24

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Avneet : pakka nahi keh sakte matlab?

Vaishnavi : Avneet, Yuvaraj Siddharth ko Delhi ki Rajkumari Ashnoor ka rishta aaya hai, aur mana jata hai ki Delhi ki Rajkumari sabse zyada khubsurat hai pure desh me. Aur toh aur JaiJeet Singh sabse taakatvar raja hai.

Avneet eyes filled with tears.

Vaishnavi : areee areee, isme rone wali koi baat nahi Yuvaraj siddharth ne abhi Rishte ke nahi haan nahi bola.

Avneet : par agar bol diya toh. (With the tear filled eyes)

Vaishnavi : dekho Avneet, Yuvraj Siddharth ke liye har desh se rishte aayenge, ye baat toh pakki hai. Toh apna dil mat lagao.

Avneet : agar mai kahu ki mujhe pyar ho gaya hai unse. (She said with a tear filled eyes)

Vaishnavi : oh, then mai sirf itna bol sakti hu ki aap unhe bata dijiye ki aap unhe pasand karti hai.

Avneet : nahi didi... Mai aisa kaise kar sakti hu.

Vaishnavi : kyu nahi kar sakti, bata dena hi behtar hai, dekhiye agar unke mann me bhi aapke liye kuch hai together shayad kuch ho jaye!!

Avneet : par woh gussa ho gaye toh...

Vaishnavi : mere paas ek aur tarika hai....

Avneet : kya?

Vaishnavi : aap bhi unhe khat likhiye, kuch acha sa usse baat karna aasan ho jayega.

Avneet likes this idea and she sits to write something to her love.

But she is really confused how to write her feelings to Siddharth.

Time passed away,

Everyone in this fort waiting for the midnight.

And Siddharth is confirming in all the book that it's the same night the meteor shower happened.

Siddharth is ready.

Around 12 midnight everyone gathers in the garden still so many of them can't believe what siddharth said.

But soon,


The sky looks like this and they all consider that it's all done by Siddharth.

The palace is full of chants of siddharth's name now.

Stay tuned.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro