Chapter 53

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

This RiKara separation (in the book) makes me so sad you guys :/ SO, before beginning the chapter, I wanna post a super cute picture of them together!!

ALSO, last nights saree scene was so hot!! 🔥🔥🔥 Ugh, it's so obvious how attracted they are to each other <3

Also, last mein Mann kar raha tha ki Pinky ke kaan ke neeche do,teen Baja daaloo! Chudail kahiki!

Okayyyy, back to the story!!
-----------------

*5 months later, after Avyaya's birth*

[It was a bright morning in Bareilly, but Gauri woke up a bit earlier due to Avyaya's erratic crying!]

Gauri: (Carrying Avyaya) Ale mera baccha! Kya hua meri avu ko? Kyun ro rahi ho, subah subah?

Baby: (Beginning to smile)

Gauri: Arre, yeh kya? Meri gudiya muskura rahi hai! Bilqul apni mummy ki tarah! Haye, meri jaan!

[Meanwhile, after Om suddenly left for somewhere the previous night,Shivaay and Anika found out from Khanna that he was travelling to Bareilly!]

Anika: (Worried) Phail gaya raita! Ab kya karein? Bareilly mein pakka world war 3 shuru hone wala hai!

Shivaay: Om ne kissi ko bataya kyun nahi ki woh bareilly ja raha hai?

*Rudra suddenly enters*

Rudra: (Worried) Aap logo ne khanna se suna? O Bareilly gaya hai!

Anika: Wahi toh discuss kar rahe hai!

Rudra: Shivaay bhaiyya, O ko Avyaya ke baare mein pata chala toh woh toh pure Bareilly ka band bajaayega! Unke Güsse ka koi bharosa nahi hai!

Shivaay: Alright, calm down! Hum Gauri ko phone karenge aur usse warn karenge!

Anika: (Dialling Gauri's number) H-haan! Yeh accha idea hai!

*Meanwhile in Bareilly*

Gauri: (Giving Avyaya to Shweta)Shweta, hum school ka kaam dekhne jaa rahe hai, tu avyaya ko sambhaal legi na?

Shweta: Haan, tu ja!

Maasi: Gauri beta, bacchi ke saath waqt bitaana bahut zaroori hai. Woh abhi bahut choti hai!

Gauri: Haan maasi, bass thodi der ki baat hai! Apne jameen par school banana humaara sapna hai, jo hum ab pura kar sakte hai!

Maasi: Accha jao, apna khyaal rakhna!

Gauri: Ji maasi---Arre, phone!

*On the phone*

Gauri: Hello?

Anika: Gauri! Tum iss waqt kaha ho?

Gauri: Bhojaiji! Kaise hai aap! Arre hum shaam ko phone karne hi waale the--

Rudra: Gauri bhabhi! Yeh gupshup ka time nahi hai! Jaldi bataayie, aap kaha ho?

Gauri: (Joking) Arre hum school ka kaam dekhne ke liye nikal rahe hai. Ka hua? Aap logo ki awaaj mein itna dar kyun hai? Jaise khud Omkara ji yahaan bareilly aa rahe ho!

Rudra: Arre wahi toh hua hai!

Gauri: (Shocked) Hey bhagwaan! Ka?!

Anika: Haan Gauri! Khanna ji ne abhi humse kaha ki kal raat Om Bareilly ke liye nikal chuka hai!

Gauri: Hey bhagwaan! Ab ka karein hum?! Unhe Avyaya ke baare mein pata chala toh?!

Shivaay: Gauri, tumhe bahut alert hona padega! Kuch bhi ho, lekin O ko avyaya ke baare mein pata nahi chalna chahiye! Agar usse pata chala, toh bahut badi problem ho jaayegi! Woh tumhe jail-wail bhej dega aur baccha cheen lega! We can't let that happen!

Gauri: Shivaay bhaiyya, hume bahut darr---

*Suddenly, a young boy ran into Gauri's house*

Boy: (Screaming) Didi! Didi! Aapka school khatre mein hain! Koi bada aadmi aa gaya hai!

Gauri: Shivaay bhaiyya, lagta hai woh aa gaye hai! H-hum aapse baad mein baat karenge!

Shivaay: Oh god! Gauri, kuch bhi ho, please mujhe phone karo! Apna aur avyaya ka khyaal rakhna!

Gauri: Ji bhaiyya!

*Phone disconnects*

[Gauri wore her dupatta and kissed Avyaya's cheek before rushing to the school. As her steps took her closer and closer to the school, her heart began beating faster and faster.

He was here.

Gauri knew he was here for her doom, but she wouldn't let that happen at any cost.

However, she was terrified.

She walked towards the school being built and saw a bulldozer and a tall man with his bodyguards standing right behind him.

She instantly knew it was him.

His long hair was open, with ray bans covering his eyes, and his hands in his pocket.

Today they would meet. Ten months later.]

Gauri: (Shouting) Ka chal raha hai yahaan par?

[Om's blank face turned into an evil grin. He turned around and removed his sunglasses, and Om's and Gauri's eyes met, 10 months later.

Gauri looked the same. The same spark in her eyes, the same curls in her hair, the same fierce attitude.

Om didn't know how he felt after seeing Gauri, but he was sure of his intentions in Bareilly.]

Om: (Ordering) Chalao bulldozer!

[Immediately, the man stepped on the engine, ready to run over the school until he was dragged out of the vehicle by a couple boys, and was on the floor.]

Gauri: (To Om) Ee humaari Bareilly hai, Omkara Singh Oberoi! Yahaan aapki marzi nahi chalegi!

Om: (Smiling) For your kind information, yeh zameen, jiss par tum school bana rahi ho, mera hai!

Gauri: Kaan khol kar baat suniye! Ee humaara jameen hai!

Om: Correction- Zameen tha! Main iss zahmen ka naya maalik hoon!

Gauri: Aap hume bewakoof samajhte hai ka? Thakur ji, aap school ka kaam jaari rakhiye! Arre aise chor humne bahut dekhe hai!

Om: (Shouting and pointing his) AYE! ZUBAAN SAMBHALKE!

Gauri: (Pushing his finger down) Apni aawaaj aur ungil neeche rakhiye! Ee aapka mumbai nahi hai! Yaad rakhiye, aap humaare ilaake mein Khane hai!

Om: 10 mahine baad bhi, tum bilqul nahi badli! Wahi laalchi aur khudgarz aurat ho!

Gauri: Accha? Lekin aap toh kaafi badal chuke hai! Pehle se jyaada akdu, khadoos aur badtameez bann gaye ho!

[Om smirked and took a few steps back, before taking a handful papers given by one of his guards and then walking towards Gauri.]

Om: (Throwing papers in her face) Yeh lo, saboot! Maine yeh zameen khareed chuka hoon!

[Gauri's eyes immediately turned bloodshot at this humiliation. She took the papers in her hand and put them up in front of Om's face, befogging tearing it into shreds, enraging him.]

Om: (Angry) Tum--

Gauri: (Throwing shreds of papers in the air) Aapki saboot gayi tel lene! Iss zameen ke maalik hum hai, aur marte dum tak, ee jameen kissi ko nahi denge! Samjhe aap?

Om: Bahut pachtaaogi, Gauri Kumari Sharma, bahut pachtaaogi!

Gauri: Pachtaayenge toh aap, Khadoos Singh Oberoi! Gauri Kumari Sharma ke ilaake mein aakar, ussi se panga le rahe ho? Badi bewakoofi ki aapne!

Om: Tumhaare yeh ghuroor, main kuch hi Dino mein khatam kar dunga! Just watch! Arre yeh zameen kya, pure Bareilly ko khareed loonga!

Gauri: Aise jaahil aadmi se aur ummeed bhi ka ki jaa sakti hai? Khair, hum bhi dekhna chahte hai ki aap kaise Bareilly ko khareedenge!

[Suddenly, a woman with long hair and wearing a short dress stood beside Om, holding his hand. Gauri's eyes fell on the woman who looked nothing less than a model. A tall, svelte figure, styled hair, expensive clothes and sunglasses covering her eyes.]

Woman: Tum Omkara Singh Oberoi ko challenge kar rahi ho? I must say, tum gaaon waalo mein bahut guts hai!

Gauri: (Screaming) Oye 2 rupay waali chiraiya! Zubaan sambhaal kar baat karna! Hum Bareilly waali hai bade meethe, lekin zyaada zubaan chalaane lagi, toh humaara asli rang nazar aayega!

Om: Tumhaara asli rang toh main dekh hi chuka hoon, 10 mahine pehle!

[Gauri's enraged eyes immediately started watering, as the events that took place 10 months ago flashed before her eyes.

The way Om screamed and fought with her, and eventually threw her out the house and his life. Forever.

10 months later, the memory still hurt her, and Om just pushed the knife deeper into the wound by reminding her.]

Gauri: Ab aap ne asli rang dekh li liya hai, toh iss chudail...Humaara Matlab hai, iss womaniya ko bhi dikhaate hai!

Woman: (Angry) What the hell did she just call me? Om! Kaun hai yeh aurat? Kaise jaante ho usse? I mean, she's so down market!

Gauri: (Shocked) Arre! Ka baat hai! Apni premika ko bataaya bhi nahi? Hum unke patni hai--

Om: (Interrupting) Ex patni! Bhool gayi ya 10 mahine pehle ka qissa sunaoo?

Gauri: 10 mahine pehle ka qissa hum kaise bhool sakte hai? Ussi din toh hume aapse chutkaara jo mila!

Woman: Listen! Tameez se baat karo! Yeh mera mangetar hai! Understand?

Gauri: Uffo! Isska matlab, aap isse puri jindagi ke liye jhelenge? Haye, aapki kismat bahut phooti hai! Aapko ek salaah dete hai! Jitna jaldi ho sake, inse chutkaara pa lijiye! Unse shaadi karne se behtar hai ki tum kunwaari baitho!

Om: (Angry) Shut up! Tum meri mangetar se baat kar rahi ho! Future Mrs. Naina Omkara Singh Oberoi!

Gauri: Naina ho ya Sunaina, hum bass inhe khaai mein girne se bacha rahe the! Warna tum hi bolo, Naina, tum aise insaan se shaadi karogi, jisse bharosa bhi karna nahi aata?

["Warna tum hi bolo, Naina, tum aise insaan se shaadi karogi, jisse bharosa bhi karna nahi aata?"

Those words were told to Naina, but Om knew Gauri meant it for him and him only.

How dare she. How dare she call him mistrustful?]

Om: Bharosa karna nahi aata toh alag baat hai, lekin atleast mein dhokebaaz toh nahi hoon!

Gauri: Hmm! Aap logo se baat karke kyun hum apna waqt zaaya kar rahe hai! Thakur ji, andar chaliye, hume painting ke kaam ke baare mein baat karni thi!

*Gauri leaves*

Om: 10 mahine baad bhi, tum bilqul nahi badli. Lekin aaj tumne khule aam, Omkara Singh Oberoi ko challenge kiya hai. Ab dekhna, main tumhaara kya hashar karunga!

[Day soon became evening and as Gauri was feeding Avyaya, she couldn't help but play the entire days events in her mind.

She couldn't believe her eyes. How could Om get over Gauri so easily? In just 10 months, he managed to erase every memory of hers from his heart and mind, but how? Did he never love her? Did he never even have feelings for her?

Those forehead kisses, the way he'd put his hands on her waist, listen to her problems, take care of her and protect. Did he forget all that?

How could he move on so quickly?

Yes, Gauri was jealous. But more than that, she was angry at herself. Angry for still holding on the memories they shared, angry for not getting over Om, despite the hell he put her through.

But she knew she wouldn't break so easily. Om could come here with thousand women, but Gauri wouldn't let that shatter her. She was far beyond that.

Gauri broke from her chain of thoughts when she heard the phone ring.]

*On the phone)

Gauri: (Wiping her tears) H-hello?

Shivaay: (Worried) Gauri, tum ro kyun rahi ho? Tum theek toh ho? Om ne kuch kiya kya?

Gauri: N-nahi toh bhaiyya, h-hum kahaan ro rahe hai! Bataayie, ka hua?

Shivaay: Main bewakoof nahi hoon, Gauri. Bolo, kya baat hai?

Gauri: 10 mahine. Unhe sirf 10 mahine lage hume bhoolaane mein. Woh har pal, har lamha, sirf 10 mahine mein bhool gaye!

Shivaay: Om ek number ka bewakoof hai, Gauri

Gauri: A-aur woh Sunaina, Naina, jo bhi ho! Aapne bataaya kyun nahi ki unki mangni hui hai?

Anika: Hain? Om ki mangni? Shivaay, Om ne mangni kab ki?

Shivaay: Gauri, Om ne koi mangni nahi ki hai! Woh sirf tumhe jalaane ki koshish kar raha hai!

Anika: Haan, woh Naina koi nayi premika hai. Lekin tum tension mat lo, hum uska exit bhi plan karr rahe hai!

Gauri: (Relieved) Ka? Arre o womaniya aise vyavhaar kar rahi thi jaise woh maharani hai! Humaara toh khoon khaulta hai!

Anika: Accha, tum tension mat lo! Avyaya theek hai na? Safe hai na?

Gauri: Ji bhojai. Humne Shweta aur Maasi ko sab kuch bata diya hai. Woh Avyaya ka dhyaan rakh rahi hai

Shivaay: Thank god! Accha,, ab tum jao aur araam karo. Hum kal baat karenge, Okay? Good night!

*Phone disconnects*

Anika: (Worried) Shivaay, 6 mahine khatam ho gaye hai! Ab Gauri ki entry kab karwaayenge?!

Shivaay: Bahut jald Anika, Bahut jald.

---------------------------

Ahhh they finally meet! After 10 months!

Takraar kaisi thi?!

I hope you guys liked it! Please vote if you did!!

Thank you so much for reading!!




Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro