka aap theek toh hona?

Kaka : Aree karni thodi hain. Vese bhi Raavi karne hi nahi degi. Toh tu aisi condition rakh ki tu uske liye ladka tab dhundega jab tu khud ki shaadi ke liye ladki dhund le. Raavi ko aayega gussa aur voh iss condition se peeche hatt jaayegi.

Shiva looks at him and pulls his cheek.

Shiva : Kya baat hain Kaka ekdum superb idea dhunda hain. Par aap kisiko batana mat samjhe. Aap mere team mein ho. Ek toh already uss chipkali ne puri family ko apni team mein le liya hain.

Kaka : Haan theek hain.

Shiva is smiling happily and sleep when a bucket of water splashes on his face. Shiva wakes up startled and looks at Raavi.

Shiva : Ayee Chipkali. Ruk tu.

He takes the bucket from her hand and goes out and fills the water from well and comes back to find her fuming in anger.

Raavi : Dur rakh balti mere se

Shiva : Kyun Kyun. Tune bhi daala na mere pe paani.

Raavi : Kyunki mujhe tujhse baat karni thi.

Shiva : Acha toh mujhe bhi baat karni hain. Yeh le.

He throws the bucket of water on her. Raavi shivers due to sudden splash of cold water on her body. She gets completely drenched and shivers as the water was cold.

Raavi : Paani thanda tha.

Shiva : Toh kya tere liye ab paani garam karun.

Raavi : Haan

Shiva : Nahi karunga

Raavi holds his collar angrily and pull him closer.

Raavi : Haan kyun karega mere liye. Ab toh tu sabkuch voh dusri ladki ke liye karega na. Haina?

Shiva : Tu bhi toh dusri shaadi kar rahi hain. Mujhe toh koi problem nahi hain.

Raavi : Par mujhe problem hain kyunki tere liye sirf mein best hoon.

She leaves his collar and steps back. Shiva holds her arms and pull her closer.

Shiva : Haan toh tere liye bhi mein

Shiva stops in midway and closes his eyes.

Raavi : Mere liye bhi kya?

Shiva : Tere liye mein theek nahi hoon. Mein tujhe iss rishte se azaad karna chahta hoon. Agar tujhe dusri shaadi karni hain toh khud ladka dhund le mujhe mat bol.

Raavi : Acha aisa hain theek hain. Mein ladka dhundti hoon. Aur jaise his meri shaadi fix ho jaayegi tu mujhe Divorce dega haina?

Shiva : Haan.

Shiva leaves her. Raavi sits down with folded arms as she is feeling cold.

Shiva : Tujhe thand lag rahi hain ja kapde badal le.

Raavi : Nahi badlungi. Aise hi soungi bhale bimaar ho jaun. Aur tujhe kya? Meri fikar karna bandh kar de. Ab meri fikar karne koi aur aayega.

Shiva angrily storms out of the room and goes to aangan to sleep. Raavi sits there in wet clothes crying and dozes off to sleep. Next morning when he enters room he finds Raavi shivering. He goes to her and checks her temperature. Its very high. He gets tensed. He picks her up in his arms and take her out. He shouts everyone's name. Everyone gather around him. Dhara checks Raavi temperature.

Dhara : Aise geele kapde mein kaun sota hain Raavi? Ruk mein abhi kadha banati hoon. Kapde badal le sabse pehle tu.

Raavi nods half consciously.

Gautam : Shiva isse room mein leja.

He again picks her up and drops her in the room. He is standing outside the room pacing back and forth. When he hears her shivering voice.

Raavi : Dha. ..Dhar..dhara di

Shiva enters the room worriedly to find her sitting on mattress with eyes closed. She had worn her clothes but was unable to zip the dress.

Raavi : Ple..please. help..kar...kardo

Shiva close the door not wanting anyone to see her like this. He goes and sit behind her. He gently pulls her zip up brushing his hands on her back in process. Raavi instantly recognize his touch. She feels heat building up in her body. She clutches on to mattress tightly. Shiva makes her wear her dupatta. Dhara knocks on the door.

Dhara : Raavi Raavi

Shiva opens the door. Dhara enters with kadha. First she dries her hair and then make her drink the kadha and advice her to sleep. Shiva doesn't even move an inch from there. Dhara takes out a cloth and dips in water.

Shiva : Bhabhi mein karun?

Dhara hands him the water. Shiva continuously keep replacing the water and does it till she doesn't stop shivering. He covers her with warm blanket and leaves the room to find some guy entering the house.

Rishita : Aaj actually Raavi ki tabiyet achi nahi hain. Kal mil lena.

Dhara : Aree Rishita yeh khichdi Raavi ko de. Aree Vansh tum.

Vansh : Mujhe dijiye. Mein khilata hoon usse. Issi bahane hum mil bhi lenge.

Shiva : Kaun hain yeh?

Krish : Tune toh na bol diya ladka dhundne ke liye. Toh Raavi Bhabhi ne apne liye khud dhund liya. Ussi se milne aaya hain.

Shiva tightens his fist and looks at him angrily. Vansh enters the room and wakes her up. Shiva is pacing outside the room watching them.

On the other hand in kitchen.

Rishita : Baki sab toh theek hain par Raavi ka bukhar aana hamare plan ka part nahi tha. Sab ulta hogya.

Dhara : Shayad nahi. Raavi ka bukhar hamare plan mein madad karega.

In room

Raavi : Mujhe nahi khaana thank you.

Vansh : Acha theek hain

Shiva : Kya theek hain? Khaana toh tujhe padega. He snatches the plate from Vansh's hand. Muh khol apna.

Raavi looks away.

Shiva : Dinosaur kahin ki

Raavi : Mein dinosaur nah...

Before she could complete her sentence Shiva puts spoon in her mouth. Raavi pouts angrily. He then starts feeding her. Raavi quietly eats without further arguments. He gives her a glass of water. He removes his handkerchief and cleans her mouth. Raavi looks at him with teary eyes.

Raavi(in mind) : Shiva kab samjega ki tu hi mere liye best hain. Koi teri jagah le hi nahi sakta.

Vansh : Raavi mein chalta hoon. Mein kal aata hoon shaadi ki baat karne.

Vansh leaves.

Shiva : Kya Shaadi? Abhi toh mile bhi nahi ho ache se

Raavi : Mein Vansh ko bachpan se jaanti hoon isliye.

Shiva : Phir bhi

Raavi : Tujhe bhi toh jaldi haina khud ko mujhse dur karne ki.

Raavi looks at him hurt

Raavi : Aur vese bhi Vansh mein koi kami nahi hain. Agar hogi toh mein usse shaadi nahi karungi.

Shiva remembers her words and goes out of the house to find some ''KAMI'' in Vansh.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro