Ch7 ~Rulake gaya ishq tera~

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Param: Tum aur Karan ek room me rahoge. Barkha monami ka room theek karlo.. Faizi wahan rahega..

Moran : KYA😳😳

Param: Kya?🤨

Karan: Bhaiya faizi mere room me reh lega na.. Ab aap itna shifting and all karwayenge to kitna time jaayega..

Param: Faizi doctor hai?😑 aur tujhe agar faizi ke saath chhoda to mujhe achhe se pata hai kya hoga.. Naa tu raat ko soyega naa isse sone dega. Aur agar yeh sogaya aur raat ko tujhe kuchh chahiye hua to yeh uthega nahi.

Karan: Par bhaiya mujhe kuchh chahiye rahega to me uthke lelunga..

Param: Mene kehdiya to kehdiya.. Barkha saamaan shift kardo.

Mo: Bhaiya.. Aap kyun bhabhi ko takleef derahe ho. Dekho dinner ka time bhi hone ka aaya.. Mujhe aur bhabhi ko khaana bhi to banana hai na..

Mo: (to barkha) Bhabhi aap... Aap chalo.. Khaana banadete... Shift ki zaroorat nahi hai.. Faizi Karan ko sambhal lega.

Param thought for sometime and then said..
Param: Hmm... Monami sahi kehrahi.. Barkha tum aur monami khaana banalo.. Waise bhi tum thak gayi hogi ghar ke kaam karke.. Tum shift mat karwao.

Moran were happy that they dont have to share the room now..

Par Param bhi Shergil hai na😎

Param: Faizi chal tu help karde meri..

Moran: KYA?? KYUN??😳😟

Param: KYUNKI MENE KAHA.. AUR ME BADA HOON.. MERI BAAT TUMDONO TAALOGE NAHI ITNA TO ME JAANTA HOON TUM DONO KO😡😤

Mo: Bhaiya😩😩

She went from their to her room because no matter what, she can never deny Param's orders.

Karan was getting irritated now. And jab gussa aata to bhaiya ko khudke zubaan ka control nahi rehta..

Karan: Bas bhaiya.. Aapne kaha isiliye.. Sirf aapke liye me naa chahte hue bhi monami ke saath iss ghar me raha.. Naa chahte hue bhi shaadi ko nahi toda. Par ab room bhi share karna.. Hadd hai bhaiya.. Mera bhi to opinion hosakta hai na iss ghar me.. Aapko kya lagta hai....Aapke plans mujhe samajh nahi aarahe.. Monami mere kamre me rahegi.. Room shifts.. Bachha nahi hoon me bhai.. Aap jo chahte ho wo kabhi possible nahi hoga..

He was literally so much frustrated. He didnt realise when he raised his voice.

Karan: SAMJHTE KYUN NAHI AAP LOG? Maanta hoon me aapki baat taal nahi sakta.. Isiliye. Sirf isiliye iss baat ka faida utha ke aapne hamesha baat manwai hai apni.. DO YOU EVEN REALISE AAP KI WAJAH SE MENE APNA PYAAR KHOYA, AAPKI WAJAH SE MERI AUR MONAMI KI DOSTI..

He paused and gave a sarcastic smile

Karan: Dosti😒 Dosti ka mtlb bhi pata hai usse.. DOST DOST DOST.. Dost banke peeth pe waar kiya tha usne... Mujhe to samajh nahi aaraha ki wo meri life me aayi hi kyun... Naa hi wo meri life me hoti aur naa Kavya...

His voice cracked. He couldnt hold his tears anymore.

Karan: Naa... Naa wo.. Meri life.... Naa ussdin wo waise kuchh karti.... Aur... Naaa..naa kavya uske saamne aati.. Aur naaa... Naa hi usse goli lagti.. Aur .... Kavya😭😭😭😭😭 Aur aapne bhi Monami ka hi saath diya... Sab jaante hue bhi.. Saare saboot monami ke khilaaf the.. Phir bhi aapko.. Aapko kavya galat lagi.. Wah bhaiya... Aapko sirf monami hi dikhi.. Me nahi dikha aapko.. Mera koi importance nahi aapke life me.. ME FAMILY HOON AAPKA.. AAPKA SAGA BHAI HOON AUR MONA..

He couldnt complete his statement as param slapped him tightly..

Barkha: Mo....Monami...😶

Monami was standing like a statue. Yes, she heard everything... She had no idea how to react.. She didn't cry even though her eyes were filled with tears... Karan too realised what all he said in anger. He looked at monami with a terrified expression.

Unable to bear anything else, monami ran to her room and shut the door. Karan was clueless. He stood there like a lifeless body.

Param: Aaj tune hadd paar kardi karan.. Us se tune uss galti ki saza dedi jo usne kiya bhi nahi tha.. Sharam aati hai mujhe khudko tera bhai kehte hue..

He left. Barkha too looked at karan but left without saying anything.

Faizi: Tumne aaj saabit kardiya karan, tum sachme hamare karan nahi ho, tum Kavya ke karan ho.. Jiske man me monami ke liye sirf nafrat hai...

Faizi too left with a hopeless face.

Karan rushed to his room and closed the door. He couldnt believe that he said all those words for monami...

Kaash tu mere.. Haq me hota
Banke yakeen.. Shaq me hota

Monami just sat down with a thud. She felt miserable for what all she heard that too from Karan. She knew karan was manipulated and hence he didn't like her, but to this extent is what she had never imagined..

Kaash tu mere haq me hota
Banke yakeen shaq me hota...

Karan went in front of the mirror and couldn't face himself too.. He slapped himself again and again

Karan: (while slapping himself) Kaise kaise.. Kaise soch sakta tu yeh sab.. Aaaaaa😖😖

Par aisa hua nahi.. Tu hai milon dur kahin
Tere sang pal do pal ko
Hasna jo chaha to...

Monami was crying miserably. Karan's words were tangled up in mind. She felt as if someone was piercing a dagger through her heart..

Rula ke gaya ishq tera..
Rula ke gaya ishq tera..
Ke maane nahi dil yeh mera..
Kaise chup me karau vey..

Karan took the flower vase and threw it on the mirror. The glass pieces broke. Karan took a glass piece and crushed it in his palm. Blood was oozing out from his palm.

Rula ke gaya ishq tera..
Rula ke gaya ishq tera..
Ke maane nahi dil yeh mera..
Kaise chup me karau vey..

Monami was lost thinking about all the time they were best friends. How Karan defended her at school. How he scolded everyone who used to say rubbish about her.

Yaar bichhda mila de koi..
Aankhaan raundiyan zaar zaar
Hansa de koi...

Karan cursed him for what all he spoke.. He always considered monami as his family. No matter how much angry he would be, he never thought of monami as an outsider.

Karan: Kaise kehsakta hai tu yeh sab usse karan.. Kaisa laga hoga usse.. Tu gusse me kuchh bhi boldeta hai bina soche samjhe..
And he slapped himself again.

Rula ke gaya ishq tera..
Rula ke gaya ishq tera
Ke maane nahi dil yeh mera
Kaise chup me karau vey....

The night was a silent one. No one was interested in saying anything.. Or i should say, no one knew what to say..

P

arkha, Faizi and baby ate dinner and went to sleep. They had asked both karan and monami, but neither of them wanted to eat.

......................................................................
Parkha's room..

Barkha put her hand on Param's shoulder. Param immediate hugged her and cried.

Param: Barkha.. Barkha karan aur monami.... Chho..chhote aisa kaise bol..bolsakta hai.. Aur.. Mo.. Monami.. Usko.. Undono ne khaana bhi nahi khaaya..

Barkha was continuously rubbing his back to calm him down.

Barkha: Param.. (she broke the hug and cupped his face) param.. Meri taraf dekho.. Tum aise rone lagoge tl kaise chalega.. Tum to taakat ho undono ki.. Agar tum kamzor padgaye to undono ko kaun sambhalega... Dekho ab rona band karo.. Aur yeh socho ki karan ke aankho pe jo jhoot ki patti bandhi hai.. Usse kaise nikalna hai..

She wiped Param's tears and kissed his forehead.

Param calmed down a bit..
Param: Mujhe pata hai kya karna hai..
He called someone..

Param: Hello Faizi... Mere room me aa..

Beech me aaye langur.. I mean jhingur.. Naa sorry.. KD aur SR..

SR: Iss karan ki itni himmat.. Isne meri monu baby ko yeh sab kaha.. Isko to me..

KD: Shaant hojaao SR... Bas show dekho.. Karan khud hamara kaam karraha.. Hume usse todne ki zaroorat hi nahi.. Iski zindagi hi isko todne ke liye kaafi hai😏

SR's phone rings.

KD: Tumhara pyaada?
SR: Hmm.. Me aata hoon...
And he left.

KD: Karan Shergil.. Tumhein to pata bhi nahi tumhare saath ho kya raha hai.. Aur kabhi pata chalega bhi nahi.. Tumhari aur monami ki duri mera sabse bada hatiyaar hai😈 All the best Agent Shergil😈

************************************
Pheeww, hogaya..

Arre ruko ruko. Chapter nahi.. Chapter ka part 1 hogaya.. Wo kya hai na likhte likhte control hi nahi raha.. Phir realise kiya ki chapter 3000 words ka banjaa raha.. 😂😂😂

Han ab kuchh log bologe ki 3000 words hai padh lete. Par nahi ji.. Itni jaldi kya hai.. Kal padhlena
Ya aaj shaam ko hi padhlena... Chapter 7 ka part 2 jisme yeh reveal hojaayega ki Monu ke kaunse incident ke baare me aaj Karan ne bataya..

Achha dekho zyaada nahi maangungi...
Pichhle chapter me 60votes hogaye the.. Aur chapter 7 ka part 2 almost ready hai.. To agar isme bhi 60 votes aaye to me next part post karungi aaj hi.. Warna kal parso milega next part.. Ab ittusa to karlo na.. EXAMS KE TIME PE STORY LIKHRAHI.. THODU SA VOTES KARLO AGAR ACHHA LAGRAHA STORY TO👉👈

comments section aap sabke liye khula hai.. Kripya wahan zaroor batayein ki chapter achha laga, bura laga, boring laga, interesting laga.. Aur chaho to gappe bhi lagalo😂😂
Aur yeh bhi socho ki Param ne faizi ko kyun bulaya?👀 aaplog to ho hi samajhdaar.. Pichhle chapterz padhlo aur agar kuchh pata chale to batana..

Now me going sleeping.. Peace out😴

~Coffee❤

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro