Chapter 4

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

After few days

Avu: Sana tune apply kia high school ke lie ya nhi?

Sana: Already done mom

She said focusing on tv.

Avu: Enterance exam kab hai?

Sana: Next week

Avu: To madam padna kab hai?

Sana: Pad loongi na mom. Aap bohot tension lete ho. Itna pareshaan nhi hua kro

She said casually. Avu switched off the tv.

Avu: Tu kab serious hogi hnn? Tereko kitni baar bolna padega padne ke lie? Bachi hai kya abhi? Madam ko pg mein rehna for 11 and 12. Agar aese hi haalat rahe na to mein kahi nhi bhej rhi hu tujhe bata rhi hu clearly. Yha to mere saamne hi nhi pdti. Waha jaake to bilkul hi nhi pdegi

Sana: (mumering) Phirse shuru ho gia mom ka lecture

But Avu heard her.

Avu: Achha to mein lecture deti hu hnn? Theek hai matt pad. Koi baat nhi. Nhi hoga na tere dream school mein admission. Mujhe kya. Mera thoda kuch ja rha. Baad mein mere paas aake nhi rona

She said taking her laptop and sat on sofa. Sana went and sat beside her and side hugged her.

Sana: Sorry na mumma. Mein pakka pad loongi. Aap tension nhi lo. I swear mein achhe se padoongi aur admission bhi loongi. Ab thodi der tv dekhloo. Please. Ye meri favourite movie hai na mumma. Please

Avu: Ja jo marzi kar. Mujhse pooch hi kyo rhi hai

Sana: Thank you mumma. I love you

She said switching on the tv. Avu shooked her head in disbelief.

Avu: Kya hoga iss ladki ka? Mujhe saara din tension hoti hai

Skip to test day

Avu: All the best

Sana: Thanks mom

Avu fed her sugar curd.

Avu: Achhe se exam likhna ok? Bilkul tension nhi lena. Shanti se krna

Sana: Hnji mom aap chinta nhi kro

Avu: Hall ticket no and all print le lia tha?

Sana: Hnji mumma

Avu: Center pata hai kya hai?

Sana: Ji mom. Aap mujhe bol rhe ho tension matt lena aur khud ko dekho

Avu: Achha chal. Le apna samaan aur aaja

Avu took her car keys and went outside. Sana finished her coffee and followed her. They settled in car. Avu drove to her center.

Avu: All the best. Aur mein tujhe pick krne aaungi ok?

Sana: Ok mum. Aap chinta matt kro. Shanti se apni meetings kro. All the best to you too. Waise mujhe pta aap deal crack kr hi loge. Aapko zaroorat nhi but phir bhi. All the best. Bbye. Dhyaan se jana

She said coming out of car and waved her goodbye. Avu waved her bye with smile.

Meanwhile with Sid and Rahul

Sid: Ho jaega yrr. Ab aaja. Aur kitna padna hai

Rah: Dad try to understand ye mera dream school hai. Mujhe kuch bhi krke isme admission chahie. Aap samajte nhi ho yrr

Sid: Mein samajta hu. Par mujhe pta hai you are prepared for it. Islie bol rha hu bass kar ab. Chal aake breakfast krle. Aur fir nikalna bhi to hai. Late ho gia phir?

Rah sat on dining table. Sid served their breakfast. Rahul moved his plate towards himself. He picked up one parantha from his plate and kept back.

Sid: Kya hua?

Rah: Dad wo prantha jal gya hai

Sid: Hnn? Dikha

Sid took it from him and saw. He exchanged it with one from his plate.

Sid: Ye sahi hai. Ye khale

Rah: Dad. Wo jala hua hai. Aap kyo kha rhe ho. Khana hi tha to mein kha leta na. Aap chhodo rehne do. Mein ek sandwich bna leta hu phata phat. Ek parantha kha loonga

Sid: Faaltu mein late ho jaenge. Itna bhi nhi jala hai. Mein kha loonga. Tu tension matt le

Rah: Dad

Sid: Chal chal jldi

Rah unwantedly finished his breakfast. Sid dropped him at his center.

Sid: Wapis jate hue cab book kr lena. And all the best

Rah: Thank you dad. Byee

Sid left and Rahul went inside.

Both gave their exams at their respective centers and came back.

Avu: Kaisa gya exam?

Sana: Achha tha. Baki result btayega

Avu: Hnn. Don't worry. Chal aake lunch karle

Sana: Aapki meeting kaise rhi?

Avu: Well meeting achhi thi. Aur deal bhi finalize ho gyi

She said serving the lunch.

Sana: Woww congrats mom

Avu: Thank you. Chal ab taste karke bata kaisa khana bana hai. Teri pasand ka khana bnaya hai aaj maine

Sana: Dekhne mein to achha lag rha hai

She tasted it.

Sana: This is amazing mom. Mazza aa gya. Aap itna achha khana banate ho na

She said licking her fingers.

Avu chuckled at her childishness.

Meanwhile with Sid and Rahul

Sid came from office in evening.

Sid: Hey champ

Rah: Hii dad

Sid: Exam kaise rha?

Rah: Thoda difficult tha. But I gave my best

Sid: Chlo achha hai

Rah: Hnji dad

He said smiling.

Sid: Chal mein fresh ho jaoo. Fir dinner ki tyaari karta hu

Rah: Dad aap fresh ho jaoo. Phir saath mein milkar banate hai kuch

Sid: Tu rest karle thakk gya ho gia exam tha na

Rah: Dad aap saara din office mein rehte ho. Aapne to kbhi nhi bola ki aaj mein thakk gya hu so khana tu banale. Aur aap tension matt lo mein bilkul theek hu. Aap jaake fresh ho jaoo

Sid: Chal theek hai. To mein aata hu fresh hoke

Rah: Hnn

Skip few days

Enterance results came and both were selected for admission with good scholarship. Rahul was checking his laptop.

Rah: Dad ye dekho ye pg achha hai. Kitchen, washroom bhi saaf lag rhe hai. Aur ye bedroom bhi sahi hai. Aur charges bhi sahi hai

Sid: Hnn dekhne mein to theek hai. To inse baat krke dekhle. Agar theek lgta hai to final karde

Rah: Okk dad

Rahul took the number and dialed the owner. He finalized everything.

Rah: Thank you so much. I will be shifting there next month

He cut the call.

Sid: Ho gia?

Rah: Yee. She will send details of her account to first month ki payment we can transfer

Sid: Sab achhe se pooch lia na? Everything is fine?

Rah: Hnji dad. She is an old lady. She lives with her husband on ground floor. Aur upar first floor khali hai. And she said I need to live on sharing basis. So ek jana aur aayega. Abhi filhaal koi booking nhi hai. Living room, washroom aur kitchen we need to share. There is bunker bed in room

Sid: Hnn to you can share right?

Rah: Hnji dad

Sid: Aur charges kya hai?

Rah: ₹10,000 per month for one person

Sid: Chal theek hai. Mein transfer kar doonga. Tu apni saari packing wagera achhe se kar lena. Ok?

Rah: Okk dad

Sid: Khush ab? Tere dream school mein admission ho jaega

Rah: Bohot

Sid: Chlo phir kro tyaari

Rah: Jii dad

Sid: Aur hnn jo jo saman chahie list bana lena. Iss Sunday jaake le aayenge. Alright? Aur jaane se pehle ek baar daadu daadi ke ghar bhi ja aayenge

Rah: Sure dad

Sid left for his office after sometime.

Meanwhile with Avu and Sana

Avu was checking her laptop wearing her specs. She was holding her head in one head. She saw a coffee mug in front of her suddenly. She looked up and it was Sana. She took it from and smiled. Avu mouthed a thank you.

Sana: Mom yrr aap apni health ka dhyaan kyo nhi rakhte ho? Bimaar hona kya aapko. Itna kaam. Chalo band karo ye sab aur rest karlo

She said taking laptop from Avu.

Avu: Arre mein kaam kar rhi hu

Sana: Mom please hnn. Thodi der rest karloge to kuch nhi hoga. Baad mein karte rehne. Aur waise thode dino me mein chali jaungi to aap bilkul hi apna dhyaan nhi rakhoge. Aur mujhe kuch kaam karna hai. I need laptop. Aap rest kro

Avu: Achha baba theek hai. Karle

Sana sat down beside her.

Avu: Tune pg dekh lia?

Sana: Vahin kar rhi hu ma

Avu: Okk

They finalized a pg for Sana.

To be continued

Stay tuned for next chapter

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro