Part 3

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Angad went a bit ahead, he just found Preeta not with him. He turned and saw Preeta lost in her own world. He sighed

Angad : (in mind) oh god badi mushkil se ise yaha aane ke liye manaya hai, bas Preeta palat na jaaye.

Andag went to her.

He kept his hand on her shoulder, Preeta came back to her sense.

Preeta : ha, Kya hua angad.

Angad : kuch nahi, Chalo tum ruk Kyu gai yaha.

Preeta : wo aise hi Chalo.

They both went from there.

INSIDE LUTHRA PALACE...

Karan was roaming here and there as if waiting for someone.

Rakhi was passing by, so she saw him and go to ask.

Rakhi : (puts her hand on his shoulder) Karan puttar, yaha aise ghum Kyu Raha hai.

Karan : mom...wo actually kaha tha na, Mera wo kaha tha na Mera bohot close waala friend aa Raha hai bas usi a wait Kar Raha hu. Abhi tak to use aa jaana chaahiye tha but nahi aaya.

Rakhi : accha itni excitement .... sabar Kar thoda kaha hai to aa hi jaayega na.

Karan : ha mom lekin wait nahi ho Raha hai itne saal baad milunga to, aur Mai na princess se bhi Milne ke liye bohot excited hu.

Rakhi : accha beta ... (teasingly) itni excitement hai to Teri to khud hi Shaadi ho rahi hai na, fir to Teri khud ki princess hogi.

Karan made face listening this.

Karan : mom...Dekho aapko kritika bula rahi hai.

Rakhi : (confused) kab Maine to koi awaz nahi suni.

Karan : are mom aai abhi aai...aap jaao dekho use.

Rakhi : lekin Karan....

Karan : ohho mom...aap kitna bolte ho..jaiye na.

Karan pushed her forcefully, and rakhi also finally went.

Karan sighs.

Karan : (to himself) shukr hai mom gai...kaise kaise bahane karke talna padta hai unki bhi baate.

After sometimes, they both finally reached outside luthra house.

Preeta and angad came out of car.

Preeta was looking the whole house carefully.

Preeta : angad...

Angad : ha bolo.

Preeta : waise tumne tumhaare friend ka naam to bataya hi nahi.

Angad : wo ka..

Caretaker : angad sir..

A caretaker of house came out and went to them.

Angad : (confusingly) yes.

Caretaker : wo sir ne mujhe bheja hai aap ko lene.

Angad : ohh.

They both began to take out the luggage. Suddenly on bag something got stuck somehow.

Angad : oh god...

Preeta : Kya hua angad.

Angad : are yeh Dekho na, yeh bag fas Gaya hai.

Preeta : ohh... Angad tum ek kaam karo....tum amaya ko lekar andar jaao, Mai yeh sab bhaiyya ke saath lejar aati hu.

Angad : are nahi...do minute...

Preeta : (interrupting him) angad.....Maine kaha na tum jaao, abhi to ho jaayega, aur mujhe Kya pata nahi hai tum apne friend se Milne ke liye kitne excited ho.

Angad smiles.

He took amaya from preeta's hand and went from there.

Karan was still roaming near the door, suddenly he heard the knock on door.

He looks up to see angad, they both were so happy seeing each other. Both immediately hug.

Karan : (while hugging) kaisa hai angad finally itne time baad.

Angad : (while hugging) Maine dum badhiya fit and fine..

They broke the hug and Karan see amaya.

Karan : are Meri princess.... finally aa Gaye aap chachu ke pass.

Karan happily took her in his hands.

Karan : are chal to andar

Angad : ha chal.

Both went in.

Karan : (shouting bit) mom....bua.....Dadi......rishabh....sab aao niche.

Everyone came down and saw angad also standing.

Rakhi : yeh hai Tera dost.

Karan nods.

Angad greet everyone, took elder's blessings and everyone greets amaya also lovingly.

Suddenly, something stuck in karan's mind.

Karan : angad sun...

Angad : ha bol na...

Karan : Teri wife....Matlab wo nahi aai.

Angad : aai hai na, wo actually luggage nikalte wakt, kuch atak Gaya tha to wohi dekh rahi hai.

Kareena : are beta ..to tum Kar lete aur use bhej dete, ya fir ham koi servant ko bhej dete.

Angad : actually aunty Maine kaha tha use to mujhe aankhein dikhaa Kar keh rahi thi tum jaao...mujhe pata hai tum kitne desperate ho. (Laughs)

Rakhi : ha to beta sab ko pata hai na tum dono ek dusre se Milne ke liye kitne excited ho.

Angad : wo to hai.

OUTSIDE

Luggage problem finally solved and preeta sighed seeing it.

Preeta : thank God ho gaya, thanks bhaiyya. Aap jaaiye Mai lekar chali jaaungi.

Caretaker : Ji.

He left, Preeta also began to walk towards the mansion.

She came and stop on the door.
Kareena's eye fall on Preeta, she saw her and asked.

Kareena : excuse me..who are you.

Everyone's gaze went towards Preeta, Karan also turn and stand whose back was towards Preeta.

He stood up and both's gaze went on each other.

Preeta witnessed the biggest incident of her life.

Karan saw the biggest accident of his life.

Their eyes meet.

Tera paas aana sahi...

Preeta dekhlo...dekhlo tum bhi Kya yaad karogi.

Faasle banana sahi...

Tum bajarbattu the....ho....aur rahoge..... *giggles*

Mera koi hak hi na Raha...

Tum jhoot bol raho ho, I know...Preeta tum aisa nahi Kar sakti.

Manmuradein.... manmuradein ... paas baithi maayusi se aadhi raatein...

Please for god sakes, Meri life se door chale jaao.

Manmuradein... manmuradein ... cheeni Dori pe yeh chalti man muradein.

Kitni keemat hai ek din ki uske saath....bolo tumhe uska dugna milega.

"Preeta."

Angad's voice broke preeta's thought and she came back to her sense.

Rakhi : beta andar aao, sharmaao mat.

Preeta smiles and came in house.

Preeta : namaste .....Mai Preeta khurana (seeing Karan)

Preeta meet everyone and took everyone's blessings.

Everyone introduces themselves to preeta. Her gaze went towards mahira who was standing in a corner.

Preeta : aunty...wo kaun hai (pointing mahira)

Kareena : wo...mahira hai, hamara chota beta hai na Karan, uski hone waali biwi.

Preeta's heart peirced into peices. She looks towards Karan with a hurtful look.

"Preeta, tum Mera believe karo, I know you very well, Mai kabhi aisa kuch nahi karunga Jo tumhe hurt Kare."

Preeta : ohh ok.

She control her tears and plastered a fake smile on her face.

Dadi : yeh bohot acchi ladki hai, aur Karan se pyaar bhi karti hai, acche Ghar se bhi hai. Bohot garv hota hai ise hamari hone waali bahu kehkar.

Mahira smile.

Preeta : ohh...acchi baat hai, warna koi koi to yakeen Karne ke waade karke bhi saath chod Kar chale jaate hai.

Rakhi : (confused) Kya ??

Preeta : are nahi aunty kuch nahi. Bohot acchi baat hai.

Preeta moved towards Karan. They both were standing face to face.

This was moment for which neither of them expected to happen. But it does.

Preeta gave a hurtful look to Karan, and took amaya from him. She was crying. Amaya hold karan's one finger. Preeta immediately losen her finger's grip from him's.

Preeta : aunty if you don't mind..Mai jaau..wo Amaya bhi ro Rahi hai to...

Rakhi : ha beta isme puchne waali Kya baat hai, yum log thak bhi Gaye hoge traveling se to jaao dono aaram karo.

Angad and preeta nods and both left from there.

Precap : some blast from past.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro