Shot 2

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Preeta slowly open her eyes, and saw herself. She immediately examined herself safe and same. She looked up to karan, but before she could understand, other gun shot whimpered her.

She looked back and saw two dead body's on ground, she realized it was them to shot and not she herself. Karan aside her, and went towards window.

Preeta's gaze went on door, one person tried to sneak silently. Feeling puzzled, she somehow pick her gun, and shot him before he tried to appear her. She felt little uneasy.

Preeta : (in mind closing eyes) preeta tu kamzor nahi pad sakti, nahi tu bilkul kamzor nahi hai, bhai ke liye ye karna hai tujhe, tu abhi se haar nahi maan sakti. (Keeps hand on her heart) yaad kar, bhai ka kaam pura karna hai, tu kamzor mat pad.

She took a deep breath and open her eyes. She moved towards window. There, karan entered in from outside. She sneaked outside, and saw no one there.

Karan : ho gaya waha dekhkar, to chalo bahar, pata nahi aur kitne log hoge.

Preeta weirdly saw him.

Preeta : ha...

They begin to pack their things from bed.

Karan : to... Miss. Preeta, aap batane ka kasht karegi aap kyu reh rahi hai yaha par.

Karan asked her with narrowed eyes. Preeta steal glance from him, and looks here and there, and again look at karan who was still glaring her. She chuckled nervously.

Preeta : (chuckling nervously) are are, bata rahi hu na fauji sahab, aap gussa kyu ho rahe hai.

Karan roll his eyes, while she giggled.

Karan : has ke ho gaya to batao bhi ab.

Preeta made an annoyed face with his rude gesture. She then not bothering him, started....

Flashback....

Table was messed with lots of papers, files, books, and they were reading everything to get possible information.

Preeta : sir, isme sab dhundne tak to bohot time ho jaayega na, usse pehle ham victims list bana lete hai.

Preeta suggested him, but he seems to be focused or busy in something. He was revealed to be  commander-in-chief basically their head. After a minute, he spoke.

Commander : no officer, we should go for something different, otherwise they will surely know our strategy.

Another officer : then sir what we should do ? Hamare paas to time bhi bohot kam hai na.

Commander : yes, still.. we will do this, and are supposed to do this only. Because hame bohot careful rehna hai, bohot lives risk me hai in name of Independence.

Officer 2 : but sir, desh ke halat se saaf lagta hai kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai, pata nahi aaj ya kal bharat aur Pakistan alag ho jaaye, pata nahi kab yaha dange ho jaaye.... Isme ham kaise sir, aur hamara plan ?

Commander : plan aisa hoga ki, jo bhi is mission ke liye select hue hai, wo border par abhi nahi rahenge, jaise dusro ke ghar hote hai, ham bhi waise hi rahenge aam logo ke bich me, aam log jaisa bankar.... Sab log contact me rahenge, aur ham dheere dheere unke aadmiyo ko maarenge, wo hamare aas paas aayenge ye sochkar ki ham bhi unlogo me se hai, lekin uska fauda uthakar unko todna hai, un log ko alag karna hai. Is mission ke liye aur bhi dusre officers hai, lekin sabko apna apna alag plan ready rakhna hai, kyunki ek tareeke se ham unhe kabhi nahi khatam kar paayenge...

Preeta : (thinking) wo thik hai sir, but is dauran batwaara ho gaya to, Matlab....?

Commander : to marne waalo ka shaheedo me naam aa jaayega.

He answered understanding what preeta was trying to say. All nodded realizing it's only something they are here.

Commander : dekho officers, we are not normal police, neither any another post. Hame apni jaan ko daav par lagakar ye mission karna hi hai, haa hamare special officers hai, lekin fir bhi.... Ham sabko ye karna hai, and ek baar ham yaha aaye, to hame hamari jaan ki bilkul parwaah nahi honi chaahiye, hamne yaha kadam hi hamare desh ke liye rakha hai, to Bina kuch soche, sab taiyyar raho apni duty ke liye...

All in unison : (saluting) yes sir....

Flashback ends....

Karan listened deeply, preeta completed. Karan look at her and realized she completed.

Karan : wohi mission na, terrorists ka. Azaadi ke jashn aur batwaare ke mahaul me jo terrorists ne apna group banaya hai. Aur naujawaano ko kaid kar rakha hai, taaki wo log unhe bhi mila sake apne me...

Preeta look at him surprisingly.

Preeta : (surprised) tumhe uski itni accurate details kaise pata ?

Karan : (chuckled) let me clear you miss. arora, dusre commanders dwaara us operation ka mai hi in-charge hu.

Preeta looked at him shockingly.

Preeta : (shocked) kyaa ? Sach me ??

Karan nodded in yes. Preeta was in still shock.

Preeta : (shocked) mujhe bilkul andaaza nahi hua is baat ka...

Karan : (rolling eyes) wo tumhe sochna chaahiye, ek army officer aise thodi ghumte hai, na tum ye samajh paai, na mujhe iska reason de paai dhand ka... Like seriously, itna to soch leti ki kaun officers aise hi rehta hai apni duty chodkar....

Preeta's expressions turned to annoyed.

Preeta : (annoying) tum mujhse aise rudely kyu baat kar rahe ho.

She complained.

Karan : (sarcastically) nahi nahi, rude kaha, mai to tum par fool barsa raha hu.

Listening it, preeta got more irritated.

Preeta : (irritated) ughh....tum... tum kaise ho, tumhe to thik se baat bhi nahi karne aati hai.

Karan smiled a bit, and looked at preeta who was stopped.

Karan : ab chalo bhi, ruk kyu gai...

She didn't budged.

Karan : aree, chalo....

Again she didn't budged. Karan goes to her.

Karan : accha wo chodo, mujhe join karogi is mission ke liye ?

Preeta looked at him, he raised his eyebrow.

Karan : (forwarding his hands) bolo karogi join mujhe. Ham saath me ise complete karenge.

Preeta thought for a while, then kept her hand at his.

Preeta : haa done.

Karan : pakka na, sochlo fir.

Karan said with attitude. Preeta made a weird face.

Preeta : isme sochne ka kya hai ? Mai koi aag me challang nahi laga rahi hu jo sochne bol rahe ho.. (turns her face being annoyed)

Karan : (giggles) lame one miss. arora, but you should keep trying (laughs)

Laughing, karan went ahead. While preeta remained there only with irritated look.

Preeta : (highly annoyed) matlab, ek ghanta..... ek ghante me koi insaan apna rang itni jaldi kaise badal sakta hai. Iske paas kya dimaag ki kami hai.... Kaun kahega is bajarbattu ko ki yeh ek army officer hai.... Ohh godd.... Mujhe....

"Abhi agar mujhe koskar ho gaya ho to chalne ka kasht karogi, ya mujhpe fida hokar meri baaho me aane ka plan bana rahi ho..." Karan teased her knowing she is at same place murmuring.

Preeta : oh godddd yeh.... Ughhhhhh...

She angrily stomped her foot on road and annoyingly went ahead. While karan was continuously giggling imagining her reaction.

The shot ends here.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro