Part 12

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

so hello everyone I am back with the next part of THE TWO SOULS 

hope you all are healthy and safe..... so lets get started 

.......................................................

continue from last part 

raavi :- kaki aapka thank you so much aapne humme ek raat guzarne kai liye aashray diya 

lady :- arre koi baat nhi beta.... 

shiva :- acha kaki ab hum chalte hai 

man :- arre beta tumhe jane ka rasta pata hai kya ??

shiva :- nhi kaka pata toh nhi per kahi na kahi se mil hi jayega 

man :- arre beta chalo main tumhe chod dunga unke baad tum vah se bus lekar nikal jana 

raavi :- per kaka aap kyu taklif le rhe ho hum chale jayege 

lady :- arre beta isme taklif ki kya baat tum dono toh mere bachche jaise ho na 

shivi smiles and touch their feet n they blessed them 

man :- chalo ab nhi toh bus nikal jayegi 

shiva :- ji kaka 

( so they directly goes to pandya house and in the bus he called up gombi ; he inform him everything ) ( they took phone someone else ) 

dhara :- chalo chalo sab tyaar ho gye hai kya aur kitna tym baraat lekar bhi nikalna hai 

krish :- vese bhabhi maa nhi dikh rhi voh kahan hai 

rishita :- arre voh humare saath barat join nhi karegi.... kyunki koi gaurav ki aarti karne ko bhi chahiye na 

krish :- oh acha 

dhara :- oh acha kya haa dekh shiva kahan reh gya abi tak aya kyu nhi uske sar per pagdi (turban) bhi bandni hai... 

dev ;- ruko bhabhi mai dekh kar aata hu 

as dev turns he saw shiva coming 

dev :- lo bhabhi aa gya 

dhara :- hayye kitna pyara lag rha hai kisi ki nazar na lage ( while putting kala tika ) 

rishita :- sahi main shiva tu toh bahut handsome lag rha hai 

aarav :- haan chachu you are looking amazing 

shiva :- thank you 

manya :- arre sab usi ki tarrif karte rhoge ya meri bhi karoge ( while coming ) 

darshan :- arre meri bachchi kitni pyaari lag rhi hai 

manya sticks her tongue out looking at shiva 

darshan :- acha chalo ab dhara aur rishita beta tum dono mil kar shiva kai pagdi baand do phir humme nikalna hai 

dhara and rishita :- ji papa 

then they tie pagdi on shiva head 

gombi :- chalo ab nikate hai 

( shah family main bhi siya gaurav kai pagdi baad ti hai aur voh bhi venue per pahuch jate hai siya aur raavi piche kai gate se room main chale jate hai pehle suman gaurav ki aarti utarti hai phir prafulla shiva ki then uske baad shiva and gaurav mandap per chale jate hai )

kirti to pihu :- pihu aap bui ka ek chota kaam karogi ??

pihu :- kya hua bui 

kirti :- voh aapko gaurav chachu aur shiva fufa ji kai shoes dikh rhe hai na voh la kar mujhe dedoge.. lekin chup kese lana 

pihu :- lekin bua chori toh galat baat hai na 

kirti :- bacha hum shoes chura nhi rhe hai hum toh unhe sambhal kar rkhenge jise koi usse chora na le 

pihu :-thik hai bui mai abhi lekar aati hu 

( pihu quietly goes toward the shoes pick it up and run towards the kirti n krish notice it )

kirsh :- oyye chutki shoes kahan lekar ja rhi hai 

all looks toward pihu who handed 2 pair of shoes to kirti 

kirti :-ab toh yeh dono shoes hi mere paas hai dum hai toh pakad kai dikhao 

krish :- acha ji toh yeh baat hai... abhi batata hu ruk tu 

they both started running and everyone laughs 

dhara :- in dono ka kuch nhi ho sakta 

siya :- sahi mai 

pandit ji :- ji ab aap log dulhan ko bula ligiye 

prafulla :- kirti ab bacho ki tarh bhagna bandh kar aur raavi ko lene chal 

kirti :- ji maa ( carrying shoes with her only ) 

prafulla :- arre joote toh yha rakh ja usko kahan le kar ja rhi hai 

kirti :- maa yha kuch log inn jhoote per nazar rhe hue hai... toh mai risk nhi lena chahti 

prafulla :- kirti tu bacho jaisi baate kyu kar rhi hai 

krish :- arre aunty koi baat nhi isko jahan jhoote lekar jane hai e jane do mai bi dekhta hu kitni der yeh dono joote mujh se bachege 

kirti :- tum....

jagat :- arre tum log jhagarte rahoge ya fir manya aur raavi ko lekar bhi aaoge 

kirti :- ji papa  then dhara rishita prafulla and kirti went to take raavi and manya 

after few min they are coming along with manya and raavi 

shiva and gaurav couldn't take off their eyes from them n all smile looking at them 

krish :- ahmm ahmm bhai , jiju aapke paas hi aayegi unhe itna mat ghuriye nhi toh nazar lag jayegi 

shiva :- teri toh..

suman :- arre shant ho jao.. aj bhi bacho ki tarh ladna hai 

 prafulla and dhara makes manya and raavi sits besides there groom 

then pandit ji start chanting the mantra 

panditji :- var vadhu kai gathbandhan kai liye koi aage aiye then rishita and siya comes forward and do gathbandhan var aur vadhu phero kai liye khade ho jaiye 

then marav and shivi stands 

1st fera

it is the prayer to the Lord for provision and nourishment

2nd fera

it is for strength in sickness, health, good times or bad

3rd fera

it is for prosperity for the hindu bride and groom

4th fera

it is for families; to stand by them through thick and thin

girl :- rook do yeh shaadi 

everyone looks at her pandya family get shock to see her n feras are stop in the middle 

girl :- yeh shaadi nhi ho sakti 

siya :- kyu nhi ho sakti aur tum ho kaun 

girl :- excues me be in your limits... aur tum hoti kaun ho mujhse sawal jawab karne wali 

shiva :- bass vidhi ( as shiva shouts the name vidhi everyone get shock including raavi also but she got double shock when vidhi comes and hug shiva ) 

raavi :- ye..yeh yha kya kar rhi hai 

vidhi :- main tumhari aur shiva ki shaadi nhi hone dungi 

dhara :- vidhi ab bas ho gya chali jao yha se nhi toh humme majbooran police ko inform karna padega 

vidhi breaks the hug 

vidhi :- bola lijiye jise bulana hai per aap kya ilzam lagai gi mere per

rishita :- yhi ki tumne hum sab ko dhoka diya hai 

vidhi :- oh really... kya kiya maine 

manya :- tumne jhooth bola shiva se ki sameer tumhara bhai hai balki voh toh tumhara.... chi mujhe toh bolte hue bhi sharam aa rhi hai 

vidhi :- oh hello madam ho gya aap sabka.... now she looks at shiva and put her hand on his cheeks 

vidhi :- shiva main tumse bahut pyaar karti hun mujhe please maaf kar do jo kuch bhi maine kia hum dono apne jiwan nai shuruwat karte hai 

shiva :- vidhi don't touch me ( removing her hands from his cheeks )

vidhi :- shiva dekho mai tumhare liye sab kuch chood kar aa gyi sameer tak ko bhi yha tak maine jo tumhare ghar kai paper liye the usse interest kai saath vapis lekar aai hu even mere saath lawyer bhi aya hai 

shiva :- tumhe jab yeh khayal ni aya jab meri family road per aa gyi thi.. main kitna toot gya tha 

vidhi :- kya karu shiva main pagal thi na mujhe kuch samaj nhi aya per ab main sab samajh gyi hu ab main tumse bahut pyaar karti hu jiski koi had nhi hai main tumhare liye kuch bhi kar sakti hu please shiva ek bar bas ek bar mujhe aaf kardo dekhna mai tumhe isse ( pointing toward raavi ) jyada khushi dungi plz yeh shaad mat karo na 

shiva :- bas vidhi ab aur nhi main tumse shaadi nhi kar sakta 

vidhi :- toh thik hai tum esse nhi manoge na abhi batati hu then vidhi take a wood of fire 

suman :- yeh tu kya kar rhi hai.. niche fek usse 

vidhi :- nhi kaki agar shiva mera nhi ho sakta toh isse acha hai ki mai khud ki jaan dedo

shiva  :- vidhi yeh tu kya kar rhi hai jhood usse 

vidhi :- nhi shiva ab tumhari marzi ya toh isse ( pointing toward raavi ) shaadi kar kai mujhse iss aag mai jalte hue dekho ge ya maire se shaadi kar kai meri zindgi sawar doge ab sab tum per hai aur sooch samaj kar jawab dena....

chalo aaj bas itna hi .

and tell me to whom shiva will choose his past wo can any time harm herself aur his present after knowing his past she aggre to marry him and comment your reaction in the comment box 

precap :- shiva's decision 

tab tak kai liye take care and bye 

apology for the error in the above text 

Thank you 




Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro