part 11

Màu nền
Font chữ
Font size
Chiều cao dòng

All were sitting and eating breakfast

Vikrant: wow kya pancakes hai kisne banaye . mann kar raha hai uske hath chumlu

All shocked while aditi said

Aditi: maine banaye hai

Vikrant:( in mind) abhi kya karu ha topic change ) ohh mujhe nahi pata tha ki tumhe khana banana bhi ata hai .

Aditi :tumhe mujse jagda karna hai kya

Vikrant:kya nahi toh

Karan interrupted

Karan:tum dono chup karogee .
Jab dekho chapar chapar ..

Bela:aree tujhe yaad nahi tu aur preeta bhi college mai aise hi ladte the aur hum tum dono ko chup karate par abb dekho
Happy married couple

Preeta:ha bohot ladte the hum ..
Aur ye bajarbatu toh har baat pe ladta tha

Karan:mai ladta tha ladti toh tum thi .. hamesha alag alag naam dhund ke rakhti thi mereliye ..bajarbatu kahikii

Mahir :abb tum dono chalu matt hojao ye dono kam the ki tum dono bhi start hogaye

Both stoped being embaresd

Bela:mujhe toh lagta hai tum dono bhi ye dono ke jaise ...

Interrupted by vikrant

Vikrant:aisa bilkul nahi hai mai aur ye pagli chee not at all

Aditi: what u mean by ye paglii
Aur mujhe bhi koi intrest nahi hai ok aur tum hoge paglu

Vikrant: whatever waise tumne hume apni apni love story nahi sunayi kab sunaogee . chalo bela aur mahir ka toh thoda thoda pata hai tum dono pagal kab bataoge hmm

Karan: ha ha bataege ajj raat ko okk .

Vikrant :dekho preeta mujhe ispe bharosa nahi hai tu bol pakka batayegi

Karan gave an annoyed look

Later all finished thier breakfast and was in thier room. All decided to spend some story time.

Maahir : to chalo ab thoda sweet-spicy mood karenge, apne lovers ke liye first feelings sab describe karenge.

Karan : uski mujhe zaroorat nahi hai, I am The Karan Luthra, of course mere piche sab padte hai, na ki Mai kisike piche (with attitude)

Preeta glared him, which he didn't notice. So she smacked him a bit harder.

Preeta : (smacking him) Dekho ho Gaya inka TKL puraan shuru.

Karan : ouchhh .. (rubbing hand) are to thik hai na babydoll, atankwaadi kyu ban Rahi ho. Chalo ab start karo.

M/B/V/A : pehle tujhe hi bolna hai.

All laugh loudly except Karan. He was annoyingly seeing them.

Karan : (to escape) ha ha...chalega, waise bhi I am The Karan Luthra ok...

Preeta : ab ho Gaya ho to, bolo bhi, tumhe aur maahir ko apni love stories sunani hai, means love at which sight sunana hai.

Bela : ha jaldi, ham sab yaha par excitement se baithe hai na.

Karan: ha..ha to suno....

He was roaming outside, near corridor when he noticed preeta talking with an unknown guy.

Karan : (to himself) yeh chuchundar kaun hai, aur Preeta isse kyu baat Kar Rahi hai. Is dumbo ko kitni baar Mana Kiya hai, ladko se door rehne, yeh kabhi nahi sunhegi, waise hi pura college ispar fida rehta hai, ab Kya Mai har kisiko nikalwa Doo. (annoyed)

He went to preeta. Both were talking with each other nicely.

Karan immediately understood that guys intension towards Preeta, but he was intending something else.

Karan was thinking something.

Adjacent side :

The scenario was totally opposite. There, Bela was dangerously scaring a guy, beach he tried to bad-eye her. Mostly college students were standing and observing it.

Random girl : dekh ruhi, ise kitno ne warn kiya tha, is storm girl se door rehne, lekin suna nahi, ab bhugat Raha hai.

Ruhi : ha yaar, don't know maahir kaha hai, is storm girl ko wohi sambhal sakta hai.

From behind, maahir was coming, but he noticed the scenario and went in little crowd.

Maahir : yeh Kya ho Raha hai.

Maahir saw the scene going on, he nodded his head being helpless.

"Bol, karega aaj kd baad aisi harkat, beta yaad rakh Bela Sharma hai Mera naam, aaj to bas demo Diya hai, agli baar na tufaan, tsunami sab laaungi Teri Zindagi me......" Bela chased him by clutching his collar in a 'gunda' type.

Maahir went to them and departed Bela from him, on which she denied.

Bela : maahir, chodo mujhe aaj to Mai tumhaari koi baat nahi sunne waali (wriggling to escape)

Maahir : (holding her) Bela...Bela.. ruko Zara (to boy) dekh Bhai, is baar chod Raha hu, next time se apni limit me rehna, warna principal ko complian karunga...samjha

He nodded fearly.

Maahir : jaa ab... (to everyone) aap sab bhi apne apne kaam kariye, jaaiye (everyone went)

Maahir turned and see Bela glaring him, he gave her a sweet smile.

Back to other side :

Karan went close to preeta, and slide his hand on her waist gasping her a little.

Karan : hey babydoll, Kya chal Raha hai.

Pulling her even more closer.

Preeta : kuch..kuch bhi to nahi.

Karan : oh...accha yeh kaun hai (pointing him) new waala bhai hai Kya tumhaara.

Parth (random guy) : excuse me.. Aap kaun.

Karan : Abe oye... dikh nahi Raha hai Kya, of course boyfriend hu.

Preeta widened her eyes but didn't showed her reaction. Karan was glaring parth so angrily.

Parth : accha.... Hehe....chaliye behen mere lecture ka time hua hai, Mai chalta hu.

Karan : abhi nikal....

He went from there.

Preeta turn towards Karan, he was glaring her angrily. She made a cute, innocent face.

Preeta : (cutely) ab Kya hai....aise Kyu dekh rahe ho.

Karan : tum na apna yeh bhola face mat banao
.......

Bela : ab aise innocent looks dekar tum mujhse bachoge na ha maahir.

Maahir : lekin yeh galat hai na Bela, tumhe sochna chaahiye na, Maine tumse pehle bhi kaha tha na, mujhe bulaane, lekin tum kabhi Meri sunti ho...
.......

Preeta : lekin Maine sacchi kuch bhi nahi Kiya hai na..

Karan : Maine tumhe Mana Kiya hai na preeta, mat kisise bhi baat Kiya Karo, kaiss ghoor Raha tha tumhe wo.
......

Bela : lekin ab wo tha hi aisa to, tum mujhe Kyu bol Rahi ho.

Maahir : Dekho Bela, tum next time se mujhe bula liya Karo, Maine tumhe Mana thodi Kiya hai kisise baat Karne.....ok....

Bela nodded innocently.
......

Preeta : lekin ab mai baat bhi nahi karu kisise.

Karan : nahi preeta Maine aisa thodi kaha hai, Mai rahunga na next time se tumhaare saath, to tumhe jaha jaana hai chalna, aur jisse baat karna hai karna....ok..

Preeta nodded cutely.

Tring ...... Tring .....

Link of story broke, due to sound of bell on door.

Vikrant : oh shit yaar.....itna accha flashback chal Raha tha, kaun aa Gaya story me.

They giggled.

Bela : umm....kai dekhkar aati hu, kaun aaya hai.

Aditi : lekin servants hai na niche.

Maahir : nahi, wo log to kaam me busy hai na, tumhi dekhlo Bela.

Bela nodded and went. She come back after a while, she was surprised.

Bela : (immediately) Aditi....

Aditi : ha bolo...

Bela : aditi, tumhaare Ghar se mail, aur ticket aai hai, tumhe urgently Kal hi USA ke liye waapis aur hamesha ke liye jaana padega.

Shocked to all.
Ground slipped beneath the feets of Aditi and Vikrant.

Precap : pain and realization hits.

Bạn đang đọc truyện trên: Truyen2U.Pro