63

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Siddharth : mujhe pata tha, ye aasan nahi hoga samajhna par ye hi sach hai.

Avneet : ye toh koi sapne jaisi cheez hai, par aap yaha ke rajkumar hai na?

Siddharth : nahi, iss waqt me koi raja nahi hota.

Avneet : ye sab sach me bohot mushkil hai samajh na hamare liye. (She said holding her head)

Siddharth : mai janta hu, Mujhe aapko pehle hi sab sach bata dena chahiye tha.

Avneet get up and look around.

Avneet : hame koi fark nahi padta ki ye kon sa saal hai ya ham kahan hai, sirf aapke sath hona hamari zindagi me kafi hai. (She lovingly hugs him)

Siddharth never know that she will accept this truth this easily, but today her expression make him realise how much, Avneet loves him.

Avneet : toh ye sab adhunik yug (modern era) hai.

Siddharth : hmm.

Avneet : hame toh ye sab bohot acha lag raha hai, kisi jaadui duniya jaisa hai sab ye.

Siddharth is happy, that because of her age, this is making her excite and she is happy with all this around her.

Siddharth : aap khush ho toh aur kya chahiye. (He smiled at her)

Avneet : aur hame aapse zyada kuch nahi chahiye. Par ye kya cheez hai?

(She points on the wall)


Siddharth : ye, aapko samajhaana mushkil hai isliye mai aapko chala kar dikhata hu.

Avneet : hmm

Siddharth bring remote and turn on the TV.

The first channel is of music.

The singer is singing on screen make her gone stunned.

Avneet is just listening this soft music with smile.

Avneet : ye insaan isme band kaise hai siddharth? (She asked in confusion).

Siddharth explain her somehow that this person is not present here. It's tough to understand but she understood the best she can.

Siddharth : ruko mai channel badal ke dikhata hu.

Avneet : hmm.

Stay tuned.

What you want to appear on tv next?
Horror scene or Any romantic scene?

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro