11. Haseena has a Soft corner

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Continued from the previous part...

It was next day.

All were eating breakfast and were eating breakfast

Acp : haseena uthi kya

Abhijeet: nahi sir soyi hai
Main usse dekhne gaya tha

Just then haseena comes

Haseena: good morning

Daya : ab tum kaisi ho

Haseena : hum thik hain

They complete their breakfast

Haseena: hum ready ho ke aate hai

Abhijeet:  ready ho ke matlab aaj tum nahi jaogi ,rest karo aaj tum

Haseena:  dekhiye hum apne hisse ke faisle le sakte hai, aapko ismain bolne ki jarorat nahi hai

She angrily gets up wakes a little and feels dizzy as she was still weak

But abhijeet hold her on time takes her to her and gives her water

Acp and daya follow them.

Abhijeet:  dekhliya maine tum kitni theek ho

Acp : haa haseena tum theek nahi ho abhi

Haseena:  sir hum theek hain bas 5 min dijiye hum ready ho jayenge

Acp : haseena aaj tum rest karogi and thats an order

Daya : ab to order mil gaya ab to tumhe rukna ho ga haseena (he laughs silently )

Haseena : ok sir (while glaring at daya which makes him silent )

They all go cid

It was evening

Here haseena was getting bored she rested the whole day and now was getting bored

Haseena : ek kaam karte hai sab ke liye khana aaj hum bana dete hain
Vaise bhi woh sab thak kar ghar aayenge fir kahan wo wo log khana banayenge.

She makes complete food and keeps it on table

She had prepared dal, rice,        shahi paneer, Roti

And in the desert she made oreo shakes for every one.

She kept everything on the table and oreo shake in the fridge and was waiting for everyone.

Whereas here in cid they all have gone to solve a case therefore were busy and got late in coming home

Here haseena was waiting for everyone at last she eats her food as she needs to take medicine(of fever) but sits there only waiting for them

At last while waiting she was feeling sleepy due to the effect of medicine

And slept there only keeping her head on the table.

Here in the car they were about to  reach home.

Daya : aaj khafi late ho gaya khana pack karwa le

Abhijeet:  are nahi daya main bana lunga

Daya : are par boss tum thak gaye hoge na

Abhijeet:  daya itni shakti to hai ki khana bana saku

Daya : thik hain aaj main bhi help kar dunga tumhari

Abhijeet:  thik hai

Soon they reach home

Acp : ye haseena kahan hain koi awaj nahi hain ghar main

Daya : shayad room main hogi

Abhijeet:  daya change karlo fir kuch bana dete hain jaldi

Daya : thik hain

They all change the clothes and go towards kitchen it was connected to dinning area

Daya : are ye haseena dining pe bethe bethe hi so gayi

Abhijeet : shayad hamara intezar kar rahi thi

Acp : lekin ye iske side main itna sab kya hai

They all go near her
And see haseena's place was also kept and their with wrapper of her medicine

Daya : lagta hain isne khana bana ke rakha hai aur intezar karte karte khud kha bhi liye

Acp :  haa khana kha ke isne apni dawai bhi le li isliye shayad yahan pe hi so gayi ye

Abhijeet:  Haa

Daya : waise sir ye haseena kitna bhi rude behave karti ho bahar se par dil ki aachi hain
Warna hum sabke ke liye ye khana nahi banati

Acp : sahi kaha tumne daya , aacha ab koi isse uthao nind se room main jane bolo

Abhijeet:  main utha ta hun sir

Abhijeet: haseena (he shakes her)
Haseena ...haseena uth andar jaa kar soja

Daya: shayad dawai ke wajah se gehri nind main hai ab kya kare

Abhijeet:  ek tarika hai

He immediately picks her up

Daya : boss ye

Abhijeet:  aur koi option nahi hai daya

He drops her in the room and covers her with a blanket and moves out

Daya : boss ye dekho haseena ne to bohot kuch banaya hai dekho dal,chawal,roti aur tumhara favourite shahi paneer

Abhijeet:  kya shahi paneer

Daya : haa

They all soon complete their food

Acp : khana to bohot tasty tha

Daya : sach main maja aaa gaya aaj khana kar

Abhijeet:  kyu roj majaa nahia aata kya

Daya : aisa nahi hain boss aata hain n par aaj thoda jayada aaya, vaise tumhe toh aaj double maja aaya hoga

Acp: kyu

Daya : are sir aaj isse khana bhi nahi banana pada aur aaj iska favourite bhi to tha

Abhijeet:  wo to hai

Daya : ab n bas ek chiz ki kami hai

Abhijeet:  kis ki

Daya : dessert  ki

Acp: wo to hai

Daya : ek kaam karta hun aaj main aap sabko aapne haath ki cold cofee pilata hun

Abhijeet:  are wah aaj to sach main bohot aacha din hai

Daya goes in the kitchen to make cold coffee

He collects all the ingredients

Daya : are cold coffee ke liye baraf(ice) to nikali hi nahi

He goes to take ice in the freezer and sees that there were 3 glasses of orea shake

He takes them out and sees that the shake was looking very good

Daya : ye pakka haseena ne rakha hai kitna mast dikh raha hai

He quickly keeps ingredients of coffee in their place and takes all the glasses in the tray towards hall

_______________________________________

Part ends

Tired 🥱 writing
It was a long part

Pls do vote and comment

Thank you for reading.

Have a nice day.

















Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro