17. Understanding her emotions

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

Continued from the previous part...

After sometime they reach home

Abhijeet:  sir ghar toh lock hain iska matlab vo abhi tak ghar nahi aayi

Daya : sahi bol rahe ho tum boss

They all move inside

Acp :  thodi der wait karte  hain kyunki wo gusse main gayi thi shayad thodi der main aa jaaye

Abhijeet  : thik hai sir

Daya : tab tak main dinner ready kar deta hain usne aaj subhe ke baad se kuch nahi khaya hai

After some time

Dinner  was ready

They also eat their dinner by half heart

Abhijeet:  sir ab hum logo ko usse dhundne jaana chaiye

Daya : haa sir

Acp : thik hain daya car nikalo

Just then doorbell rings

Abhijeet: shayad haseena hogi
Main dekhta hun

He opens the door

Abhijeet:  haseena (he smiles) kab se wait kar the hum sab tumhara

She does not reply him and come inside

Daya:  haseena tum thank god tum thik ho abhi hum  tumhe hi dhundhe jaa rhe the

Acp: beta change karke aao aur dinner karlo

Haseena:  hume dinner nahi karna hain bhuk nahi hain hume

Saying this she goes in  her room

Acp: daya tum khane ki ek plate le lo ye hi samay hain haseena se baat karne ka

Daya served food for haseena and they all move towards her room

They check if the door was open or not

The door was open therefore they silently opened the door and saw Haseena had already changed the door and was cleaning  her wound  but her facial expressions were reflecting she was feeling pain

Abhijeet:  jab dard ho raha hain to help le sakti ho n

He moves towards her and tries to take the cotton with she was cleaning

Haseena : uski jarorat nahi hain  sir
Hum khud kar lenge

Abhijeet:  main puch nahi raha bata raha hun do idhar

He takes the cotton and starts cleaning it

Haseena hisses in pain as she had kept her wound in open air for much time and also had not clean. It therfore it was paining a lot now

Acp: haseena beta uss samay hi bandage karni chaiye ab dekho kitna dard ho raha hai

Daya : Haa haseena

Haseena : sir aap ye khana kyu laye hai dekhiye sir sach main hume nahi khana hain pls aap log isse le jaiye aur pls thodi akela rahna dijiye hume
Abhi hamara  baat karne ke mood main nahi hain , kahin saare gussa aap logo pe na utar jaye

Daya : toh utar lo koi baat nahi

Till that abhijeet  Had finished bandaging her hand

Acp sir moves towards haseena and gently moves his hand in her hair

Acp: dekho beta maine tumhe maine humesha apni beti mana hain haa uss samay main tumpe gussa kyunki uss samay tumne cid pe gun rakh di thi
Lekin ye main humesha se janta hun ki tum dil ki aachi ho isliye to 2 hafte se ye baat jante hue ki tum yahan cid ke khilaf kuch Karne aayi ho maine kuch strict action nahi liye sirf ye jaane ki koshish ki tum kya karna chahti hun , kyunki tumhare saath rakhkar ye samjh gaye the hum ki dil ki buti nahi ho lekin haseena main ye baat bhi dave(confidently)  ke saath bol sakta hun ki cid ka koi bhi member desh ke khilaf kuch nahi karega

Haseena: kash aisa vishwas hamare head ko bhi hum par hota , khair ye sab chodiye , hum aap ko bata de sir ki hum jante hain ki cid ke members innocent hain

Daya : toh fir aaj jo hua wo

Haseena : hum uske baad hi ye sab pata chala

Abhijeet:  matlab tumhari information galat thi

Haseena:  nahi hamari information kabhi galat nahi hoti

Daya : toh fir ek taraf tum bol rahi ho ki sab nirdosh hai ek taraf bol rahi ho ki tumhari information sahi hai

Haseena:  isliye kyunki aaj jab aaj humne aap sab ko gun point pe rakha tha tab humari nazar sab pe thi
Aur hamari nazar se bachna thoda mushkil hain isliye hum ye baat confidently bol sakte hain ki information wahan se leak nahi hui

Par kahin se to leak hui hain aur wo cid se juda hua hai..

Acp: kon

Haseena:  aap logo ke senior dcp chitrole(in my ff he ia the part of cid)

All: kya dcp chitrole

haseena : ji , Ek wo hi uss samy wahan nahi the
Bas ab pakke saboot jama karna baki hai

Abhijeet:  vaise sir wo aadmi kuch bhi kar sakta hain uska koi bharosa nahi hain vaise bhi

Acp : sahi kaha abhijeet

Acp signals daya to give the plate to him

Acp takes the plate and takes a bite and forwards it towards haseena

Haseena:  Are sir ye aap kya kar hain hum kha lenge khud

Acp : accha ye bite to kha lo

Haseena:  (she takes that bite )
Sir ab kha lenge , aap log bhi rest kijiye

Daya : nahi jab tak tum ye khatm nahi karti hum kahin nahi jaa rahe

Haseena:  par

Abhijeet:  koi par war nahi jaldi khatam karo

Haseena was eating
She had got hurt in her left hand and was eating with right hand

Just then her phone rings

Haseena:  Abhijeet sir phone dijiye n

Abhijeet:  tumhare haath to gande hain par

Haseena:  speaker pe rakh dijiye fir

Abhijeet:  thik hai

To be continued....

_______________________________________

Part ends

Pls do vote and comment

Thank u for reading and have a nice day.




Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro