Jealousy

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta woke up in night and picked up her bottle which was empty.

Preeta(yawning) : Ab ise bhar ke bhi laana pdega.. Aadhi raat ko parade..

She went to kitchen to fill her bottle. She was passing through the guest room but stopped listening some voice.

Preeta: yeh kaisi awaaz h..

She went inside and saw Karan shivering on couch.

Preeta(concerned) :Karan..

She placed bottle on table and covered him properly with duvet. He was shivering.

Preeta kept her hand on his forehead.

Preeta: Oh my god...Tumhe bhukhar h.. Kya hi ladka h yeh.. Kapkapa rha h.. Yun nhi kambal odh lu.. Dehradun mein garmi chadi h janaab ko..

She went and brought another blanket for him. She put thermometer in his mouth. He had high fever.

Preeta: Karan toh bimaar pd gya h...

She immediately brought cold water straps and was continously taking care of her despite feeling sleepy.

She kept her hand on his forehead.

Preeta(closing her eyes) : Oh god.. Iska bhukhar kyu nhi utar rha h...

Karan kept his hand on her hand above her forehead. She smiled seeing him wake up as he was just shivering and not responding to anything

Preeta(happily) :Karan.. Tum thik ho?

Karan(lowly) : Tum.. So jao.. Main thik hu..

Preeta(angry): Arre pagal ho kya.. Ya bhukhar sar mein chad gya h.. Jal rhe ho.. Pehle toh mujhe yeh batao tum itne bimaar pde kse...

Karan smiled a bit seeing her fighting with him even in this condition. She can never change.

Karan(lowly) : Baad mein continue kre..

Preeta: Haa.. Ek min ruko.. Main abhi aayi..

Karan: Kareli...

She stood up ignoring him and went to kitchen.

Karan looked at the table to see thermometer, water bowl, cloth, first aid box.

Karan(in mind) :Kya ladki h.. Ek bhukhar ke liye ghar sar pr utha legi..

Preeta came with a bowl of soup. She placed it on table.

Preeta: Chalo baitho..

Karan: Ab yeh kya h..

Preeta: Soup h.. Ise pio.. Phir dawai lena..

Karan: Main thik hu..

Preeta: Main puch nhi rhi.. Bata rhi hu..

She helped him sit and gave him bowl of soup.

Preeta: Chalo fatafat finish kro.. Main yahi hu..

Karan: Kal college h kareli... So jao..

Preeta: Ahaha..College itna zaruri nhi h.. Jitni tumhari tbyit h.. Chalo fast fast...

Karan was going to drink it but Preeta snatched the bowl from him.

Preeta(irritated) : Main kse bhul jaati hu tumhare paas dimaag hi nhi h... Garam h.. Khud toh jal rhe ho.. Jib bhi jalaoge..

Karan: Pehle toh tum decide krlo.. Tumhe mera khyal rkhna h ya mujhe daantna h..

Preeta ignored him and blowed the soup in the spoon. She forwarded spoon towards him.

Preeta: Pio..

Karan looked at her. She was way more than worried for him than he himself was. He opened his mouth. She fed him. Preeta made him finish the soup by feeding him from her hands.

Karan: Bas hogya..

Preeta: Ha hogya..

Karan: Itni pareshan mt ho babydoll.. I am fine..

Preeta: Tumhe mana kia tha na mujhe babydoll bolne se.. Aur jab tak temperature nhi uteraga.. Agar tum yaha se utre toh bas...dekho tumhari kya halat krti hu main...

Karan: Ek baat batao.. Jyada hi pareshan nhi ho rhi ek dost ke liye...

Preeta: Toh kisne kaha tum mere sirf dost ho..

Karan looked at her stunned at her reply. She realised what she said.

Preeta: I mean tum mere dost hi kaha ho.. Tum toh mere slave ho.. Dushman ho... Agar tum aise bed pr pade rhoge toh main ladungi kis se.. Phir life kitni boring ho jayegi na.. Smjh rhe ho na..

Karan nodded. She looked at him. He didn't react. She made a confused face. He burst out laughing.

Karan(laughing) : Mtlb main tumhare liye kya koi entertainment hu.. Jo tumhari life se boriyat bhagata hu..

Preeta glared him. Karan stopped laughing. She turned her face.

Karan: Acha sorry..

Preeta: Tum har baat ka galat mtlb nikal kse lete ho.. Tum chahte kya ho... Kya chahte ho..

Karan: Sach kahu.. Toh main yeh jaan na chahta hu kii tum kya chahti ho..

Preeta looked at him confused.

Karan(looking into her eyes) : Kya chahti ho tum...

Both were looking at each other and share an eyelock.

Preeta(coming back to senses) : Filhaal main yeh chahti hu kii tum dawai lo aur rest kro.. Thoda sa better feel krte hi shuru hogya tumhara radio..Vse ek kaam karo.. Aaj tum mere room mein bed pr so jao.. Tumhari tbyit thik nhi h.. Chalo..

Karan: Madam.. Aap kaha soyegi..

Preeta: Meri neend ud gayi.. Aur sona hoga toh yaha aake so jaugi.. Tum chalo..

Karan: I am fine.. Main so rha hu.. Tum apne kamre mein jao aur so jao.. Dikhni nhi chahiye tum mujhe mere aas paas..

Preeta: Jyada himmat aagyi h kya soup peeke... Chup chap chalo.. Vrna abhi balti bhar thanda pani laake fek dungi tum par...

Karan : Phir ek hafte tk mera khyal rkhogi..

Preeta glared him. He giggled.

Karan: Chalo.. Aaj tumse nhi ladta.. Tumne mera itna khyal rkha h..

Preeta : Thank u very much..

Karan picked up his blankets and moved towards her room.

She brought his medicine. He sat on bed. She gave him medicine. He took it and laid down.

Karan: Tumhe pakka nhi sona.. Kal college h.. Already kaafi late hogya h..

Preeta: Nhi aa rhi..

Karan nodded. Preeta sat on opposite side of bed reading a novel.

After sometime,

Karan slept due to medicines. Preeta saw him sleeping and kept her hand on his forehead. His fever was reduced. She smiled.

Preeta(smilingly) : Chalo bhukhar lag bhag utar gya h...

She looked at him.

Karan: Main yeh jaan na chahta hu kii tum kya chahti ho..

Preeta caressed his hair and kissed his forehead.

Preeta(smilingly): I don't know kyu aur kya h.. Par tum mere liye bahut special ho.. Take Care Karan...

She slept leaning against the bedrest reading novel.

In the morning,

Sunrays fell over her face. She opened her eyes disturbed by the light. She found her covered with duvet. She turned. He was sleeping on the same bed in the same duvet.

Flashback

Karan turned his side and was in slight slumber. He saw Preeta sitting.

Karan: Baithe Baithe so gayi.. Pagal ladki...

He took novel from her hand and made her lay. He covered her with duvet and made a line of pillows between them.

Karan(caressing her hair) : Good night babydoll..

Flashback ends..

She smiled seeing the pillows.

She stood up and went to freshen up. She came out drying her hair with towel and saw Karan still sleeping.

Preeta checked his temperature. He was fine.

Preeta : Par kahi weak feel kr rha ho.. Aaj nhi bolti hu college chalne ko.. Tbyit aur kharab hogyi toh jyada problem hogi..

She got ready and prepared breakfast for them. She left taking her bag and car keys.

Karan woke up after sometime and turned to the other side.

Karan(yawning) : Good morning Kareli...

He saw the watch and was shocked seeing himself so late.

Karan: Shit.. College jaana h.. Meri attendance...

He was about to get up but saw his phone. Preeta's texts were there.

Tension mt lo.. Tum late nhi ho.. Aaj tum ghar pr hi rest kro.. Main application dedugi.. Take care of urself.. Breakfast fridge mein h... Garam kr ke kha lena.. Aur davaiyaan side table pr h.. Le lena.. Main aake check krugi.. Bye..

Karan: Acha toh iss Kareli ne mujhe uthaya hi nhi... Kher acha h Karan.. College se chutkara aaj ke liye..

He replied her.

Thank u very much.. Par jyada biwi wali feeling aa rhi thi tumse.. The Karan Luthra pasand aagya kya Miss Topper.. 😎😎😎.. Vse khyal bura nhi h.

Preeta saw his text and made faces.

Preeta(in mind) : Yeh baaj nhi aayega...

Kareli: Tumne aaj tak kabhi jhadu dekhi h jis se ghar ki safai hoti h?

Karela: Ha dur se.. House keepers ko use krte hue dekha h..

Kareli: Ha toh aaj main tumhe uska paas ka view dungi... Log ghar kii safai krte h.. Main tumhari dhulai krdungi mere saamne jyada bakwas kii toh.. Dawai le lena.. Bye...Tumhari tarah veli nhi hu.. Class h..

Karan(eating his breakfast) : Wow.. Ab madam busy h.. Thik h.. Main bhi text nhi kruga..

He switched on tv and was watching random stuff.

Karan: Yaar main bore hogya ho.. Oh shit.. Dawai..

He went and ate his medicines.

Karan: Thodi der aur so hi jaata hu..

He tried sleeping but wasn't able to. He was fine and was getting bored.

Karan: Half day mein college hi chala jaata hu.. Mann nhi lag rha.. Marcus ko bolke car mangwa leta hu.. Apni car toh leke gyi hogi..

He called Marcus.

Marcus: Yes sir...

Karan: Marcus.. my car.. In front of apartment..

Marcus: Okay sir.. I will reach Preeta's apartment in 10 mins..

Karan: Marcus call her mam..

Marcus: Okay sir.. I will be reaching mam's apartment in 10 mins..

Karan: Fine..

He went to get ready. He wore his watch and noticed the P.

Karan: Haa.. Yeh bhi change krana tha..

He again saw the watch.

Karan: Vse koi nhi... Itni bhi badi baat nhi h...

He took his car and left for the college.

Rohan: Yrr Karan se milne chalte.. Par yeh kaam..

Amaira: Ha..Koi nhi.. Preeta kh rhi thi na thik h vo.. Bss rest ke liye usne socha ghar pr hi rhe..

Shrishti: Ha...chalo amaira lets go and check the music system..

Amaira:Ha chl..

Rohan: Sammy ground ke arrangements..

Sameer: Chl dekhte h..

Everybody was busy in their own works. Karan stopped the car and saw his classmates decorating the college.

Karan(confused) : Yeh kya ho rha h..

He saw the poster and slapped his forehead.

Karan: Main toh bhul hi gaya tha juniors ki freshers party h... Sab log kahi na kahi lage hoge kaam mein.. Chl Karan dhund..

He was looking for his friends when he stopped seeing something.

Someone kept hand on Preeta's waist. Preeta smiled. Both were dancing together. Karan widened his eyes.

Karan: Yeh Naman kya kr rha h kareli ke saath..

Naman twirled Preeta. Preeta came forward.

Preeta(dancing) :

Aisa koi mujhko..
Mil gya h saathiya..
Jise dekh kar main bhulu..
saari duniya...

She moved back. Karan was standing behind her. He held her through waist and made her face him.

Karan glared Naman.

Preeta(shocked) : Karan.. Tum yaha..

He smiled and left her.

Karan(eyeing Naman) :

Woh ajnabee.. Woh ajnabee..
Jo dekhe dur se..

Preeta was confused seeing him glaring Naman.

Karan(rolling his sleeves) :

Aa dekhu.. main usko hi...

Preeta: Kya koi mujhe batayega.. Yaha ho kya rha h.. Aur karan tum yaha kya kr rhe ho...

Naman: Preeta mam.. Practice..

Naman forwarded his hand for Preeta. Karan glared his hand then him making him take it back.

Karan : Pehle tum batao.. Yeh kya h..

Preeta: Kya h... Dance practice h..

Karan: Jaise meri toh aankhen nhi cricket ball h.. Main puch rha hu kii tum kyu practice kr rhi ho in jumiors ke saath..

Preeta: Arre inhe madad chahiye thi toh..

Karan: Vo I think tumhe Amaira bula rhi h..

Preeta: Kaha h vo..

Karan (in mind): Mujhe kya pata hoga..

Karan: abhi toh yahi thi.. Tum dekhlo..

Preeta: Chalo main dekhke aati hu.. Naman.. Excuse me for a minute..

Naman: Sure mam..

Preeta left. Naman looked at Karan who was seeing him continously.

Naman: Karan sir..

Karan: Yes..

Naman: Aap mujhe aise kyu dekh rhe h..

Karan kept his hand on Naman's shoulder.

Karan : Aise hi... Naman ek baat bata yeh tune miss topper se madad kyu maangi... I mean itni saari ladkiyaan h tumhare batch mein..

Naman: Kyunki main perform nhi kr rha.. Baaki sb kr rhe h.. Hume toh bas depict krna tha kii kaise krna h..

Karan: Toh kisi aur ke saath kr leta..

Naman: Preeta mam free thi toh maine socha.. Unse puchlu..

Karan: Tum jaante ho na vo kon h..

Naman: Miss Preeta Arora..

Karan: No no.. Maine pucha vo kon h..

Naman : Aapki girlfriend..

Karan(extra sweetly) : Correct.. She is my girl.. Aur agar tum faltu mein apni smjhdari dikhaoge.. Jo kii maine dekha tumhe krte hue.. Toh bachu sochlo I am The Karan Luthra.. Practice krni h.. Depict krna h..

Naman(gulping) : Yes sir..

Karan : Toh kon krega depict..

Naman : Aap aur Preeta mam...

Karan: Good junior..

Preeta came back.

Preeta: Karan..

Karan turned.

Karan: Yes babydoll..

She glared him but let it go.

Preeta: Naman se kya baat kr rhe ho.. Idhar aao..

Karan(in Naman's ears) : Smjhdar insan.. Sahi direction mein smjhdari dikhana..

Karan came towards Preeta. Naman followed.

Preeta kept her hand on his forehead.

Preeta(concerned) : Tum thik ho na..

Karan smiled seeing her concern.

Karan: Thik hu babydoll..

Preeta: Rest krne ko bola tha na..

Karan: Bore ho rha tha..

Preeta: Chalo.. Rohan aur Sameer ground mein h.. Amaira se main baad mein baat krti hu.. Mili hi nhi..

Karan: Ha.. Ha.. Its okay.. Baad mein mil lena.. (murmuring) Mera kaam toh hogya..

Preeta: Kya bola tumne..

Karan: Kuch nhi..

Preeta: Chalo Naman.. Practice continue.. Guys see..

Naman looked at karan who smirked at him.

Naman: Mam aap aur Karan sir depict krdijiye.. Mujhe urgently Kapil sir ne bulaya h...

Preeta: Hain? Achanak..

Naman left hurriedly without answering.

Preeta looked at Karan who widely smiled.

Precap

Jealousy 🔥 continues

*******

Do leave reviews😎💗❤️❣️

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro