29

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Vaishnavi get irritated.

Vaishnavi : tumhara bhi abhi aana zaruri tha, haina?

Guard : maaf kijiyega rajkumaari, ham toh ye patra dene aaye the, delhi se Rajkumaari ashnoor ka patra aaya hai.

Vaishnavi forward hand to recive the letter.

Guard : rajkumaari ji, patra Yuvraj Siddharth ke liye hai.

Vaishnavi : hame pata hai, ham unhi ki de rahe hai.

Vaishnavi handed over the letter to Siddharth.

Avneet feels really so jealous and possessive right now but actually she can't do anything.

Guard left

Vaishnavi : ha toh ham ye keh rahe the Yuvraj.....

Avneet cuts in middle.

Avneet : kya likha hai rajkumaari ashnoor ne?

Siddharth : hame nahi pata, padhenge tab pata lagega.

Avneet : kya ham padh sakte hai?

Vaishnavi : Avneet, patra Yuvraj Siddharth ke liye haina, toh aap nahi padh sakti isliye shant raho.

Avneet remains silent.

Siddharth : rajkumaari vaishnavi, ham jaante hai aap kya baat karne aayi hai, toh agar aapko bura na lage toh ham 5 minute Rajkumaari avneet se baat kar sakte hai?

Vaishnavi : zarur. Aur hamari behen me bohot bachpana hai abhi, toh kuch bura lage toh maaf kar dena..

Siddharth just smiled.

Vaishnavi walks out from the room.

Avneet still have the focus on the letter Ashnoor send to him.

Siddharth noticed.

Siddharth : aapko padhna hi hai?

Avneet : nahi.

Siddharth took the letter give it to her.

Siddharth : aap padh lijiye aapka dimag shant ho jayega.

Avneet wants to read it so she immediately take it to read it.

Siddharth : hame bhi batana kya likha hai.

Avneet reads and narrate the letter.

Letter ---

Yuvraj siddharth ki jai ho...

Aap hame shayad ache se nahi Jaante Yuvraj, par ham delhi ki Rajkumaari Ashnoor hai, hamne bohot suna hai aapke bare me.

Aur jitna suna hai usse aapse milne ki bohot icha hai, toh maaf kijiyega bina bataye, aapse kal milne Punjab aa rahe hai.

Rajkumaari Ashnoor.

Stay tuned.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro