Sone Sone Pal - SS By AngelAshu (Part-8)

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

***
Hello hii namaste...

aagayi hoon ek nayi part ke saath

joothe, eggs, tomato sab accepted..

but read karna ache se..

enjoyyyyyy

***

Recap - Pinky's Function.. Swara & Rajat Video Making

Let's Read #Part8 Of #SoneSonePal

Palak opens book

***Book Opened***

Swara starts Writing again..

Us din ragini aur meri kuch jhagda bhi hui..
She cares for me..
But mujhe pinky k alawa kuch nazar hi nahi aayi thi..

@@@

6th day night

Ragini - Swara tum saavdhan raho.. ye log zaroorat ke barabar logon se baat karte hai.. bahut chalaak hai..

Swara - Ragu.. meri andar bhi toh unke hi khoon beh rahi hai na.. mujhe bhi chaal chalaana aati hai..

Ragini - Par tum masoom ho swara..

Swara - wo maasoomiyat ko kabka pocket mein rakh lia main.. mujhe mere pinky ke liye kuch karna hai.. toh bas inki kuch help chahiye.. thats it..

Ragini - phir se yeh log tere emotions ke saath khelenge toh? (Harsh tone)

Swara - aisa kuch nhi hoga.. main ignore karna start ki.. its my game now ragu..

Ragini - bahut pachtaogi shona.. they will hurt u again.. abhi yeh log jaisa behave kar rahe hai.. pal bhar mein badal jayenge..

Swara - i know ragini.. but i have to move ahead.. don't worry.. iam strong now..

Both relaxed..

Went Umesh's house..

Function is going like super duper hitttt..

Every one praising Swara Ragini for good organization..

Meanwhile shomi become tension..

Shomi - (to god) goddd.. please sab theek rakhna.. inlogon pe koi bharosa nhi kab kya bakeda khada kardein..

All came to shomi and telling..

All - your daughters are supper talented..

At the another hand..

Rajat is too jealous..

7th Day..

Umesh - (worried) kaha reh gaye the tum donon..?

Swaragini - woh chacha.. yahan ke arrangements check kar rahe the.. kya hua?

Umesh - pinky bahut pareshaan hai.. tum donon ko puch raha jaake milo..

Swaragini - ok..

Swara made Pinky to ready very nice..
Everyone impressed..

Radha and Sweetha tried to comment.. but vain..

Pinky impressed alot..
Swara happy happy..

Swara knows Aaryan well..

Swara - Aaryan Uncle.. aap iss photos mere pendrive mein copy karenge?

Aaryan - Sure beta.. acha wo video bahut achi hai.. kaise bnai..

Swara - wo meri laptop me ek aap se banai..

Aaryan - bahut achi h beta.. u r such a talented..

Swara - Thanks Uncle..

Swara came another side..

Umesh - swara.. aaryan se kya baate kar rahi?

Swara - chacha.. wo video ke bare mein puch raha tha..

Umesh - wo khud ek acha photographer hai..
Tumse kyu enquire kia..

Swara - it's new thing chacha.. everyone donno about this..

Ragini - swara... Maa bula rahi.. chalo..

@@@

Finally Pinky ki function dhoom dhaam se hogayi..
Sab apne apne ghar..
Jaise ek doosre se ek dum gairrr..

Swara Closes Book..

She goes to downstairs..

Swara: Mom.. aapne bulaya?
Sujju: Come here beta.. baitho..
Swara smiles and sat beside her..

Sujju: Subah se kuch pareshaan nazar aarahi ho.. sab theek hai..? Kisi ne kuch kaha toh nhi..

Swara: Obviously no mom.. meri pyaari mom ki hote huye koun kuch keh sakte hai mujhe..? (Side hug)

Sujju: toh ? Sanskaar se kuch jhagda hua?

Swara: no mom.. sab theek hai.. ek dum..

Sujju: hmm.. agar tujhe koi baat pareshaan kar rahi hai toh uss baat ko bhul jana hi sab se achi solution hai beta

Swara: (smiles) ji mom..

Kavya: chachi.. main aaj rasmalai bnai hoon..

Sujju: are waah.. laksh ke liye?

Kavya: chachi.. hum sab ke liye..

Swara: (teasing) mom.. waise Kavya Bhabhi aaj kuch special nazar aarahi hai na..

Sujju: haan beta.. mujhr bhi aise hi lag rahi hai..

Kavya: chachii.. Swaraa.. (blushing)

Swara: acha bhabhi.. main sabse pehle taste karungi..

Kavya: kyu nhi aao mere saath..

Swara: mom aap bhi aao na..

Sujju: nahi beta.. tu taste karle.. main baad mein khati hu..

Kavya: ok chachi..

At kitchen

Swara: bhabhiiii.. its yummmyyy..

Kavya: aaj ofc mein ek deal successful hui.. abhi sabko pata nhi waise.. laksh ne bola kuch sweet bnao..

Swara: are waah.. yeh toh bahut achi baat hai..

Kavya: Swara.. ek baat puchu..

Swara: haan bhabhi..

Kavya: tum apne mayke walon se zyada close nhi ho kya..?

Swara: nhi.. aise nhi hai..

Kavya: zyada zikr nahi karti na tum.. pehle lagti thi ki tumhari nature hi aisi hai.. sabse nhi mingle hoti hogi.. but yaha toh tum sabse bahut ache tarah mil jhul ke rehti ho.. sab ki parwah karti ho.. sabse bahut pyaar karti ho..
U respect every relation here

Swara: aaplog meri dunia hai bhabhi.. yes I respect every relation.. but saamne wale kabhi kabhi humare pyaar ki layak nhi hote hai..

Kavya: kuch misunderstandings hai tum logon ke beech?

Swara: kuch nhi bhabhi.. bahut kuch hai.. shayad life long ke liye enough..

Kavya: tumhari baaton se bahut hurt hua nazar aarahi ho.. kuch rishte humhein dard dete hai.. we have to accept swara..

Swara: Rishton se nhi.. Rishtedaaron se maayoos hoon bhabhi.. bahut hurt kiye hai mujhe.. ab unke liye mere nazron mein naahi pyaar.. naahi nafrat.. bas gair hai wo mere liye..

Kavya: kabhi tujhe unki yaad nhi aati swara?

Swara: yaad toh tab aati hai.. jab hum bhul jaate hai..mom, dad, ragini toh mere zimmedari hai.. ab chacha aur bua ki family ke bare mein sochna nhi chahti..

Kavya: aur sasural..?

Swara: meri khushi hai..

Kavya: (smiles) aur sanskar..

Swara: meri jaan hai bhabhi..

Kavya: hmmm.. pata hai mujhee.. ek secret batau?

Swara: ji..

Kavya: Jab Dad ji ne tumhare rishta pakka kia Sanskar ke saath.. usse pehle sanskar se puche the.. sanskar ne bola.. Swara ke alawa kisi aur se shadi nhi karega..

Swara: (blushes) acha..

Kavya: us time maine pucha ki kya pasand aagayi aise Swara mein.. toh sanskar ne bola.. uske saaf dil aur nature..

Tab thoda filmon ki dialogue jaisi lagi.. but jaise tumhari saath rehne lagi.. samaj mein aagayi.. tum toh bahut kam dinon mein hi hum sabke dil jeeth liye..

Swara: thank you bhabhi..

Car horn sound...

Kavya: chalo.. Sanskar aur Laksh aagaye honge..

Both went

its time for celebration..

swara and kavya passing rasmalai to family members..

all enjoyed..

after some time..

everyone at their rooms in deep sleep

2:30am

swara unable to sleep..

Swara: ohhhooo swara.. why can't you sleep peacefully

she saw Sanskar who is sleeping like a cute boy.. haha

she smiled for a while and went to balcony

Swara: (staring moon) aaj family ke saath enjoy karke bahut acha laga..

kaash meri family (gadodia's) bhi aise hota..

ek doosron ke khushi mein khush ho jaata.. haayyeee

she sat at study table opened book starts writing again

pinky ki function ke baad main thoda apne studies pe focus ki..

jab kabhi bhi koi kaam se ghar se nikalti thi

koi na koi pehchaane wale road pe rokk kar tareef kia karte the

kehte the ki mom, dad, ragini and me function ko bahut ache se orgnize kia..

zahir si baat hai.. function thi hi badhiya.. tareef toh banti hai..

kuch din aise hi beet gayi ..

mere ghar ke upar portion mein ek family rehti thi..

unko 3 pyaare pyaare bacche the..

akshat, avni, aabaas

super duper shararat ki skills wale hai

mere family se bahut lagaav hai unko..

humesha swara didi, ragini didi kehte huye humse zyadatar time spend kia karte the

@@@

Avni: ragu didi.. mujhe function pe jaana hai

Ragini: kisi ne roka kya avni?

Avni: haan.. mere haathon ne.. dekho kaise hai.. mehandi lagaona didi

Ragini: (laughs) theek hai.. cone leke aana.. lagaa deti hoon

avni was soooooooo happy.. and dancing..

Swara: tum kyun naach rahi Avuu..

Avni: ragu didi mujhe mehandi lagaane wali haiiiiiii...

Swara: are waahhh.. cone kahan se aayegi phir..?

Avni: market se..

Swara: leke koun aayega..? tere dulhe raja..? (she is nearly 7-8 years old)

Avni: nhi.. meri pyaari si swara didi leke aayegi

Swara: mujhe nhi jaana.. doondho kisi aur ko (funny way)

Avni: didi.. main doondhne gayi thi.. (looking at ragini) sach mein gayi thi.. but koi mila hi nahi aapke jaise.. kya karti phir.. lout aagayi hoon aapke hi paas.. god toh bas ek hi Swara Didi ko banaya hai na..

Swara: (smiles) pagal ladki.. chalo market meri saath.. mujhe nhi jaani akeli..

Avni: main mummy se bolke aayiii (running towards upstairs)

Swara: dekh rahi ho ragu iski baatein.. umr ki hisab se toh nhi bolti..

Ragini: chodo yaar.. bachhhi hai

Swara: areee.. main kahan arrest kar rahi hoon ise..?

Aabaas: (5years) didi.. mujhe bhi jaana hai bahar.. lejao na..

Swara: theek hai rajaji.. chaliye..

Swara, Avni, Aabaas about to step out..

Akshat: (9 years) hellooo.. kahan jaarahe hai haan..?

Avni: bhayya.. mehandi cone lene... market..

Akshat: ragini didi.. dekho zamana itne aage badh gaye hai ki police ka care hi nhi kar rahe..

Swara: Akshattt.. hogaya complinting? koun hai yahan police

Akshat: didi... main.. itna lamba ladka aapke saamne nhi dikh raha..?

Swara: haan haan.. bahut lamba.. jhukke chalna zara.. aasmaan touch ho rahi..

Aabaas: hahah hahah

Akshat: tum haso mat.. 10 years ki hone jaaraha hoon main.. chalo ab main aaplogon ke saath aaunga security ke liye..

Swara: tum...humare security ke liye..?

Akshat: haan.. chote bachhe jo bahar jaa rahe hai..

Ragini: yaar swara.. leke chalo iss dramebaz ko bhi..

Swara: piche piche waise bhi aajayega na ragu.. (to akshat) chaliye sarkaar... shop band hojayegi..

Swaragini smiles..

@@@

kitne pyaare bacche the teenon.. bhagwan ji toh humare ghaav bharne ke liye bheja hai..

thoda bahut time spend ho jaati thi.. bachhon ke aur unke family ke saath..

neighbours ache se rahe toh rishtedaar ki yaad hi nhi aati.. i felt it..

humare ghar mein khate the.. humse gappe lagaate the..

yeh aabaas toh meri maa ke saath temple, shop bhi chala jaata tha

aunty toh ekdum relax.. kehti thi ki kisi ke saath mingle nhi hote mere bachhe..

tumlog inhein bahut pyaar dete ho..

sahi baat hai na.. doosron ko pyaar dene se hi apne bante hai.. saath rehte hai..

pata nahi ab wo teenon kahan hai.. but dil mein toh jagah bana lia..

Swara closed book (wiping eyes)

she went beside Sanskar and slept..

after some time..

its a pleasant morning..

sun rays falling on swara's angelic face

swara opned her eyes and saw Sanskar who is already staring her

Swara: Good Morning

Sanskar: Good Morning..

Swara: (sitting on bed) kya hua sanskar.? aise kya dekh rahe ho..?

Sanskar: mere marji.. dekh raha hoon.. kyun..? permission lena padega kya..?

Swara: (smiles) ji haan..

Sanskar: (lifting eyebrows) kiske permission..?

Swara: (moving from bed) chalo.. dikhati hoon..

She took him in front of mirror

Swara: (pointing sanskar in mirror) dekh rahe ho.. bahut handsome haina.. mere patidev hai..

unka permission lena padega..

Sanskar: (hugging her) achhaa.. phir theek hai bhaiiiii.. le leta hoon.. permission

Swara: (hugs back) love u..

Sanskar: love u moreeeee...

BG plays..

Kaise Kab Jud Gaye Hum

Hoton Pe Khili Sargam

Aage Rab Ki Marzi

Aansu De Ya Hansi Apni Tijori Se

Do Dil Bandhe Ek Dori Se

Do Dil Bandhe Ek Dori Se

Do Dil Bandhe, Bandhe Ek Dori Se

Do Dil Bandhe, Bandhe Ek Dori Se...

Sanskar's phone rings..

Sanskar:(irritating) mere dushman toh yeh phone hi hai... huhhh

Swara: (seprating) main fresh hoke aati hoon..

Sanskar: mat jao naa.. (cute face)

Swara: jaana toh padegi.. (gives a peak on his cheek and runs)

Sanskar smiles and went to recieve call..

Palak closes book

*** Book Closed***

Palak: hayyeee AngelAshu yeh swara aur sanskar kitne cute hai.. akshat, avni, aabaas toh ek dum mazedaar.. haha

Palak calls to Aditi

Palak: jaan.. kya kar rahi ho..?

Aditi: book padh rahi hoon.. tu bata.. kahan tak pahunchi

Palak: Avni, Aabaas aur akshat ke sharari pal

Aditi: Bindhi wali sabji hogayi..?

Palak: Bindhi ki Sabji..?

Aditi: matlab nhi hui.. chalo.. padho.. aage bahut kuch hai.. pinky ki kaarnaama

Palak: pinky toh bahut pyaari hai na..

Aditi: haan haan.. bahut pyaari.. yeh baat mujhe kuch aur episodes ke baad bataana

Palak: kya matlab..

Aditi: main kuch nhi bataungi.. tum khud padho..

Palak: theek hai jaan.. padh loongi.. bye..

Aditi: bye sweetie..

***

So, friends... my dear readers..

how was the epi..?

many twists are there..

lets read in upcoming parts..

don't forget to like comment and share

#AngelAshu

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro