7~Marriage

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

A month later, Prisha healed completely and as she had accepted Rudra's love for her and that her marriage was fixed with Rudra. The functions started. On the engagement day, the duo exchanged rings. Rudra even filled her hairline with vermilion.

R: Rudra, sindoor abhi se kiun? Shahdi mein lagatay hain beta

Pratha: haan Rudra, tum ne abhi se kiun laga diya?

Ru: Pratha aunty...

Pratha: mujhe bas maa bulao, aunty nahi.

Rudra smiled.

Ru: Pratha maa, main kaafi waqt se intezaar kar raha tha ke kab Prisha se apnay pyaar ka izhaar karoon, aur jab mujhe mauka mila, maine kaha bhi, lekin chitthi mein, khud apnay munh se nahi. Aur Prisha ne woh pyaar sweekaar toh kiya, lekin us ke dil mein ye baat toh aayi ho gi na ke ab shayad woh hum mein se kisi ko nahi mil paaye gi, lekin ab jab Bhagwan ne usay lauta diya hai, toh main chahta hoon us ke saath jo lamha main guzaaroon, woh har lamha khaas ho, ab main zindagi ka ek lamha bhi gawana nahi chahta, mera har lamha bas Prisha ke naam hai, mera dil bhi, dimaag bhi, jism bhi, aur aaj se, balkay abhi se, main Rudra Prisha Gujraal hoon

Prisha blushed.

Prisha: aur aaj se main bhi Prisha Rudra Raichand hoon


The duo smiled at each other with a lovely gaze and shared a hug. Pratha, Rishab and Prathisha admired them.

Pratha: jo hum chahte thay, woh finally ho raha hai

R: haan, finally Prisha ko us ka prince charming mil he gaya

Prathisha: didi aur jeeju ki jodi ko kabhi kisi ki nazar na lagay

Sh: main toh usay humesha he kehti thi ke Rudra ko accept kar ke us ki life sawar jaye gi

The trio smiled. Music played, the duo proceeded to dance.

Jo teri khatir tadpe pehle se hi
Kya usey tadpana o zaalima, o zaalima
Jo tere ishq mein behka pehle se hi
Kya usey behkana o zaalima, o zaalima (x2)

Aankhen marhaba, baatein marhaba
Main sau martaba deewana huaa
Mera na raha jab se dil mera
Tere husn ka nishana hua

Jiski har dhadkan tu ho
Aise dil ko kya dhadkana
O zaalima, o zalima..

************************************

At mehndi function, Prisha got mehndi applied and showed her mehndi to Rudra.

Prisha: main shart laga kar keh doon, tum apna naam dhoond he nahi pao gay Rudra

Ru: kitne ki shart?

Prisha: 5500

Ru: okay

Rudra proceeded to find his name but couldn't and frowned.

Ru: naam toh sach mein nahi mil raha yaar

Prisha: aray gaur se dekho, hum dono ka likha hai

He tried again but to no avail.

Prisha: idhar likha hai na, R&P, buddhu

Ru: oh, gaye 5500, chalo koi nahi, main toh 55 crore bhi de doon.

Prisha smiled.

At night, Prisha found Rs 5500 at her bedside table with a note, it said:

Shart jeet gayi na, ye us ke paise hain, munh dikhaai abhi baaki hai mere dost.

Prisha smiled and blushed.

************************************

(Sangeet and haldi pics not available, so not showing Sangeet and haldi, direct wedding)

At wedding, the rituals were done, rounds were taken, garlands were exchanged and Prisha's hairline was filled with vermilion. Later, Prisha waited for Rudra in the room with a veil on her face. He came to her and smiled seeing her. He sat in front of her and was about to remove her veil.

Prisha: ummhmm, kya kaha tha chitthi mein? Bhool gaye? Ke munh dikhai abhi baaki hai mere dost? Toh pehle munh dikhai do, phir he ghunghat hatanay milay ga.

Ru: achha, toh ye baat hai, theek hai

He stood up and opened a drawer which had his wallet and other things. He got out his wallet and got some money out of it and forwarded to her, she took it and as she saw Rs.1000, she sighed.

Prisha: aray? Is chehre ko dekhne ke bas 1000 rupay? Aray jaisa mera chehra hai, usay dekhne ke toh kam se kam kuchh 50,000 bantay hain Rudra, jahan tum ne itna wait kiya, wahan aur wait nahi kar saktay? Chalo, munh dikhai toh deni paray gi, tum ne promise kiya tha Rudra

Ru: haath aagay karo

She extended her hand and he gave another note and she frowned seeing Rs. 50.

Prisha: ye kya? Kaha na 50,000.

Ru: abhi kitne diye?

Prisha: 50

Ru: us se pehle?

Prisha: 1000

Ru: toh ho gaye na 50,000

He said and grinned and was about to lift her ghunghat again but she stopped him.

Prisha: is chehre ko dekhne ki keemat tum kya jaano Rudra? Ye 50,000 nahi, 1050 hain

Ru: achha jee, 50,000 se toh mehnga munh dikhai ka gift socha tha maine

Prisha: woh kya?

He opened the drawer again and pulled out a wrapped gift and gave it to her. She took it and unwrapped it and gasped seeing white gold necklace and smiled.


Prisha: wow, white gold.

Ru: kyun? Hai na 50,000 se bhi mehnga? Saamne tere baitha tera yaar hai, par is necklace se bhi mehnga mera pyaar hai.

Prisha: true

She lifted her ghunghat. They smiled at each other, she closed the jewelry box placing it at her bedside table.

Ru: aray Prisha, main pehnata hoon na? Dekh toh lo kaisa lagta hai?

Prisha: no need, kiun ke woh maine soch liya hai ke mujhe woh kab aur kahan pehn'na hai, tab tum bhi dekh lena, okay

Ru: okay

He pecked her cheek, she blushed.

************************************

Later that night, Rudra entered the room and didn't find Prisha anywhere.

Ru: Prisha?

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro