36

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Vaishnavi feels that she made a huge mistake asking a help from Siddharth, because he messed everything and now King will give punishment to both of them.

Maharaj : toh tum ho abhishek, tumhari himmat bhi kaise hui hamari rajkumaari ko ankh utha ke dekhne ki.

King Amandeep pulls the sword out and walks towards Abhishek.

Vaishnavi came in middle to protect abhishek, she fell down on her knees to plead king to forgive them.

Vaishnavi : hame maaf kar dijiye Maharaj, iss sabme sirf hamari galti hai, hame hi abhishek se pyar ho gaya.

Vaishnavi is crying.

Maharaj : aapko bilkul sharam nahi aa rahi Vaishnavi, aapne soch bhi kaise liya.... (Said angrily)

Siddharth : ruk jaiye Maharaj.

Maharaj : ham aapse vinti karte hai Yuvraj, kripya karke inka sath mat dijiye.

Siddharth : par hame dena padega, kyuki ye hi Punjab ke liye acha hai Maharaj.

Maharaj : kaise?

Siddharth : abhishek aur vaishnavi ka rishta, Punjab me nayi khushiya lekar aayega.

Maharaj : maaf kijiye Yuvraj, par iss maamle me ham kuch nahi kar sakte, hamari Rajkumari ki shadi, iss ladke se nahi ho sakti.

Abhishek is standing their mute, because one word from him can cost his and Vaishnavi's life right now.

Siddharth : aap apna hi nuksaan karenge aise!!

Maharaj : par Yuvraj!!

Suddenly a guard came running in the court.

He is really seems so happy, he gave a good news that the battle going on in Gujrat from Last five months between Punjab and Gujrat's army won by them.

And Gujarat's king wanna do treaty with them now. And wanna be their friend estate.

King Amandeep feels really happy.

Siddharth knows all the battles in detail, so he wait for the right news to come at right time.

Siddharth : kya ab bhi aap kahenge, ki aap inn Dono ki shadi nahi karayenge?

Stay tuned.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro