Chapter 7

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

As Siya had become a famous singer, she was called on a reality show to sing live in front of everyone.

Siya thought: kaun sa gaana gaaun magar? Haan, sab se latest gaana gaaun gi jo bohat hit hua tha. Jis ka naam hai Humein Tumse pyar kitna.

She began to sing.

Tumhe dekh ke hi ye saansein chalengi
Tumhare bina ab na ye aankhein khulengi
Meri beqarari kyun tum nahi maante

Surprisingly Raghav was watching her sing on TV and was surprised to hear her sing this song by which he feels attached since forever. He had seen her face for the first time ever.

Humein tumse pyaar kitna

Ye hum nahi jaante

Magar jee nahi sakte tumhaare bina

Humein tumse pyaar kitna

Both felt emotional by this song.

Tumhe koi aur dekhe toh jalta hai dil

Badi mushqilon se phir sambhalta hai dil

Kya kya jatan karte hain tumhe kya pata

Ye dil beqaraar kitna, ye hum nahi jaante

Magar jee nahi sakte tumhaare bina

Humein tumse pyaar kitna

Both were deeply triggered by this song as they saw blurry flashbacks.

Khuda ki noor se roshan ho jahaan tera

Khusiyan kare sajda

Mujhse poora ho har khwaab tera

Suna gham judaai ka uthaate hain log

Jaane zindagi kaise bitaate hain log

Din bhi yahaan toh lage baras ke samaan

Both got teary eyed.

Humein intezaar kitna ye hum nahi jaante

Magar jee nahi sakte tumhaare bina

Humein tumse pyaar kitna

 

R~strange, kitni pyaari awaz hai is ki, dil ko chhoo jaati hai, rooh ko sukoon pohnchati hai jaise sadiyo'n se mujhe isi ki zaroorat ho, oh wait, ye toh wahi singer hai Wo Tere Mere Ishq Ka Shayrana daur jis ne gaaya tha.

 

On the other side, Siya was judged by judges and smiled emotionally.

"Jo Siya humesha hasti hai, enthusiastic ho kar gaana gaati hai, wo aaj ro rahi hai, aisa kiun?"

S~kiun ke ye gaana mujhe emotional kar deta hai, aisa lagta hai jaise koi purana rishta mujhe is gaane se pukaar raha ho, jaise wo koi khoya hua apna ho, (she smiled) kya pata tv ke saamne bhi ek aisa he shaks baitha ho aur wo bhi meri tarah emotional ho raha ho? Kya pata koi purana toh nahi, lekin ek naya rishta mujhe pukaar raha ho? Kya pata wo khoya hua apna na ho balkay jald he mera apna ban'ne wala ho

Raghav smiled hearing her while everyone clapped for her.

R~jee haan Siya, wo main he hoon jo tv je agay baitha tumhara gaana sun raha hoon aur emotional hoon, main koi purana hoon ya nahi, ye toh nahi pata, lekin naya zaroor aaun ga tumhari zindagi mein

 

Niyati and Siya went for shopping for Niyati's wedding.

Ni~Siya, tu bhi na apni shahdi ka ek jora le kar rakh le, tu iraada toh kar, tere pas tera life partner khud chal kar aaye ga

Siya blushed.

Si~aaye ga, aur aisa humsafar aye ga ke dunia bhar ke pati us ke aagay pani bharte reh jayengay, aur har ek aurat usay dekh kar khwahish karay gi ke kaash wo us ka pati hota, lekin wo ho ga toh bas sirf mera pati ho ga

Niyati giggled.

Ni~hmm, chal theek hai, tere prince charming ka, matlab jeeja jee ka mujhe besabri se intezaar hai

Siya smiled.

S~waise main soch rahi hoon ke last time jahan se cupcakes order kiye thay na, usi restaurant mein VIP guest ban kar jaun, aur us restaurant ke chef ko bataun ke ek jaani maani singer ko us ke banaye cupcakes bohat pasand hain

Ni~haan, tu kar le aisa, main toh kehti hoon ke tu us ke haath par aaj kiss kar he de aur keh de ke us ke haath mein jaadu hai aur ye ke tu us ka haath maang rahi hai apni shahfi ke liye

Siya chuckled.

S~bas bhi kar, kuchh ziada nahi ho raha ye?

Ni~tu ne he last time kaha tha

S~oh haan kaha toh tha waise

They smiled at each other.

Siya came home and met Khushi and Krish and hugged them happily.

Kh~kya baat ho gayi thi waise? Jo itni emotional thi TV par?

S~mumma bas aap ko pata toh hai na us gaane se mujhe kitne goosebumps aate hain, pait mein butterflies aati hain, aur waisa he feel hota hai jaise TV pe kaha

She said releasing the hug.

K~kaisa feel hota hai? Maine nahi suna, bol na

S~papa, main ne ye kaha tha ke kiun ke ye gaana mujhe emotional kar deta hai, aisa lagta hai jaise koi purana rishta mujhe is gaane se pukaar raha ho, jaise wo koi khoya hua apna ho, kya pata tv ke saamne bhi ek aisa he shaks baitha ho aur wo bhi meri tarah emotional ho raha ho? Kya pata koi purana toh nahi, lekin ek naya rishta mujhe pukaar raha ho? Kya pata wo khoya hua apna na ho balkay jald he mera apna ban'ne wala ho.

K~achha jee, toh kaafi films dekhti ho haan? Kheenchoon abhi kaan tumhare?

S~nahi papa please, mumma bachao mujhe

She hid behind Khushi.

Kh~thehro thehro, aray Siya, bata do na ke ye aap ki original lines hain koi copy nahi

S~haan ye meri original lines hain

Kh~dekha, told you Krish

K~wow, team bana li aapas mein? Great

S~kaun si team papa? (she came forward and hugged them both together) hum teeno'n ek he team toh hain na

They smiled. Pihu entered the house.

P~Siya, (she looked at Pihu) yaar, kitna achha gaati hai tu, fan hoon main toh teri bohat bari, aur mumma papa toh mujh se bhi baray walay fan hain

Siya smiled and shared a hug with her.

S~thanks Pihu didi, love you so much

P~love you too, (they released the hug) achha sun, mumma ne na sab tera favorite banaya hai, aur tujhe usi ke liye main lene ayi hoon

S~sach mein?

P~haan na

S~okay, bye mumma papa

P~bye Siya ki mummy Siya ke papa

They both went.

Krishna looked at Khushi.

K~hum drive par chalein? Thandi thandi hawao'n mein ice cream khaeingay, khoob enjoy karengay

Kh~aap bhi na, beti ghar se gayi nahi ke aap ko romance yaad aa jaata hai

K~yaad toh wo cheez aati hai na jisay hum bhool jaein, main nahi bhoola

He kissed her cheek and she blushed. She also kissed him on his cheek.

Kh~chaliye, hum bhi chalte hain, lekin us se pehle papa se mil lete hain

K~as you wish

 

Khushi and Krishna met Viraj. Khushi hugged him.

V~Siya nahi aai?

Kh~nahi, wo Pihu ke saath gayi hai us ke ghar

V~okay, lekin aainda aao toh usay zaroor laana

Kh~okay papa

They had some chit chat and then Khushi and Krishna left. Viraj recalled his moments with Siya Sharma and became nostalgic. He smiled.

V~achha khel khela kismat ne, pehle tumhara dost, ab tumhara nana, agar Janvi aaj zinda hoti toh Khushi ke liye bohat khush hoti

 

Rashmi was thinking of her moments with her sister Siya.

R~I wish is baar tumhe apna pyaar milay aur sacha pyaar milay, kabhi dobara wohi dard na milay

"I am so happy Rashmi." She looked behind to see Mani.

Mn~jaanti ho kiun? Kiun ke tum finally achha khana bana sakti ho.

R~(chuckled) hmm achha? Itne saalo'n se tumhari zabaan par taste ki kami thi kya?

Mn~kami nahi thi, bas taste mere hisaab ka nahi tha.

They giggled. Pihu knocked on the door.

P~mumma papa jaldi aao, Siya agayi hai

R~hmm, chalo

They went out together and all settled on the dining table, Rashmi happily served Siya and she ate.

S~khaana bohat yummy banane lag gayi tu Rashmi

Rashmi widened her eyes and Pihu looked on.

Mn~tu?

S~umm slip of tongue

R~koi nahi, its okay, tumhe achha laga toh khao, aur khao na

Siya smiled and ate.

Later, Siya sat in her car and drove off.

Si~yaar aaj phir un cupcakes ka dil kar raha hai.

She took a u turn and stopped at RJ restaurant, she got down and Raghav who had just arrived at his restaurant sensed something and turned to see and removed his sunglasses not being able to believe his eyes. As she was locking her car, he focused on her bright smile. He kept on looking at her as she walked towards him with the same smile and stopped there. They both had an eye lock.

Hmm hmm mm...

Jan-E-Tamanna jan-e-ada,

Tujhe jaisa hai socha paya wohi,

Suraj si kirnon sa ek chehra,

Dekha hai tum sa maine nahi.

 

She looked down with a blush.

Meri mohabbat ka har lamha,

Tujhme hi gum sa gaya,

Na main hu aashiq na main deewana,

Keh do mujhe jo piya.

Tera mera hai pyar amar,

Tu chahe tu kadmon mein,

Sar rakh doon.

Ye jeevan kya agar mange tu,

Meri jaan nazar kar doon,

Tera mera hai pyar amar.

 

She walked inside the restaurant. He stared at the door as it closed.

R~Siya, singer Siya mere restaurant mein? Kya ye sach hai? (he entered inside and saw her waiting at the table and smiled walking to her) Siya, (she looked at him) aap sach mein wohi singer Siya hain na? (she smiled) aap aur yahan is restaurant mein?

S~aray kya keh rahay ho? Ye restaurant koi aisa waisa restaurant nahi hai, yahan ke cupcakes mere favorite hain, isliye aaj yahan aa gayi, waise aap kaun?

R~Raghav Jignesh Goenka, is restaurant ka maalik, aur saath he yahan ka chef bhi

S~really? RJ restaurant stands for Raghav Jignesh?

R~jee haan, you want cupcakes?

S~jee jee, sure, waise wo aap he banate hain?

R~jee haan, yahan ka maalik hone ke saath saath main senior chef bhi hoon

S~oh, nice to meet you Raghav

R~thanks, your cupcakes are coming right away

He left.

S~Raghav Jignesh Goenka, RJ, nice

Sometime later, the cupcakes she ordered arrived and she had them while smiling, Raghav watched her with a smile. She heard faint voices in her head.

"Humesha main tumhe rok deta hoon na cupcakes khaane se? Kehta hoon ke moti ho jao gi, pimples nikal ayengay, lekin aaj na tumhe chhoot hai, khao jitne khaane hain khao, ye lo, isay aise khao aur itne khao ke tumhara man bhar jaaye, nahi, dil bhar jaaye, pait bhar jaaye, whatever, agar tum moti ho bhi gayi na, toh tum meri barbie doll se seedha meri teddy ban jao gi, I find teddies even cuter"

"Ek aur?"

"Haan haan khao"

 

"Par agar main moti ho gayi toh aap mujhe chhorengay toh nahi na?"

"Abhi kaha na jaan ke agar moti ho bhi gayi toh tum teddy ban jao gi meri and I find teddy bears cuter than barbie dolls, khao na meri jaan, tumhare liye he banaye hain"

 

"Sach Raghav? Ye aap ne specially mere liye banaye?"

"Of course, tum toh jaanti he ho na ke tumhara pati MasterChef hai"

"Hmm toh MasterChef Raghav, ek zara khud bhi toh khaiye"

Aray nahi maine tumhare liye banaye, mujhe kahan pasand hain, khao na, all are for you.

"Okay, phir isi baat pe rehna haan, main ek baar shuru ho gayi na khaana, phir rukoon gi nahi"

"Haan haan, kha le pi le jee le"

She held her head and felt dizzy, Raghav rushed to her.

R~Siya jee? Aap theek toh hain?

S~jee main theek hoon, aap baaki ke cupcakes pack karwa dein

R~jee sure

He took the rest of the cupcakes and left. Then he came back with the parcel, she took it and left. He smiled seeing her.

Siya drove off.

S~ye kya sunaai de raha tha mujhe? Kis ki awazein thi ye?

 

 

 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro