Part 5

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Karan went in his room angrily, he hit his hand on the wall being hell angry.

Karan : (angrily) hamesha chaahta tha tum waapis aa jaao, magar is tarah kabhi nahi, wo bhi mere best friend, mere bhai ke saath, aisa...aisa bilkul nahi ho sakta. Kahi preeta ne sachme...nahi nahi, mai aisa kisi bhi haalat me maanunga nahi, lekin fir amaya, angad....ohh god...

Karan frustratedly keeps hand on his face, and was thinking deeply.

"Karan, ye kya haalat bana rakhi hai tumne apni," karan's trance broke by mahira's voice.

Karan : wo mahira, nahi actually kuchh nahi...chodo na...

Mahira cam inside, she held his hand worriedly.

Mahira : aise kaise chodu, dekho haath tumhaara, chot lagi hai.

Karan : mahira it's ok, choti si chot.....

Mahira : (interrupting him) chup raho tum karan, koi choti chot nahi hai, aur......(seeing here and there) Chalo tum mere room me, pata nahi yaha kaha first-aid box rakha hoga. Chalo..

Karan sternly nod in yes remembering preeta with angad.

Both stepped out of karan's room, with mahira's hand in karan's.

No sooner than, it was noticed by preeta, who was still standing there.

Karan too noticed her, and he also noticed her burning face.

Preeta : mahira.

Mahira stopped going from opposite side.

Mahira : ha.

Preeta : tumhe niche bula rahe hai.

Mahira : ha baadme chali...

Preeta : abhi bula rahe hai mahira.

Mahira : lekin...

Preeta : (interrupting) kaam hoga kuch.

Mahira : ok...mai dekh leti hu (to karan) karan tum, yahi ruko, mai aai do minute me.

Mahira went from there.

Preeta then dangerously glared karan, to which he also return the glare.

Preeta then grabbed karan's hand, and take him inside karan's room.

Karan look at her with narrow eyes.

Preeta took out first-aid box from drawer and angrily placed it in his hand.

Preeta : khudke kaam kabhi to khud Karne sikh jaao, hamesha preeta nahi rahegi tumhaare kaam karke dene ke liye.

Saying this, preeta turned to go, but karan held her hand stopping her.

Karan : to isse tumhe kya, bhale preeta nahi hai to, mahira hai na.

Preeta turned burning in fire.

Preeta : (dangerously) preeta me aur maahira me bohot fark hai.

Karan : (chuckles) sachme bohot hi zyaada fark hai, kam se kam shaadi ka kehkar Shaadi ke liye ruki to...

Preeta got hurt at his statement, but karan felt more hurt than her.

Preeta : really, tumne bhi bohot kuch kaha tha na, mere alaawa kisko dekhoge nahi, mere alaawa kisise Shaadi nahi karoge, aur ye Kya hai fir, yaha to shaadi tay karke baithe ho.

Karan : ha baitha hu, kam se kam tumhaari tarah to nahi, ek baache ki maa tak ban gai. To uska kya ?

Preeta : maine koi waade nahi ki thi karan, maine to pehle hi kaha tha, I had never loved you. Tumhare hi alfaz the, bhale mere jaane ke baad bhi, tumhaara pyaar nahi badlega.

Karan : to maine bhi kaha tha, nikal jaao usi wakt meri zindagi se, pyaar hai kaha tha, par ye bhi kaha tha, tumhaari baato me mai nahi aane waala, aur tum bhi mat aana meri zindagi me waapis.

Preeta : (tearfully) mujhe shauk bhi nahi hai waapis aane ka, mai mere pati ke saath aai thi, samjhe.

Karan : (hurtfully) accha, to tumhe aaj bhi sachme koi fark nahi padta.

Preeta immediately turned her face controlling her tears.

Preeta : nahi padta, na kabhi pada tha.

Karan hold her hand turn her.

Karan : meri aankhon me dekhkar jawab do preeta.

Preeta : mera jawab badal nahi jaayega, suna....

Karan : (interrupting her) amaya Meri beti hai na ?

The sudden question shocked preeta, as well shut her.

Preeta : (shocked) what ?

Karan : (pulling her close) amaya....Meri...beti...hai....na...preeta....

Due to karan's pull, both were close.

Preeta blinked her eyes in shock.

Preeta : aise kaise socha tumne karan ?

Karan : mujhe jawab chaahiye preeta, na ki sawal ke badle sawal.

Preeta : (nodding head) nahi hai wo tumhaari beti.

Karan angrily grabbed her hand.

Karan : jhooth mat bolo preeta, I know amaya meri hi beti hai.

Preeta : (annoyed) wo tumhaari beti nahi karan, angad ki beti hai, wo tumhaari beti kaise....

Karan : (angrily shouts) Kyu nahi ho sakti ha...bolo damnit, kyu nahi ho sakti wo meri beti ?

Karan shouted on her so badly, due to which, preeta was having tears in her eyes.

Preeta : (tearfully) ho sakti hai, lekin nahi hai.

Karan closed his eyes to control his anger, then again open it.

Karan : (softly grabbing her) preeta, dekho I am sorry, maine gusse me chilla diya, but please for god sakes, jhooth mat bolo, mujhe....

Preeta : (pushing him) karan please stop it. Just stop your assumptions. Tumhaare sorry kehne se sach to nahi badal jaayega na, please karan stop all thi, mai angad aur hamari beti ke saath bohot khush hu, please let us be.

.....And the demands of preeta hurted him beyond the extent. He gulped his unshed tears.

Karan untangled theirs hand.

Karan : fine...go and be happy with your so....

"Knock...knock..."

Knock on door suddenly alerted karan and preeta.

Angad : (knocking from outside) karan tu hai andar ?

Preeta become more shocked.

The door unlocked, and angad came in.

But what he saw was no one in.

Angad : karan...Karan.. tu hai yaha ?

Without his knowledge, karan and preeta was in corner of balcony in small space behind curtains.

Karan's hand was on her waist, their proximity were so close, like karan was back hugging preeta.

Suddenly, preeta felt his hot breath on her neck, which gasped her.
Karan soon noticed it. He smirked.

Karan : (slowly) jab kuch hai hi nahi, to mera asar kyu ho raha hai tumpar preeta.

Preeta remained quiet, she know she can't do anything that moment.

Karan slowly traced his finger on her neck, preeta closed her eyes.

Her mind wanted to separate him, but her heart doesn't wanted to, so does situation helped. She can't tilt.

Caressing her waist for once, karan placed a soft kiss on her neck.

Preeta tightly clutched her dress.

Karan's lips moved to her shoulder, but before he proceed further, phone's ring bring them both back into sense.

Angad find karan's phone on his bed only, which he tried from his.

Angad : pata nahi ye karan chala kaha gaya hai. Shaayad bahar gaya hoga, niche wait karta hu uska.

Angad went from there.

Same time, preeta pushed karan, and came out, she was going but karan again held her hand.

Preeta : karan chodo mujhe, amaya akeli hai.

Karan : chod raha hu, tumhe jitna khush rehna hai na raho, but yaad rakhna, sach mai saamne laakar hi rahunga.

Giving a stern glace to karan, preeta went from there freeding her hands.

Karan too angrily went downstairs.

Precap : truth of reports.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro