MEERAB's 25th birthday part -2

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

CHAPTER-2

🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍

With much efforts he woke up Meerab and sighed in relief that she woke up before anyone could see them in an compromising posture and spread words which they shouldn't do .

Meerab : huhhhh 😟🫣 ahh I am sorry mujha pata hi nhi Chala main kab tumhare kandhe...

Murtasim shushed her by keeping his index finger on her rosy soft lips tinted with strawberry vanilla essence shiny lip gloss.

Meerab took a harsh breath as if his proximity was affecting her too much to notice.

Murtasim : shhhh ... it's okay we are friends right ? And frankly speaking mujha bura nahi laga acha laga that you have kept this much trust on me that you came with me and slept on my shoulder without any fear.

Meerab : taking off his finger from her lips she spoke.. ya we are friends from now and I do trust you because Jo tumne mera liya kiya voh shayad hi koi karta but ...

Murtasim : it's okay yrr isme itna kya katra Rahi ho anyways just leave this uneasiness okay . We have reached home so chalein ? Sab wait kar rahe honga humara .

Meerab : Haan chalo warna koi aa jayega .

Soon both came out of the car set their clothes and hair they went towards the lawn near the pool where everyone was sitting chatting and having pleasantries with a smile. The entry of the lawn was decorated with flowers of  all shades of pink . It was looking damn beautiful.

Mariyam: lo bhai aur Meerab api bhi aa gai . And then she moved towards her taking her in a warm hug she greeted her happy birthday api. You are looking so pretty 🤩.

Meerab : thank you mariyam you are also looking as beautiful as always.

Meerab turn towards Anwar and salma begum and greets them Salam .

Salma begum comes towards her and pats her head softly and gently wishes her ..

Salma begum: pachisvi saalgira per janamdin ki bhut bhut shubhkamnaye Meerab . May allah always bless you .

Meerab : thank you 😊 maa begum .

After everyone else greets her salma comes forward and asked her to cut the cake . But before that mariyam comes and puts the crown on her head.


The decor was beautiful like she was in the Disney land as it was decorated with pink and silver balloons . The cake was also of pink ombré colour and her favourite double chocolate cake . The pool was also decorated with floating balloons and on it 25 was written.  Besides the pool they have created a Photo Booth too to click pictures there .

On the big background there was balloons and in it let's party was written while on the second backdrop there was pink curtains containing happy birthday board over it . Every decoration was on point. So beautiful to ignore it . She was just kept looking at the attractiveness of the surroundings. While looking around one think caught her attention was the background with pink feathers and the letter M was written on it with golden colour.


Then before cutting the cake she preferred her parents to be beside her and they happily came and stood by either side of her . Beautifully as she cuts the cake rest of the audience was singing the birthday songs. After the birthday ceremony salma begum came back and announced to the audience that she wants to declare something important.

All were ready to hear her attentively as she spoke Meerab and Murtasim's eyes go wide with shock and they got numb at the revelation . While in the other side haya broke down due to her dream to get marry to murtasim was taken away by salma begum and gave it to Meerab .

Salma : Main salma Shahnawaz khan aaj Meerab ke janamdin ke khas mauka per yeh alaan karna chahungi ki maine Meerab ko Murtasim ke liya muntakhib kar liya hai aur Jald hi dono ka nikhah bhi ho jayega . And then she takes off her khandani Kangana and make her wear it on her empty wrist of right arm while Anwar takes a swab of notes takes balayaen of Meerab to ward off the evil eyes from her .



Meerab was just standing there staring at it nonchalantly . And when salma begum spoke god bless you again she came out of the shock and first she looked at her parents they seemed to look very happy 😃 and delighted with the news while when she saw murtasim she could see the exact emotions and definitely hard expressions which were mirrored by her face.

Due to which she could say that he too didn't knew about it and it was as surprising to him as hers but before making any comments or conclusion she needs to talk to him about it . She just can't imagine marrying him who just few hours ago became her friend will be now her husband in less than two months it was so strange to think about it.

After the function got over everybody went to their room . While Murtasim went behind his mother to ask her why did she announce his wedding with Meerab without his consent.

Murtasim: meri zindagi ka important Faisla le liya aur apna socha bhi kaisa ki main maan jaunga ? Kya aap mujha janti nahi hein ?

Salma begum: Murtasim is tarah inkaar ki baat mat Karo pura khandaan main baat phail chuki hai .

Murtasim: Parwah nahi ..... is gaddi per main hun , yeh khandaan Mujhse hai , main khandaan se nahi .

Salma begum: Murtasim mujha kuch nahi Sunna hai . Main yeh baat keh chuki hun ki tumhari shadi Meerab se hogi toh matlab Meerab se hi hogi . Kya kharabi hai Meerab main Haan sabse zada Padhi likhi hai lawyer hai bhar wakalt karti hai Wakas aur Anila ne uski achi tarbiyat ki hai .

Jis tarah ki ladki tumhe pasand hai wese hi hai voh Har voh gunn hai usme Jo ek khani main hone chahiya bold hei strong hai sahi galat ke liya ladhna wali ladki hai sabka khayal rakhti hai aur toh aur is khandaan ki sabse sundar aur alag ladki hai dusre ladkiyon ki tarah nahi hai Jo ladkon per dora dalti hai paison ke liya balki woh ek independent khudaar ladki hai kisi ke paison per rehna walon main se nahi hai aur kya chahiya ?

Murtasim: toh aap zabardasti kareingi mera aur Meerab ke sath Haan hum dono ready nahi hai is shadi ke liya ek baar humse baat kar leti humari Haan ya na jaan leti toh acha hota . Esa main na main khush hun na voh . Yeh ek tarah ka humare sath dhokha hai .

Anwar : Murtasim please baat ko samjho hum Jo kar rahe hai voh koi zayakti nhi hai . Hum bas tum dono ko khush dekhna chahta hai ab kab Tak uss ladki ka dhoka ko liya ghumoga Haan chod do usse past main hi aur aage move on hone ka wakt aa Gaya hai agar tumhari usse shadi ho chuki hoti toh aaj hum yeh Faisala na lete . Hum tumhe esa zindagi bitate hua nahi dekh sakta jaisa koi farak hi na padhta ho .

Murtasim: janta hun per uske ek Dhoke ne mera dil ko esa toda ki ab Tak judh nahi paya hun . Ab ladkiyon per mohabaat per Vishwas nahi raha I don't believe in love . Aur yeh baat theek hai ki aap log mujha khush dekhna chahta hai per kya mera past ke baare main Wakas chacha ko aur Meerab ko malum hai ? Kya sochegi voh mera baare main ki shadi usse per dil main kisi aur ka dhokha liya ghoom raha hun .

Esa nahi hota hai rishta sachai ke buniyad per rakha jata hai jhoot per nahi kyuki jab jhoot se parra uthta hai toh rishton main dararein aur mistrust , misunderstanding badh jati hai jisse Aane wale wakt main rishtan toot bhi jata hai aur main hargiz esa nahi chahta . Meerab se rishta agar judega toh voh meerab ki marzi se puri sachai ke sath warna bhul jaye ki main is rishtan ke liya haan bhi karunga . And dare you forced us to marry each other i don't like forced relationships .

anwar: beta har ladki ek jaisi nahi hoti . meerab bhut achi ladki hai . tumhe bhut khush rakhegi . main tumhari sari baat samajh raha hun .

murtasim : main janta hun chacha sahab meerab aisi vese ladki nahi hai bhut achi hai sabse alag hai isliya toh chahta hun voh jo bhi faisla le mera baare main sab kuch janne ke baad le taki baad main use koi regret na ho . aur main kab keh raha hun ki merab buri hai ya voh mujha khush nahi rakh sakti ? i jusr want her happiness uski khushi main meri khushi hai voh bhut practical ladki hai toh usse bhut soch samajhker baat karne ki zarurat hai .

salma : toh theek hai meerab se baat karo jo karna ho karo per at the end i need your yes .

murtasim : phir wahi baat anyways i will do what i can do best for her in this.

Anwar : ek aur baat sunte jao murtasim yahi ki jab tum aur Meerab bhut Chota the tab tumhara babasa chahta the ki tumhari aur Meerab ki shadi ho unhe bachpan se hi Meerab bhut pasand thi jab voh apna chota chota kadmon se yaha is ghar mein Aati thi aur bhaisaab se aaker lipat Jaya karti thi tabhi unhone Wakas aur Anila se Meerab ka hath tumhare liya maang liya tha aur jab voh bhut Bimar the aur allah ke pass Jana wale the tab voh jate jate hum sab se yeh wada leker gaye ki jab Meerab ki Sahi Umar ho jayegi tab uski shadi tumse kara dein wahi wada nibha Rahi hain bhabhi begum .

Murtasim was shocked again and asked his mother is it true ?.

Salma: Haan beta Anwar Sahi bol raha hai esa hi hua tha . Ab zada se zada main yeh kar sakti hun ki tum dono kuch dino ka wakt lelo ek dusre se baat karo apne aap ko is shadi ke liya taiyar karo per Aakhri main mujha tum dono ki Haan Sunni hei . Khudaa hafiz jaiya so jaaye subha milta hei nashta per .

Murtasim: hmm khuda hafiz .

here in her room Meerab was just sitting on her bed looking at the bangles given by Murtasim's mother salma saying she wanted her to be her son's wife. It was so difficult for her to understand what to do she doesn't even know him . He is like a stranger to her as she hardly met him during festivities only and once he went to abroad for his graduation they didn't went there .

In her opinion she first needs to know him then understand her equation with him then only she could decide whether she wants to marry him or not more than that she doesn't like their rules they have set for girls which really irks her age do want to change that first . All she just kept thinking about her and Murtasim's relationship and when she feel asleep she doesn't know.

Whereas Murtasim came back to his room he changed to his comfortable sleeping clothes and now was sitting on his side of the bed thinking about his changing relationship with Meerab and about his past relationship. So after think whole damn night he came to the conclusion that he will reveal everything to her about him and then ask her if then also she is willing to give him a chance to be her husband.

While in mariyam's room haya was wailing 😭 like a chudail who didn't got what she wanted and was complaining to her that how ma begum could this to her .

Mariyam : haya bas bhi kar do Rona ab kab Tak roti rahogi tum toh janti hona ki bhai ki shadi api se hi honi thi Bachpan se hi maa bhai aur api ki Jodi ki numaish karti aai hai toh ab is sab ka kya matlab hai . Tum apna is fizul ke pyar ko bhul ker aage badho aur bhul jao iss baat ko yahi per .

Haya : kaisa Bhul jau mariyam kaisa pehli mohabaat hai Murtasim mera . Tum janti ho bachpan se kitna chaha hai Maine usse uski biwi banna ka kitna sapna sajaye the Maine sab khatam kar Diya us Meerab ne aake . Har baar jab bhi Aati hai sab log mujha Bhul jate hai specially murtasim aur maa begum . Wiping her tears she said again nahi is baar main Meerab ko Mujhse mera murtasim Cheena nahi dungi voh sirf mera hai . Chahe iske liya mujha kuch bhi kyun nah karna pade .

Mariyam: voh toh dekhi jayegi main na so Rahi hun karti Raho jo karna hai chaho toh raat bhar bhai ka tumhara na hone ka shok mana lo Main nahi tumhe aur samjha sakti .

Haya : kaisi bhen ho yrr tum apni bhen ka dukh nahi dikh raha tumhe . Allah Kare tumhe bhi kisi se mohabaat ho jaye phir dekhti hun kya karti ho tum .

Mariyam : ya allah kaisi kaisi baatein kar Rahi ho mujha kyun kisi bhar wale se mohabaat hone lagi . Tum na chup chap so jao nahi toh room se bhar jao I am tired 🥱.

Haya : fine jaa Rahi hun sone apne room main .

With this haya stomped her feet and left mariyam's room .



















TO BE CONTINUED .....

🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍🤍

Hey there reader

How are you all ...

I am back with new update hope you like it do tell me which part of the chapter do you like the most.

Ab tell me what do you think next will happen?

Will Meerab be ready to marry murtasim ? Will Murtasim be able to make himself ready to marry her ?

What will be meerab's reaction when she will get to know about his past relationship? Will be able to keep trust over him after the revelation and give him a chance to be her partner in life ?

What's there in the past of murtasim ? About which girl Anwar and Murtasim were talking about ? What did she do that he has no longer trust in relationships and love specifically on girls .

Will Meerab be able to heal him ?will she be able to give him enough love that he forgets what's pain is called ? Will they be able to become husband and wife with time and become meerasim than Meerab and Murtasim alone . ?

Give me your reviews over the chapter and the questions I have asked you please do give me your feedback it will be helpful for me to form another chapter for you all your feedback is very important for me to know that you are interested in reading my book please do give response to it .

Do vote comment share follow and support.





Thank you

Till then

Bubbye

Take care

Lots of love

Yours

Dear diary

Zoey

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro