Chapter 3

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Rajkumar came to meet Manmeet.

Mn~kya hua sir? Aap ne is tarah mujhe kiun bulaya?

R~mujhe tum se ek bohat important baat kehni hai isliye

Mn~kaisi baat sir?

R~Manmeet tum pata nahi kya socho gi, kaise react karo gi

Mn~aap boliye toh sahi

R~I love you Manmeet

Manmeet was shocked.

Mn~ye aap kya keh rahay hain? Aap meri behen Siya se committed hain

R~tum se mil kar he mujhe true love ka matlab pata chala, jahan Siya bohat dominating thi, tum utni he aazad khayalaat ki ho, mujhe tum se he wo feeling aati hai jis feeling ke liye main itne time se mar raha tha. Maine Siya ko bataya hai is baare mein, us ne apna pyaar sacrifice kar diya, wo bas one sided love tha, sirf wo mujh se pyaar karti thi

Mn~hmm, aur agar main yoon kahoon ke ye bhi one sided love hai, phir? Yahan bhi toh sirf aap mujh se pyaar karte ho, main thori na pyaar karti hoon, of course main kaise usay pyaar karoon jo kabhi meri behen ka tha?

R~main us ka kabhi tha he nahi, wo kabhi meri thi he nahi, jahan pyaar ke naam pe domination ho, usay bhala pyaar kaise bola ja sakta hai?

Mn~aur jahan pyaar ke naam par logo'n ko ullu banana bhi ek pesha ho, usay bhi pyaar kaise kaha ja sakta hai?

R~what? Ye tum kya keh rahi ho?

Mn~matlab bilkul saaf hai, aap kaheen koi serial conman toh nahi ho? Ke logo'n ko pehle charm karte ho phir loot kar bhaagte ho unhein?

R~hain? Aray agar main aisa hota, toh apni ex girlfriend ki behen ke paas he kiun aata? Main toh kaheen bhi ja sakta tha

Mn~toh kiun nahi gaye? Jao na

R~kiun ke main tum se pyaar karta hoon

Mn~main nahi karti, bye!

She left.

R~Manmeet!

He sighed and left as well.

Siya and Manmeet met.

Mn~ye sab chal kya raha hai Siya? Pehle wo tujh se engagement torta hai phir mere paas aata hai?

S~engagement us ne nahi, maine tori. Yaar dekh, ab jab main usay wo sab de pa rahi hoti jis ki usay expectations thi, toh wo tujhe chahne lagta he kiun? Agar 2 logo'n ko itna he aapas mein pyaar ho na, toh wo us ke baad croro'n ko dekh le, us ka pyaar agar sacha ho toh wo kabhi kisi aur ki taraf attract ho ga he nahi, wo tujhse attract hua, tujhe pyaar karne laga, agar mujh se pyaar karta toh usay kabhi teri zaroorat mehsoos nahi hoti. Haan thora sa pain hua is separation ka, lekin it was worth it Manmeet. Wo ghut raha tha is relationship mein toh maine usay aazad kiya, maine kabhi realize nahi kiya is baare mein, lekin ye sab zaroori tha. Aur Manmeet, kya pata wo tere liye bana ho? Kya pata wo teri life ko itni khushiyo'n se bhar de ke tu poori dunia bhool jaaye? Tu usay chance de kar dekh, maine usay kareeb se jaana hai, wo achha hai, tujhe khush rakhay ga

Mn~aur main? Kya main usay khush rakh paun gi? Teri khushi chheen kar kya main khud khush reh paun gi?

S~tu ne mujh se meri khushi nahi chheeni hai, balkay maine toh khud us khushi ko tujhe saunpa hai, both for yours and Rajkumar's betterment

Mn~kaisi betterment Siya? Dekh, ye faisla bohat achanak le rahi hai tu, ye toh meri life ka faisla hai, isay lene ka hak sirf mera hona chahiye, aur filhaal main chance wance nahi de rahi, main is sab mein interested nahi hoon, so bye.

She left, Siya looked on sadly.

Siya met Rajkumar.

S~maine usay samjhaya Rajkumar lekin wo nahi maani, kehti hai ke wo meri khushi chheen kar kaise khush rahay gi, jab ke sach toh ye ke maine khud is khushi ko us ke liye kurbaan kiya hai

R~Siya, I know maine tumhe hurt kiya, lekin meri feelings Manmeet ke liye ek dam genuine hain

S~jaanti hoon, aur ye bhi jaanti hoon ke humara rishta aap ko rok raha tha isliye maine aap ko us se chhutkara diya, you deserve to be happy, aur agar Manmeet he aap ko wo khushi de sakti hai na, toh mujhe kya he problem ho gi

R~thanks Siya, you're an amazing person

S~tum bhi Raj, tum bhi

 

 

Few days later, an alliance came for Siya. It was of Viraj, Rajkumar's friend (he was talking to him on phone in chp 1). Siya had never met him just like Rajkumar never met Manmeet before while still in relationship with Siya. She was nervous as she got ready to meet Viraj. Her mother Parmeet came to her.

S~maa, ye Viraj hai kaun? Main toh is se pehle kabhi nahi mili hoon

P~wo bohat achha larka hai beta, izzatdaar family se hai, aur wo businessman hain, wo interested hai tujh se milne mein aur tumhari aur us ki compatibility dekhne mein

 She had no idea what to expect, but her parents seemed enthusiastic about the match. She took a deep breath and went downstairs, where Viraj was waiting with her parents As she entered the room, Viraj stood up. Siya smiled and was struck by his warm and gentle eyes. He was taller than she had imagined, with a strong jawline and a kind face. He smiled back.

V~hi Siya, its nice to finally meet you

S~nice to meet you too

They sat down, and Siya's parents left them alone to talk.

V~so tum koi job karti ho?

S~nahi, I prefer being at home

V~and I prefer ke larki ko bhi kamana chahiye, husband ka bhoj kam karna chahiye

Siya became dull.

V~hobbies kya kya hain tumhari?

S~cooking mein interested hoon lekin us se bhi ziada baking pasand hai

V~ab roz roz bake ki hui cheezein kaun khaata hai?

S~bohat cheezo'n ki bachat hoti hai us se Viraj. Waise aap ki kya hobbies hain?

V~cooking, I like to cook

S~toh phir toh hum dono saath mein aaram se sambhaal saktay hain

V~main office jaun ga ya kitchen sambhaaloon ga?

S~actually hum dono kar sakte hain, aap kahein toh main aap ka business join kar sakti hoon, aap mere saath kitchen bhi sambhaal saktay hain

V~that can't happen, main apne business ko aur apni life ko le kar bohat serious hoon

S~that's okay, aray aap ka ek din off toh ho ga na? Us din toh aap cook kar he saktay hain

V~wo ek din rest ka ho ga

Siya thought: in ki aur meri kahan koi compatibility ho gi? Kahan main itni carefree aur ye itna serious

 

After sometime, her parents came and sat beside her.

P~kaisa laga Viraj?

S~(whispered) kuchh ziada he serious hai maa

Siya couldn't shake off the feeling that they were too different. Viraj was serious and reserved, while she was carefree and jolly. She couldn't imagine spending her life with someone who didn't share her zest for life. But her parents were thrilled about the match. They saw Viraj's stability and security as the perfect counterbalance to Siya's free-spirited nature. They pressured her to agree to the marriage, promising that she would learn to love Viraj in time. Siya reluctantly agreed, but her heart wasn't in it. She felt like she was sacrificing her own happiness for the sake of her family's expectations.

V~I'm glad you agreed to marry me, Siya. I promise to take care of you and make you happy.

 

S~(sighing) I know, Viraj. I just hope we can find common ground.

Viraj looked at her seriously.

 V~We will, Siya. I'll make sure of it.

Siya smiled weakly, feeling trapped in a situation she couldn't escape.

 

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro