chapter 31-(avni:-neela's small girl)

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

so hyy guyss..todays chapter is deicated to pinkyagarwalriya who loves doraemon cartoon..and all enjoy it and continue...

avni- hello maa...

neela- haan bachha bolo........

avni- maa aap kya kar rahi ho???

neela- mein toh abhi free hun lekin tumhe kya ho gaya???

avni- maa neil gharpe nahi hai...so i am getting bored and
very much missing him....

neela- (in a naughty tone) missing him or......ur rommantic moments???

avni- maa...kya aap bhi!!! aap dono, neil aur aap bilkul ek jaise ho...

neela- are avni maa aur bete
dono ek jaise nahi honge...
toh aur kaun hoga??

avni- accha woh sab chhodiye..mein abhi ghar aa
rahi hun..

neela- nahi bachha mein hamara living room paint karwa rahi hun..to tumhe to colours se allegy hai na...so mat aao....kal aa jana...ok??

avni- ok maa....

neela- toh bolo baccha tum kya kar rahi ho???

avni- maa mein toh neil jane ke baad se hi yahan bethkar
DORAEMON (cartoon) dekh
rahi hun...

neela- (slapped her head) hey bhagban...tum abhi bhi woh cartoons dekhti ho kya??

avni- haan maa...aur issme burai kya hai??

neela- bachha tum badi ho gayi ho...tumhari shaddi ho gayi hai..aur tum abhi bhi bachhon ki tarah cartoons dekh rahi ho...

avni- maa...kya aap bhi?? cartoons dekhne ke liye thodi na age certificate deni padati
hai.....aur waise bhi i love cartoons and specially doraemin is my fav one...

neela- haan avni...yeh baat mujhse better aur kon jann sakta hai bhala...avni umhe yaad hai bachpan mein tumne doraemon dekhne ke liye nirupa aunty ke dog ka chain nikal diya tha....

avni- (laughing) haan maa...woh mein kaise bhool sakti hun...

neela- nirupa aunty to dog ke picche bhaagti bhaagti unke ghar se 9 km tak chali gayi thi......aur phir tum unke ghar mein jake doraemon dekhti thi....

avni- haan maa...kitne acche din the woh maa...(smiles)

neela- ab toh mujhe lagta hai
ke mere nati aur natin ke saath bethkar bhi tum cartoons dekhti rahogi....mere bacchon ko acchi company milegi....nai avni??

avni(blushed)- maa kya aap bhi...

neela- baccha tumhara bachpan bhale hi jaisa bhi ho...lekin tumhara aaj bahut accha hai....sirf aur sirf neil ke wajah se...meri beti ab itni badi ho gayi ke ab uske sharmane ke din bhi aa gaye...
(teary voice)

avni- maa plz...kya aap bhi har baat par ro dete ho...mein chahe jitni bhi badi ho jaaun, lekin aapke liye to hamesha aapka chotu sa baccha hi rahungi na...

neela- haan mera baccha...
accha baccha bye...mein rakhti hoon...bye...

avni- bye maa...love u...

neela- love u too mera baccha....

avni hang out the call.

so how was it??
do comment..
next-"avneils bikeride+rommance"

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro